Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

    Assalam walekum doston ummid karta hun aap sab theek aur khairiyat se Hogi forex trading per Jo log bilkul new hai hai unko chahie ki vah Apna demo account khulwaye Aur Is per Jyada Se Jyada fructus Karen is per Jyada Se Jyada hardworking Karen Kyunki is niche knowledge mein ijaafa Hoga aur experience speed badhti Jayegi Forex trading per Jitna experience Karoge Itna of profit Hasil Karoge Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

      meny pakistani forex forum pr register kar k account bana liya he lekin pakistani forex forum men mujhy profile ka option nhi mil raha bra e mehrbani meri help karn take men apni profile compleet kar sakon.
      • #1548 Collapse

        Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

        Ap ne jo baty batye hai wo kafi help full ho gi new users ka laye ager tamam dost forum kay rules k mutabiq post kary to kabi account ban ni hota or ye bhe ap ne bhoth achi bat kahe hai ka phaly demo account pa perectis kary trader bany k lye demo account bhoth zarori hai foren live account pa trading ni karni cheye. Shukeri
        • #1549 Collapse

          Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

          Jo new kamar hai unko chahie kya wo zeyada kam Karen taake profit aur experience jyada ho Aage jakar ke bahut kam aaega jitni mehnat karenge youth Nahin Koi forex trading mein mehnat ka fal milega new user ko chahie vah ismein apni full mehnat se kam Kare
          • #1550 Collapse

            Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

            Bilkul Sar aapane bahut acchi advises Di Hai Iske alava Ek Thodi Si curi yah Hai Ki ki ham log answer Kis Tarah Karen Kuchh question Hote Hain Jis Tarah matlab trading ke mutale Ka Main To Kuchh Pata Bhi Nahin Hai tradings ka new user Hai To Matlab to comments vagaira dene padte Hain Jis Tarah bhi trading kaun si Karni chahie kya vaise question Aaye hue hain na first day to inke bare mein kya Khyal hai
            • #1551 Collapse

              Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

              dear friends jo b new users ayen forum main sub se to pahly un ko forum k rules ka pata hona chaye k forum rules kyea hain ta k khud ko ban hony se bachya ja sky jisy hum kou b kam lern kr k hi karty hn bgir ksi info aur lern k hm kamyab ni hoty asy hi forex busines hai dosto app ko fourm pay acha kam karna ho ga apni posting durust krni hon ge pata chaly k new users sensiab hn forum ho ya trading app zaror learn karin pher hi app earn kar payen gy . ye bhut zyeda risky busines hi jis mn loss chance 90 plus hn agar to app forum paye achi discation krin gy to zaror kamyab hn gy dosto dunia ka koi b kam kr llyen app ko leran krna pary ga es lye apny se senieor se kch sikhy forum work krinn ya achi posting air discation krn to app zaoror kamyab ho jy ge .
              • #1552 Collapse

                Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

                umeeed hain k sab thke hongy forex trading main best learning karna parta hain forex trading main agar learning strong hoti hain tu best earning ho skti hain jisne learning nhe ki vo kabi b kamyab nhe hain forex trading main learning k sath sath best learning karna parta hain forex trading main regular pratice karna must hota hain rules ko follow karne wale trades best earning kar skte hain jisne learning nhe ki vobig loss kar dete hain is liye learning karna must hain regular hard work karna must hain forex main best learning karna must hota hain achy achy achy trades forex trading main tab he kamyabi pah skte hain jaab regular pratice k sath kaam karte hain
                • #1553 Collapse

                  Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

                  forex trading main best learning kare agar hard work kare tu forex trading main best learning kare achi tara learning kareforex trading ko samjhy forex trading ka busniesss full trusted and reall hain haar koi forex traidng main kamyabi hasil kar skte hia ek trader ko regular learning karna mus thian jitne b traders hain unko forex trading main easy kamyabi tab milti hian jaab hard work kare forex trading main best larning karna parta hian best learning karne wale kamyab ho skte hain forex trading mainbest learning karna must hain
                  • #1554 Collapse

                    Re: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

                    friends forex trading me jo new users hai un ko chahiye k trading se pehle is k bare me knowledge hasil kare
                    os k liye aap demo account ko use kar sakty hai aur apne kisi friend se ko k trading karta ho os se advise le sakty ho jis apko knowledge hasil ho ga aur aap achi trade kar sakty hai
                    • #1555 Collapse

