why people love forex jb k iss me loss k chance zada hote hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Jo bhi koi kaam karta hy us se kaam love karna cahaiye tu phr hi kaam achy tarke se hota hy aur insan kaamzab hota hy is liye log jo forex trading mein kaamzab hona cahty han wo forex trading se love karty han aur forex trading mein loss ziada hy phr bhi log forex trading se love karty han kiok loss apni galti se hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear friend forex aek boht he best business he ha or profit or loss to business ka hisa he or jin logo ko forex ka experience ho jata he un ko loss boht kam hota he dear is liye log is ko boht like karte he dear
      • #33 Collapse

        yes u ur right.. mai forex say bhot pyar karta ho. q k ye ek aisa business hai jo k dosray business ki income say kafi ziyadaa earn kar sakty ho within seconds....
        • #34 Collapse

          Yeh saheeh hy keh is business main buhat loss hy lekan yeh aik profitable business bhi hy aur is main profit ki koi limit nahi hy aur aap jitna chahain profit earn kr saktey hain aur is sey apni life ko shandar bana saktey hain. Yeh aik aap ki life ko shandar banata hy aur aap kye future ko secure karta hy aur aap ki family ki wishes ko poora karta hy.
          • #35 Collapse

            G log forex trading ko is liye ziada pasand karty han k agr forex trading ko achy tareeke se kia jaye tu forex trading mein buht ziada profit hy aur acha profit hasil kia ja sakta hy likn is ko sab se pehly samjna aur sekhna buht zarroori hy is liye log forex trading ko ziada pasand karty han
            • #36 Collapse

              mare khyal main to forex trading ko love kerne ki main wjah ye hay k jitna ziada aur jitni jaldi profit forex main earn ho sekta hay kisi aur business main ni ho sekta and dosri wjah ye k forex ka business kerne k lie kheen jana ni perta hum is ko online he ker sektay hain aur baqi jo loss ki bat hay wo to her business main ho sekta hay ager trader k pass forex ka perfect knowledge ho to wo ye loss recover ker k b profit earn ker sekta hay.
              • #37 Collapse

                Forex ko kernay main maza ata hy kafi facilities dita hy aik to hum us ko ghar main beith k kertay hain our koi kaam nahe kerna parta hy analysis jab successful hoty hain to pher humean us maen our khushe hoti hy
                • #38 Collapse

                  Dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading m loss k ziada sy ziada chance han par un k ly jin k pass knowledge or experience ni hota ha jin k pass knowledge or experience ho to ap easily earning kar sakty han
                  Be safe .its a dangerous market out there...:D
                  • #39 Collapse

                    forex ko agar money management samajh kar kia jaae aor lalach k bager kia jaae to is main loss k chances kam ho jaate hain aor loss ko control bhi kia jaa sakta hai is liye log is ko pasand karte hain aor is ko chorte nahee hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: why people love forex jb k iss me loss k chance zada hote hain???

                      Forex ka rule be baqi offline or online business ki tarha bhout simple hai. woh yeh hai kay jab ap apni trades ko open karty hain jab tak woh proper learning, practice or experience kay mutabiq open nahi karain gy tu ap ko loss hoga. esleye koshish karain kay jab ap es business mai shamil ho tu ap apni trades ko experience or practice kay bina kabi open na karain. jab ap aisa karain gy tu ap kay loss kay chances kam or earning kay chances zaida hogy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X