Starting ki forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting ki forex
    Yr koi starting mai forex ko kese handle krna chahiye bta skta hai kiu k start mai kuch log bht lalach sy kaam ly lety hain aur loss krwa k baith jaty hain unn logo ko kiya krna chahiye k woh apni isa adat per cntrol kr len aur agy sy ainda esa na kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
    Yr koi starting mai forex ko kese handle krna chahiye bta skta hai kiu k start mai kuch log bht lalach sy kaam ly lety hain aur loss krwa k baith jaty hain unn logo ko kiya krna chahiye k woh apni isa adat per cntrol kr len aur agy sy ainda esa na kren
    Dear apnay ap per control pana boht asan kam he agr ap starting me he lalach say kam lay ge to us say ap kafi loss me chale jao ge is lia ap ko trading k waqt mind ko use karna chahe agr lalach say ap ko aek dafa faeda ho b jae to jb nuqsan ho ga to wo is say ziada ho ga
    • #3 Collapse

      g han g forex ko strt karny sy pehly apkty pass acha expereince hardwork or knwoledge ka hona boht hi zarori hai tab hi ap forex main kamyab ho sakty hai or acha kam kar sakty hai
      • #4 Collapse

        Start in forex trading bhai jab hum forex me new hon or forex ko proper sikh Kar hi real trading me aana chahiay or pehlay knowledge or demo practice ke bad hi real trading Karni chahiay.
        • #5 Collapse

          Forex trading mein agr ap new trader han tu ap ko forex trading mein start mein demo account par buht ziada practice karni cahaiye aur forex trading mein learning hasil karna cahaiye aur forex trading mein experience hasil karna cahaiye aur agr forex trading mein knowledge experience hasil ho ga tu ap achi trading kar sakty han
          • #6 Collapse

            jo log new traders hain un ko cHAhyea kay wo sab sy pehly demo account mein ziada ssy ziada practice kare jab hum demo account mein practice kar rhy hoty hain to humy forex mein trading ki bohat si tricks pata chalti hain or humy bohat knowledge milti hai jo humy real account mein tarding kay k bohat helpfull hoti hain
            • #7 Collapse

              yr aap ne bilkol theek kaha hay lalach to har banday main hoti hay ,,, to is best yh hay is kam na chrian keun k har kam faida aur nuqsan to hota hi rahata hay bihtar yh hay k apny nuqsan say kuch sekhain dekhain kahan aap ko nuqsan howa aur kun howa aur apny aap ko nafa waly rasty pr le aain yahi sab se best hy
              thanks dost
              • #8 Collapse

                kesay ho dost main naya hon dost mujey belkol malom nahi ha ager mujey is ke malumat hoge tu tujey bata don ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex mein start kay waqt apne trade ko is trah handle krna chahe keh forex mein loss say bachna chahe aor forex mein mistakes na krna chahe ta keh loss na ho aor earing ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X