Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    yes ap na her step forex trade ka barye main bohat achi trah sa batyea hain ap na acha gide kayea hain specail new mamber jin ko forex trade ka pata nahi hain wo ap ki post sa forex trade ka barye main proper samaj jaye gaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
      Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

      Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

      Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

      Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

      Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

      Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
      Sir main trading ker ke ouch paisa kamana chahta ho.dost on sa malomat mili ka instaforex main invest ker ka paisa kemay ja sekta ha
      • #528 Collapse

        nice info

        thread lambi hai per kafi informative hai read karke buhat kuch seekhne ko mila hope aesi posting hoti rahe gi ham beginners kelay aesi posts buhat helpfull hen bina kisi se pochne ke hame aesi posts se apne sawalo ke jawab miljate hen mein aapki har thread zaroor dekhoga for more knowlege
        • #529 Collapse

          Step by step forex k lia zaruri hai k ap pahly forex ko kisi achy teacher say seakay aur phr km az km 1 months k lia demo accounts par practise krain iskay bad ap real account bnai and earn krain
          • #530 Collapse

            thanks for explaining everything step by step mujh kuch prob and issue thy jin ki sahi sayguides nai mill rahi thi ab asani say resolve hojaygi
            • #531 Collapse

              salaam dosto kaya hall ha umeed ha sub thk han main nay ap ki post ko study kia ha ye kafi informative ha shukria aur main is forex main new user hon mujauy posting aur trading kay rules nai pata that but ye posting parhnay say mujay bhht faida hua ha
              • #532 Collapse

                Very very thanx sir appnay buhat hi achi bateeen batai hain new commers ko aur us se humain bhi buhat faida hooga thansx again
                 
                • #533 Collapse

                  g haan sir buhat achi bateen apnay guaid ki hain aur humain karna bhi aisa hi chhye hay q ager hum basic nahi jaan payeen gay to hum kaisay forex mai trading kareen gay mai to yehi kahoonga k sab ko forex mai greed se pak hoo ka aur emotions se haat k forex trading karni hoogi
                   
                  • #534 Collapse

                    foresx mai step by step guid k lia demo account ki facility di gay ha .forex demo account apko step by step guid krta ha our ap achi traa trading sekh skty hen.our kam kr skty hen.
                     
                    • #535 Collapse

                      Dear friend aap ne step by step guide ki baat share ki hai is k liye hmay internet ki madad laini hogi internet sai hamay tutorials dekhnay paraingay jo hmay step by step guide kraingay.
                       
                      • #536 Collapse

                        wah bhai aapne bhot he achi maloomat share ki hai, anay wale new trader ko is thread parhne se kafi sikhne ka moqa milega, or jo purana hy unki bhi knowledge baregi or apne jo malumat share ki hai wo sab important hai iska janna bhot zaruri hai main apka bhot shukarguzar hon apne sbki help ki bhai :)
                        • #537 Collapse

                          Yes bro new traders my ly bot he ham malomat share ki han.yakinan kisi e field ma jany sy Palau us my qwid was zwabt ko Patna aor seekna zurari ha.Forex tu earning field ha is ky bars ma too accurate knolodge hona zarori ha. Bro AGR is ki sharing ho jay k ya malomat kis kis jga sy mil skti han tuo not batar ho jay ga.
                          • #538 Collapse

                            Assalam.O.Alaikum friends i have a advise for you that every one should do work on a demo account through demo account you will learn so many things after getting experience on demo account you should go on live account for real trade.
                             
                            • #539 Collapse

                              thank you dost aap ki information kaafi help full hai. new traders ko is se kaafi maaloomaat milen gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                mery kheyal me jo b new person forx ko start kary us ko chahye k wo step by step har chez ko seekhy r us ko achi tara sy smj kar us par amal kary
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X