New trends

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trends
    Yr new trends ka kese pta chalta hai aur hum apne ap ko new trends k mutabiq kese adjust kr skty hain tum rehty hue aur kiya old trends ko dekhna zarori hota hai kiya new trends ko predict krne k liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai hm ko apne trading mein jb shaih experinece ho aur hm apne trading mein mhnt krein to hm ko apne market ke new trend ka pta chl jata he aur hm ko apne market mein predict krna sahih hota he aur hm apne trading mein acha profit trend ko smjh kr hasil kr skte hien
     
    • #3 Collapse

      Jab bhe market main koi pair aik trend main high ka low our hig ka high bna raha hota hai to wo up trend main hai jab lower ka low bnaey ga to trend change ho jeay ga
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hm ko apne trading ke lie market ko predict krna hota he aur hm ko apne trading ke lie sahih trend ko follow krna lazme hote he aur hm apne trading mein bhtr plan se kam krein aur apne trading mein experience acha krein phr hm apne market ke trend ke sath chl kr acha profit hasil kr skte hien
         
        • #5 Collapse

          ji hume trend find krny k liye aik moving everage set krna hu gi aur iss ka parametters simple aur close hu ga aur jub k period 20 hu ga yeh simple moving average hu gi aur jo aap ko buy aur sell ki trade lagany mein easily signl deti hai
          • #6 Collapse

            jab bhe trend koi pair change kerta hai to pher ap us main us k higher high ko break karey ga ya pher wo lower ka ka high bna ho ga to pher wo buyk k trend main anay k leay us break karey ga
            • #7 Collapse

              Re: New trends

              Jab ap trend find karty hain tu yeh ap pay depend karta hai kay ap nay kon sa pattern, indicators, time frame use kar rahy hain. yeh sub ap pay depend karta hai or ap phir usi kay mutabiq trend line draw karty hain tu ap ko pata chalta hai kay ap nay kaha sy kaha tak apni trade ko lay kay ja sakty hain.ap ko cheye kay jo ap trade ko open karty hain tu ap ko pata hona cheye kay ap ki trade kaha tak ja sakti hai es tarha ap achy sy apny account ko be manage kar lain gy or apni trade ko be behtar kar sakain gy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: New trends

                new trend



                dear forex member
                trend aam tor par forex market ke aik aam ce direction hote hey ager ap kese bhe forex chart ko daikhtay hein to trend nazar atay hon gay mokhtale time frame estamal kar kay hum trend ka analysis kar saktay hein koi market up trend mein hote hey or koi market down trend mein hote hey trend ko follow kar kay trade karnay sath acha benefit bhe hasell ho sakta hey jaisa keh suna ho ga trend is your friend jab frex market higher or high low ke aik series banate hey to yeh up trend hota hey jaisa keh ap nechay de gay tasweer o bhe daikh saktay hein or jab forex trading market lower low or lower high ke series banay ge to yeh down trend banay ge jaisa keh ap tasweer say samjh saktay hein Click image for larger version

Name:	Uptrend-and-downtrend-new.jpg
Views:	1
Size:	60.4 کلوبائٹ
ID:	12423864


                Identify trend with RSI




                dear forex member ager forex maret say ache earning hasell karne hey to trend ko identify karna zarore hey ager hum new trend ko identify kar kay trade karen gay to he hum ache learning kay sath kaam kar kay ache earning hasell kar saktay hein es ko new trend ko identify karnay kay kai tarekay hotay jaisa keh ap sab member bhe jantay hon gay RSI indicator hey yeh trend kay overbought level ko cross karnay kay bad jab new trend strat hota hey down trend hota hey es tarah jab RSI oversold level ko cross karta jey to yeh buy ka new trend start ho jata hey RSI indicator mein 0 say 100 tak ke limit hote hey or ager RSI 70 ko cross karta hey to yeh area new trendko start karta hey jo keh overbought level say hota hey hum sell ke entry lay saktay hein or ager RSI 30 ke level ko cross karta hey to yeh area buy ke entry ka hota hey jes ko oversold area kaha jata hey aay nechay es ko mazeed jantay hein

                Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12423863
                دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

                اب آن لائن

                Working...
                X