                      جواب: Jo loog bilkul new hain forum main,un kay liey

                      A.o.A
                      Dear Brother
                      Apny achi advices di hain, aur agr koi b new traders in per amal kary tu phr i think Osy Market samajny aur Es main kam krny main kafi aasanie rahy ge, Starting main 90% new traders mistakes krty hain trading main aur apni earning sahi tarikay sy nhe kar patay, isilye unhayn chahye k wo Starting main Demo account use karain, ta k Hr Tarha ki condition ko dekh sakain, Trading k doran emotions sy bhi parhez karayn.
                      • #1556 Collapse

                        Asslam u alaikum! Ye post newusers ke liye bohat helpful ha tamam users ko ise read krna chaiye specially jo new users hain Ma b beginner hu mujhe is post se kafi information milli ha Thanks
                        • #1557 Collapse

                          for new membersfirst of all you need to collect the details about Pakistan forex forum ​it's very very good website for students you need to answer 10 question daily and earn money daily iin free of cost I love this website it is very nice all the students need to join this as soon as you join this is good for you it's 100 💯 percent of ❣️
                          • #1558 Collapse

                            "Jo log bilkul new hain discussion board mein, un ke liye" forum mein naye shuruwat karne ka ek difficult aur dilchasp safar hai. Forum ek aesa platform hai jahan log ek dusre se milte hain, apne vichaar vyakt karte hain aur samajhne ki koshish karte hain. Jab koi shakhs bilkul new forum mein shamil hota hai, toh woh shayad thoda anjaan aur dar darsh hoga. Yahan par kuch mukhtalif tajaweezat hain jo forum mein bilkul naye brand ke liye madadgar ho sakti hain: 1. Pehle se Maujood Logo se Milna: Forum mein naye logon ke liye zaroori hai ke woh pehle se maujood brand se milen aur engage karen. Aksar boards par welcome threads hote hain, jahan aap apna creation de sakte hain aur dusre participants se mil sakte hain. Isse aapko discussion board ki environment aur logon ki expectations ka andaza ho jayega. 2. Forum ki Guidelines Padhna: Har discussion board apni recommendations aur guidelines rakhta hai, jinhe observe karna zaroori hota hai. Naye logon ke liye pointers ko padhna aur samajhna mahatvapurna hai. Isse aap discussion board ke culture, allowed aur confined activities, aur respectful conversation ka pata laga sakte hain. 3. Active Participation: Forum mein lively hissa lena zaroori hai. Apne mind aur evaluations ko share karen aur dusre contributors ke sawalat aur discussions mein shamil ho jayen. Ek active member banne se aapko aur logon ko aap se connect honay ka mauqa milega aur aap discussion board ki samajh aur experience ko tez kar sakenge. 4. Respectful Communication: Forum mein baat cheet adab aur izzat ke sath karni chahiye. Dusre members ki raye ka samman karen aur unke sath achhe tarike se communicate karen. Yeh ek positive environment create karta hai jahan har kisi ka apna opinion samjha jata hai. 5. Poochne ke liye na-sharmaen: Jab aap kisi cheez ke bare mein samajhna chahte hain ya sawalat puchna chahte hain, toh na-sharmaen. Forums par sawalat puchna, samajhna aur seekhna hi sabka maksad hota hai. Aapko dekha jayega ke dusre participants aapke sawalat ka jawab denge aur aapko guide karenge. 6. Mentorship Dhundhen: Agar forum mein koi mentorship software hai ya koi experienced member hai jo madad kar sakte hain, toh unke sath join ho jayen. Ek mentor se steerage aur help paane se aap apne discussion board enjoy ko enhance kar sakte hain aur sahi direction mein jaa sakte hain. Forum mein bilkul naye logon ke liye sabse zaroori baat hai sabr aur uthal-puthal na karna. Apne forum adventure ko enjoy karen, naye logo se milen aur samajhne ki koshish karen. Har kisi ke liye yeh ek mastering enjoy hoti hai aur dheere dheere aap bhi forum ka hissa ban jayenge.
                            • #1559 Collapse

