Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

    dear Friends !
    assalam u alikum!
    g ibtadi forex traders k leye y malomat nhot fayide k hogi
    meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

    Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal .

    Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

    Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

    Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

    Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.

    shkreya g
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
      Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

      Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

      Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

      Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

      Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

      Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
      New trader ke liye sabse pahle chij to yah Hai Ki vah Forex trading Ko Jab join Karte Hain To unko Forex trading ke related information Hasil karne chahie aur isko understand karna chahie ki yah business kya hai aur uske bad unko demo account per trading ki practice karni chahie Jab demo account per consistency ke sath profit Hone Lage to Uske bad real account mein trading Karni chahie
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #663 Collapse

        Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
        Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

        Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

        Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

        Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

        Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

        Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
        New traders ko sabse pahle yah understand karna chahie per Forex trading kya hai aur yah Kis Tarah ka business hai uske bad usko Forex trading care related information Hasil Karni chahie aur jab information Hasil ho to Uske bad Damoh account per Jyada Se Jyada practis Karni chahie Jab demo account per consistency ke sath profit Hone Lage to Uske bad real account trading Karni start Karni chahie
        • #664 Collapse

          Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

          Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

          Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

          Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

          Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

          Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.



          Boht shukriya .......HAM NEW MEMBERS K SATH SHARE KRNA KA.
           
          • #665 Collapse

            Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

            G...bilkul thk kha apne hr kam krny se phly kuch mushkil lazmi huta h.

            hamy mhnat lagan or imandari se sabr ksath asgy bhrna hu ga.
               
            • #666 Collapse

              Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

              Jiiiii..........bht shukriya k apne apna experience share kiya ta hamy guide mily

              Or hamy achy trader bnnay ka moka mila.
               
              • #667 Collapse

                Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                aslam o alekum g sr, bohat khushi hui boht faida huwa ap ki post parh ky. bohat kuj mela hai es post sy samjhny ko thnx.
                • #668 Collapse

                  Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                  Assalam-o-alaikum. Sir bohat mufeed post ki ha ap ne. This is the one that can help new comers like me to understand basics of forex and how to learn it. Strategies banana aur analysis karna, tools ko seekhna and first of all basic theories ko samajhna he asal kam ha. Practice later on! Wo bhi demo account mein :) Thanks Again, sir.
                  • #669 Collapse

                    Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                    Ap ki thread sy at least trading paths aur tools ka to part pta chla... Kafi informative thread hy apki
                    • #670 Collapse

                      Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                      Step by step Forexteading kay bary main hamien rehamani ki zarrot hoti hy tu us laye jo bhi kam karian us ki rehnmai kay laye ap ko apny teacher say step by step rehamnami lani cheye us say yeah fida ho ga kah ap koi galti nahen karian gy our her step ko achy say ap final karo gy our acha profit ap ko mily ga so step by step work karian samjhian Thanks
                      • #671 Collapse

                        Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                        Assalam o akaikum dear members ap n bhot acchi information dy hy k new member KO chahie k vo demo account per khoob practices karen or forex k barey main khoob knowledge hasil karen
                        Pher ius k bad apne real account main eanter ho jayan
                        • #672 Collapse

                          Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                          Polycom for excuses seniors and juniors members darasal trading Naam Hai Ek online Army business ka Duniya Ke Tamam Malik is Mali market Mein Aadhar hai Tamam Chote Bade log is karo BA Saman slick hai aur yah online business Ghar Baithe Har aadami kar sakta hai aur Kar Raha Hai Isko karna aur sikhana jaruri hai sikhe bagair koi kam bhi nahin aata Har kam ko sikhane ke liye Waqt chahie bagair Waqt Ke bagair Waqt lagaen Koi kam dhang se karna Nahin Aata isliye Hamen is kam ko sikhane ke liye for expert join karna hoga tabhi jakar Ham Forex ke bare mein learning aur trading ke bare mein acchi Jankari Hasil kar sakte hain
                          • #673 Collapse

                            Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                            Sub sy phle all friend forex trading ko samjhen phir mt4 mt5 ko samjhen phir is k bad market ko smjhen phir graph ko dekhen line ko smjhen graph timing chart ko follow kren in tamam cheso ko dekh kr phir invest kren broker ki dealing ko bh samjhen bad mein invest kr k ap bh faida uthaen taky tamam dosto ki trha ap bh profit hasil kren
                             
                            • #674 Collapse

                              Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                              Brother forex trading hamesha soch samjh kr kren kun is mein account wash hone ka khtra hota hai phir losa ajy ga losa sy bachne kele hamsha market analisia ko smjhen loss sy bachen hamsha profit ka intakhab kren garaph ko smjhen ..currency ka pta hona zarori hai phir trade kren proftt haail krem
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Re: Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

                                Salams.

                                Yeh Section Forex Beginners k lyey hai. Ese users jo Forex me new hai, yeh section un logo ko help karne k lyey banaya gaya hai tu idhar har us type ki thread allowed hai jo kisi newbie ki knowledge me izafa kare.

                                Thread Forex se related kisi bhi topic par ho sakti hai jo kisi bhi new trader ko help kare jo beginner ho. Example:

                                - Bid, Ask, Spread kia chez hai?
                                - Margin, Margin Call, Stop out me kia fark hai?
                                - Leverage kia hai aur is k asrat kia hote hai?
                                - Har new trader ko shuruat me kia karna chahye?

                                Yeh sari threads is section se related hai. Aur is type ki ek ek thread is section me allowed hai. Agar koi in threads ko repeat karega ya words change kar k yahi chez bar bar post karega to esi threads ko foran delete kar dia jaega!

                                Aur is section me koi new trader agar wakai sekhna chahta hai aur usey dhundne k bad bhi koi topic nahi mila jo wo samajhna chah raha tha to wo is type ki thread start kar sakta hai:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X