Market Depth kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    markeet depth ka istimal ziada tar bary trader karty hain ya aik aisa ala hota hai jo big trader use karty hain is ka option choty trader ko nahi milta markeet depth ka option khud lagana parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji bhai ap ney achi information share ki hain wese abdullah bhai ap ki har thread main sab kuch hta hain humein reply ki zarurat nahi parhti but main simple kahuga k ur best in way of definatoion ap achey se samajya karty hoo..
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: okaradosti پيغام ديکھيے
        Main ne app ke batye hue tareqe se is ko kiya per muj ko tu kuch bhi show nahi ho aur app ne koi chart bhi show nahi kiya bhay main app ko is post ko doraba se karne ki darkhuwast karta hoon aur app is ki koi pic bhi de ta ke is ko karne main easy ho jye .
        Dost, yeh market depth hay, is may ap trade nahi kar saktay, yeh indicator k tor par kaam karta hay, lakin phir bhe may koshish kar k photo attach karnay ki koshish karta ho yaha par.

        Click image for larger version

Name:	market depth.JPG
Views:	1
Size:	41.2 کلوبائٹ
ID:	12316955

        Is may ap ko nazar a raha ho ga keh market depth kaha say milay ga, aur is may kia kya hay, baqi ap first post ko dobara say parho, inshaallah samajh may ajaye ga, phir bhe agar na aye to question kar lain, inshaallah jawab mil jaye ga.
           
        • #19 Collapse

          very informative thread shared by you. I try this and many pairs and other stocks are showing in the market watch. one thing I want to ask that how can we see pending orders, stop loss and take profit values. I cannot find these value on them.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hydstar6
            Assalam o likum brothers muje plz bata dn ka market depth kiya ha me na ya aj tak nahi suna ha or me forex trading me new hnis leye agar koi muje guide kar da plz
            Brother, pahlay ap first post ko parho, us k baad apnay meta trader may ja kar wha par market depth ko talash karo, aur us k baad us ko read karo, samajhnay ki koshish karo, aur jaha par problem face karo, us ki snapshot lay lo, aur phir wo snapshot yaha par apnay question k sath attach karo, inshaallah us ka jawab mil jaye ga, is tarha say pocho gay to koi faida nahi hoga, kyo keh ap nay first post ko parha he nahi hay.
             
            • #21 Collapse

              markete ki depth maloom karnay k lye hame economic information hona zrori hai.agar hume ye pata ho k hum news ko kesay read kar sakttay hain to is me hamara he faida hai.
              • #22 Collapse

                mera nahi khayal kay market depth ki zarurat hai kiun kay jab hum order laga lety hain tu live chal raha hota hai hamar order or hamesha log ziada tar samny wali cheez ko ziada prefer karty hain. Aap ne apny hisab se acha bataya hai magar log ziada shortcuts ko prefer karty hain.
                • #23 Collapse

                  forex faida

                  hum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
                  • #24 Collapse

                    dear ye to ham logo per depend karta he ke ham log is business se kitna faida uthna chty hen agr hamry pass acha knowledge or experience he to ham is se boht sa faida utha sakty hen or agr hamry pass kanowledge or experience nhi he to ham log loss ka sekar ho sakty hen.
                    • #25 Collapse

                      Yes My partner and i go along with ones discussion in which industry level ways to teach you the full industry summation. by industry level all of us visit know about the open up, large, small, close up along with the amount quantities usually are traded in. it also demonstrates awaiting order placed. a very important factor I'd really like to include in ones discussion is one can possibly likewise decide the amount of resistance along with help degree after learning industry level.
                      • #26 Collapse

                        it is extremely educational thread and offer you quite knowledge about trading as well as current market level before this I am not really learn about maket level. as well as please a lot more subject matter in this way article thus new trader acquire most effective information's through your thread.
                        • #27 Collapse

                          sir me ne new chart kya he lkin phir bhe mjhe is ka pta nahe chla k market depth kahan he or kahn pe show ho rahy can u tell me with screen shots pls
                          • #28 Collapse

                            thank bhai jan ap ne bahot he achi bat shair ke ha waqi humy es sait ka pta nahan tha lekn ap ke wja se bahot malomat mil ge thankssssss.
                            • #29 Collapse

                              market depeth is closed to liquality and volume with in a security but does not mean that every stock show a high volume of trader has good market
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yakenaan market ki past history ko dekh Kar Buhaat kuch Samjhaa ja Saktaa hai laikin Mera Fav Gold hai is main Gold ki market Depth nahin show hoti,laikin main AUD ki Market Depth dekh kar kafi had Tak idea kar letaa hon k Gold Kahan tak jaye Ga...buhaat buhaat buhaaaat useful Thread hai Sab ko faida uthanaa Chahiyee
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X