News Based Simple strategy:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai aap nay bhot he achi baten hamary sath share ke hain lekin me manta hon k agar is tarha hum kartay hain to hame har wakt net k samnay bethna parta hai na k hum is kaam ko her wakt samnay beth kar saktay hain aur b kaam hotay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      main be ap sy he agree kerta ho ky oex trading main news tarding aik bohat acha way hai business main kamyabi pany ka yani profit earn kerna ka is tra ap easily earn kero gy
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
        bhai aap nay bhot he achi baten hamary sath share ke hain lekin me manta hon k agar is tarha hum kartay hain to hame har wakt net k samnay bethna parta hai na k hum is kaam ko her wakt samnay beth kar saktay hain aur b kaam hotay hain.
        apke bth sahi hy lakin yeh strategy meny news time k ley share ke hy. yane news toh every time nahi hoty na, missal k tor par 6.30 pm paksitani time news hy toh aap 7 bjy tak half hour wo focus k sath yahe strategy use kr skty ho..
           
        • #19 Collapse

          App news se bhi achi tyrade ko kar sakte hay per app ko is ka use pata ho ke app ko jo news mile hay wo thik haya ur app ko is ka us ekis currency pair main karna hay aur kab app ko yeh loss na de jye aur app ko nafe ke liye hi yeh news use karni thi .
           
          • #20 Collapse

            i have good experience in forex market and i am doing simple manual trading with both technical and fundamental analysis so in this way i am not using any shortcut strategy and any shortcut method i am doing short term manual trading and making daily profits..
            • #21 Collapse

              bhai app ki stragtegy apni jaga achi hai lakin ye har qisam ki news main kamyab nahi ho sakti kyun bahaaz daffha news ka koi bi impect naho ahta aur aksar buhaat zaida back bounas bi hota ha aur jo zaida move hoti ha wo kahi daffa trend hi change kar daity ha
              • #22 Collapse

                App news ko dkeh kar in ki waja se trade kare tu app ko mukamal is ka istimal karna ho ga aur app ko pata ho ke yeh news ab kiya kare ge aur yeh kisi waja se mere currency pair per isar indaz ho ge phir app ko achi trade karne ko mile ge aur app ki trade ko loss ho ga bhi per kuch timemain hi nafa de ge .
                   
                • #23 Collapse

                  hedge pa kam kia ja sakta ha per balance achha hona must ha or dosra rasta bhi ap ka samajh mane aata ha lakin news k sath is mane chalna must ha , so bohat achhi startegy hane tajurba ker k dakhna chahiay
                  • #24 Collapse

                    Well main ap ki strategy se agree nahi kar raha ho because es mai bhout he risk hai or ap ko pata hona cheye k jab news k time ap yeh strategy use karty hain tu ap ka ik stop loss hit tu hoga lekin market ap ki buy and sell dunu ko touch karay gi because us time voilate market kafi zaida hoti hai or some time aisa b hota hai ap k aik buy point ko touch kar k market bounce back kar k again wapis chali jaey gi.Yeh strategy main demo pay apply kar chuka ho or es se mujey koi khas faida nahi howa balky es se nuqsan k zaida chances hai.Behtar hai k ap sell and buy open karain lekin long term k leye open ki jain gi tu woh zaida profitable hogi.
                    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                      Well main ap ki strategy se agree nahi kar raha ho because es mai bhout he risk hai or ap ko pata hona cheye k jab news k time ap yeh strategy use karty hain tu ap ka ik stop loss hit tu hoga lekin market ap ki buy and sell dunu ko touch karay gi because us time voilate market kafi zaida hoti hai or some time aisa b hota hai ap k aik buy point ko touch kar k market bounce back kar k again wapis chali jaey gi.Yeh strategy main demo pay apply kar chuka ho or es se mujey koi khas faida nahi howa balky es se nuqsan k zaida chances hai.Behtar hai k ap sell and buy open karain lekin long term k leye open ki jain gi tu woh zaida profitable hogi.
                      agar aap long term k ley buy and sell open krty hoto per news k elawa bhe ker sakty ho. oor apko best entry point maloom honi chahey oor es terha exit point bhe. q k tukky se krogy to per long temr me khbe edhr oor kbhe udhar jawogy..
                         
                      • #26 Collapse

                        Yes, brother, and I agree with you that everyone uses his own stagey and this is the best for him. Therefore, based on the advice of their own best in Abdullah's brother Adnan, related. Anyone who wants to do it, so it is very useful.
                        • #27 Collapse

                          Well dear news or events to bohat sare hain kis kis ko define kiya jae. Forex main apko forex calender to milta hai to ap usi main forecast or previous impact se acha khasa andaza laga sakte hain.
                          • #28 Collapse

                            me apki bth manta hun lakin yahn par per trader ke ability par depend krta hy k kis terha wo account ko manually tor pe handle krskta hy. oor normal situation me bounce bak apke bth teak hy lakin news arise hoti hy to per usky impact per depend krta hy main apni he strategy use kr rha hun q k min apna experience or knowledge rkhta hum or main apny experience ke base par he trading kar rha hun
                            • #29 Collapse

                              App ki post tu achi hay aur is strategy ko aik tu demo accou t per use karna ho ga aur jo bhi app ko result mile ga is ko app use kare kun ke is main luck bhi kam karta hay aur jab app ko trade karni ajye tu app ko achi trade karne ko milti hay warna app ko acha elam hune sath bhi loss ho jata hay .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai jan news bohat he ehmiyat ki hamil hoti hai forex trading me kiun ke news ki waja se market ki direction seconds me change ho sakti hai is lye me news based trading per bhi bohat believe karta hun or news ko follow bhi karta rehta hun.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X