Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    G bohat achi or ehum thread ki he apne mene ise poora parha he or hume chaiye ke hum demo acount use karne se pehle ise sahi se samajh le or pher isse istemaal me lai....or guzarish he ke ap hume mazeed inform- de..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Mashallah bhai ap ne kafi kuch samjhaney ki koshish ki he, jesa ke mujhe forex ka kuch bhi ni pata , tou ap ki sari post hi mujhe samjh ni ai, itney words ap ne bataye hen ke in sab ka pata hona chahye, yeh tou sarey words bhi main pehli dafa sun raha hun, bus start main kr tou raha hun, ALLAh kre faida bhi ho
       
      • #183 Collapse

        bhai ap ne kafi behtar bataua he, inshallah main poori koshish krunga ke is hi tarah krun,

        per ek aur baat poochni he ke kiya yeh bhi stock exchange ki tarah hoti he???


        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
        Is thread may mazeed yeh cheez wazeh karna chaho ga keh emotion ka bohat kirdar hota hay forex trading may, aik new trader ko chahiyay keh wo is market say bohat ziada expectations na rakhay, kyo keh bohat ziada expectations he us k lye nuksaan ka bais banti hay, har trader yeh samajhta hay keh wo is market say million dollar kama lay ga, jab keh haqeeqat yeh hay keh million dollars kamanay may saalo lag jatay hain, jitni ziada expectations hongi is market say, utni he ziada nakaami k chances hongay, may yeh nahi keh raha keh ap expect na karo, may to yeh keh raha ho keh ap bohat ziada umeed mat lagao is market say, keh ap bohat jaldi ameer ban jao gay ya is market say bohat jald aik maqool income anay lagay gi.

        Yeh sab karnay say banda emotionally attach ho jata hay market say, lakin phir hota kia hay? yeh market itni easy to hay nahi jitni keh dikhti hay, jab ap apni taraf say pori koshish karo gay paisa bananay ki to us k lye shru may to ahtiat say kaam lo gay aur choti choti lots open karo gay, lakin phir jab dekho gay keh market ap ki favor may nahi ja rahi to yaqeenan big lots kholo gay, pahla maqsad to yeh hoga k pichla loss cover kar lo, dosra maqsad yeh hoga keh ziada say ziada kama lo, teesra maqsad yeh hoga k jald say jald trade kar k easy ho jao, to dosto yehi cheez emotion kehlati hay forex trading may. Market say revenge layna, aggressive trading karna, without analysis trading karna aur without stop loss trading karna. Yeh sab emotion may shamil hain.

        Emotion par control kaisay kia jaye? Yeh sawal to readers k zahen may hoga he. Right? bilkul right, agar ap log is cheez say bachna chahtay ho to may ap ko kuch tips dayna chahta ho, wo karo aur phir results say agah karna.

        Pahla kaam to yeh karo keh apna mind bana lo, wo is tarha say keh yeh jaldi rich bannay ki scheme nahi hay, dosra yeh hay keh jo amount bhi ap invest kar rahay ho ya bonus say kama rahay ho wo ap loss karnay ka hosla rakho gay, start may ap forex par bilkul bhe dependent nahi raho gay, pahlay learning karo gay aur phir earning karo gay.

        Dosra kaam yeh karo gay keh proper plan banao gay, jaisa keh kitni lot size kholna hay, market ko focus karna hay, capital k hisab say money management karna hay, risk ko janchna hay, munasib strategy banana hay, daily target ko set karna hay wagaira.

        Teesra kaam yeh karna hay keh agar loss ho jaye to foran say dosri trade nahi lagana hay, sirf wait karna hay munasib timing ka, baaz dafa new traders aik sath kafi trades khol laytay hain, aur unko yeh nahi pata hota keh aik sath ziada trades kholnay say kitna nuksaan ho sakta hay. Market agar against jati hay to emotional ho kar mazeed trades khol laytay hain, to yeh nuksaan dayta hay, umeed hay keh ap logo ki samajh may ajaye ga k kis tarha say emotion ap ko loss pohancha sakti hay.
         
        • #184 Collapse

          bohat bohat shukriya ke apne hum new members ke liye ye ye thread likhi mene ye thread puri parhi he or ye hum new members ke liye kaafi eham thread he isse hume kaafi mushkilaat se asani hogi......
           
          • #185 Collapse

            ji haa aap neey jo itnaa guide kerr diyaa heey wo forex seey behtreen output leeney keey liyee kaafi heey aur sub users ko iss peey amel kerna chahyee forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee uss waqet tekk work start nahi kernaa chahyee jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey herr kaam ko step by step kiyaa jaata heey so forex ko bi start seey ziadaa gain na kerneey ki koshish keryee bulkeey aahista aahista samajh kerr iss seey earning lijyee
            • #186 Collapse

              Assalam.o.Alikum :) great sir g ap nay bohat he achi thread post ki hay ap ki es thread say mujy bohat kuch sekhny ko mela hay and mujy motivation bhi hoe hay inshaALlah now i will work in proper manner and discipline and learn forex properly ... i will wait for you next thread thanx
              • #187 Collapse

                jmjgdi0pwgwgpw twk pgmt tkpwj dj wadptd puhjhq ge hugbng jmtptj j0m m kajmt xjtptgp twjag d 0mtm j j j jajpwgt 0twjdt jjmtmt mtjdt mjpmdp w wmagj agp mjmtj twmkgmtw jm gdatmp
                • #188 Collapse

                  sir ap ne ic post ko thread kar k hum new member k lyea both asani kar di ha bs ap se request ha k ap hamain further b guide line datay rahain or hum in per amal kar k further knowledge gain kar saktay hain or kamyab b ho saktay hain.....
                   
                  • #189 Collapse

                    bohut hi achi thread ki hian ap ney maine FUll read ki hain abi ..ji batasi hain demo account use karney se phely forex k barey main kuch study karni chahye ta k ussey demo account use karne main koi takleef tashwur na hoo
                     
                    • #190 Collapse

                      bro apki posts tu bht hi knowledge wali thi apki posts par k yun laga jese ab koi mushkil ni ho gi forex ko smjhne main r hm khud ku hcha trader ban skty hain bs mhenat ki zarorat hai hmain ju k hr way main krni hai
                      • #191 Collapse

                        bhai main forex tading main bilkul new hoon aap ki post na mujha kafi information de forex trading ka bara main aik bohat hi achi post ki hai is main bohat achi information share ki hai
                        • #192 Collapse

                          bhai aap ne buhat achi information share ki hae aur mujhe read kar k buhat kuch pata chala hae. is kliye thanks. hamain sab ko jis k pass jo knowledge ho share kartay rehna chahiye q k knowledge share karne se hi insaan ka apna knowledge increase hota hae.
                          • #193 Collapse

                            sub se ehm bth k buhat se newbies enter toh hoty hy lakin tools ko use nahi krna janty so me msjta hun k wo kse mentor ya achy dost trader se on video call basic trade seekh ley toh usko further hudi asani hoge.aap ki her thread ki tarah ye thread b boht helpful and full of knowledge hai. M newbie and forex k baray ab tk jitni b knowledge hai wo mujhe is forum se he mili hai.
                            • #194 Collapse

                              hi i like ur information ,,, n thnx for sharning maine sare pare hai dil khera tha ke parta jaon..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                bohat he alaaw post bhai jan . tumam newbi ko aap ki yeh post parhni chahye .apki post bohat lambi thi lekin maine sari parhi . .her New member ko ye knoledge hona chahye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X