Forex mai first trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai first trade
    Meri forex ki first trade per mujhe loss hua tha per jub bhi mai demo per try krta tha toh itna loss kabhi nai hua infact mujhe profite hi hota tha toh kiya iss ka mtlb yeh hai k demo per hum ko cheat kiya jata hai ya fr kuch aur ?????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
    Meri forex ki first trade per mujhe loss hua tha per jub bhi mai demo per try krta tha toh itna loss kabhi nai hua infact mujhe profite hi hota tha toh kiya iss ka mtlb yeh hai k demo per hum ko cheat kiya jata hai ya fr kuch aur ?????
    Dear me b forex me abi newbie ho lakin me nay kabi b is say itno loss ni lia ha 2$ ya 3$ dollars tak hota he lakin kbi aesa ni hoa k mera sari trades profit me gai he or ha ye koi cheat ni he.
    • #3 Collapse

      g bhai meri jo forex ein first tarde thi main usko nahi bhool sakta amine standard lot se trade ki thi aur mjeh is mein bohat bara loss hua tha,aur mera account washed hogaya tha.
      • #4 Collapse

        Asslam o alikum mere bhai men aap ko bata deta hun k new users ko chay k wo pehly aik month demo accunt per trading kary is sy in ko bohat feda ho skta hai
        • #5 Collapse

          o dear puri duniya mai rate same e chalta hai aik e waqt mai aik hi hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai world ka hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain
          • #6 Collapse

            Humean loss real account main is leay hota hy koin k hum iss main emotions k sath trading kerty hain jo k demo account trading main bilkul bhe nahe hoty hain
            • #7 Collapse

              dear yeh ek real fact hai k forex mein ki hui first trade mein insan ko loss he hota hai agewr yeh loss na ho to hum forex mein bhala kaise interest lain gay is liye interst leny k liye forex mein first time loss he hota hai
              • #8 Collapse

                Forex trading mein demo account aur real account ki trading aik jase han demo account par profit is liye hota hy k demo account aik tu capital buht ziada hota hy aur demo account par risk free trading hoti hy is liye profit ho jata hy aur real account mein aik capital bhi kam hota hy aur risk bhi hota hy is liye loss ho jata hy
                • #9 Collapse

                  Forex trading mein demo account par profit ziada hi hota hy wo is liye k aik tu forex trading mein demo account par balance buht ziada hota hy aur aur demo account par practice risk free hoti hy aur real account par first trade k loss se bachny k liye demo account par practice ziada se ziada karni cahaiye
                  • #10 Collapse

                    gee haan forex mein trding krne key lie is mein mhnt ki zaroart hote he aor expeince ki zarort hote he to demo account mein hamein acha experince mitla he is say heimn sekhna he
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      nahin janab isska yeh matlab hargiz nahin hae.. dekhain jab hum demo account main trading kartay haintou hum fearless ho k kaam kartay hain hamen loss ka dar nahin hota hae lekin jab real account main hum kaam kartay hain tou dar k sath kartay hain jiski waja se hamen loss hojata h..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X