                              g ap ne bht acha likha hai kunke jo bhe new user hote hain unku pata nh hota hai ke es forum per working kese karni hai or account kese bana ke attach karna hai yeh ek best plate forum hai new user ke liye kunke es forum main ese user hain jinke pas best experience hai or acha knowledge hai new user unse help le sakte hain or trading ke business ku ache tara se learning kar sakte hain main manta hon ke agar ap log trading ke business main bilkul new hain tu ap ku es forum ku join krna chye or old user se trading ku learning karna chye trading easy business nh hai es main kafi hardworking karna parti hai agr new user trading ku ache tara se learning nh karte hain tu kabe bhe trading ke business ku ache tara se learning nh kar sakte hain es lie new user ku trading ku phele ache tara se sekhna chye or us ke bad hi forex main real ke investment se apne business ku start karna chye or yeh forum sab se best hai new user ke liye learning karni hai tu es forum per working karen or old user se learning karne or yahan per bonus bhe le sakte hain or us bouns se acha profit bhe bana sakte hain es lie new user ku es forum per mehant karni chaye or trading ke business ku ache tara se learning krni chye take real ke trading main new user loss se bach saken or acha profit bana saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                Forum Main Naye Logon Ke Liye Rahnumai
                                Agar aap forum main naye hain, to yahaan pe kuch hadayat hain jo apko asaani se shuruat karne aur forum ke mazeed faide uthane mein madadgar sabit hongi.
                                1. Forum Ko Explore Karein
                                Sab se pehle, forum ko explore karein. Mukhtalif sections aur topics dekhain. Yeh dekhne ki koshish karein ke kaun se discussions zyada active hain aur log kis tarah se apni raye ka izhar kar rahe hain. Isse aapko forum ke environment ka andaza ho jayega.2. Rules Aur Guidelines Parhein
                                Har forum ke apne kuch rules aur guidelines hoti hain. Inhe zaroor parhein aur samajhne ki koshish karein. Yeh apko batayenge ke kis tarah ka behavior expect kiya jata hai aur kin cheezon se parhez karna chahiye.
                                3. Apna Profile Complete Karein
                                Apna profile complete karna zaroori hai. Ek achi profile picture aur thoda sa introduction dekar aap dusre members ko apne bare mein bata sakte hain. Yeh aapko community mein integrate hone mein madadgar hoga.
                                4. Introduce Yourself
                                Bohot se forums mein introduction section hota hai jahan naye members apna taaruf karwa sakte hain. Wahan apna introduction post karein. Isme apna naam, trading experience (agar koi hai), aur forum join karne ka maqsad bata sakte hain.
                                5. Pehle Padhain, Phir Post Karein
                                Naya post banane se pehle, kuch discussions ko parhein. Isse aapko idea milega ke log kis tarah se baat karte hain aur kis tarike se apni raye pesh karte hain. Jab aap confident feel karein, tab apna pehla post likhein. 6. Sawaal Puchne Se Na Ghabrain
                                Agar aapko kisi cheez ki samajh nahi aa rahi, to sawaal puchhne se na ghabrain. Forums ka maqsad hi knowledge share karna hota hai. Apne sawaalat ko clear aur concise rakhein taake dusre members asaani se jawab de saken.
                                7. Positive Aur Respectful Rahein
                                Hamisha positive aur respectful rahein. Har kisi ki raye ka ehtram karein aur kisi bhi negative ya inappropriate comment se parhez karein. Yeh community ke liye acha environment banata hai aur aapki positive image banata hai.
                                8. Active Rahein
                                Agar aap chahte hain ke log aapko pehchanein aur apne discussions mein involve karein, to forum pe active rahein. Discussions mein participate karein, comments ka jawab dein, aur naye topics shuru karein.
                                9. Seekhni Ki Jazbaat Rakhein
                                Har forum pe bohot se log aise hote hain jo aap se zyada tajurba rakhte hain. Unse seekhne ki koshish karein. Unki posts aur comments ko dhyan se parhein aur unke tajurbaat se faida uthayein.
                                10. Fun Bhi Karein
                                Forum sirf learning ke liye nahi hota, yeh fun aur networking ke liye bhi hota hai. Kabhi kabhi light-hearted discussions mein bhi shamil ho jayein aur dusre members ke sath friendly relationships develop karein.
                                In hadayat ko follow karke aap asaani se forum main integrate ho sakte hain aur isse bohot kuch seekh sakte hain. Har forum ek learning aur networking platform hota hai, to isse maximum faida uthane ki koshish karein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X