Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Bohat hi ach8 post ki hai isse sabko knowledge ille hgi aur bohatbse concept bhi clear homjae because bohat se logo ko alag alag problem hoti hai to sab ko problwm is post se solve homjae to good posr ever
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Bhatt achay yr
      Kaafi time dia aap ne itni information share karnay Kay liye
      Ap ka experience bol rha ha ye information yaqeenan fresh buddies k liye bht faida mnd rahay ga
      • #573 Collapse

        Infnrmation

        Bhi jan ap ny bht he ashi information di hy jo new trader hin on k luy bht faida mand hy man bhi is information pr amil kron ga
        • #574 Collapse

          brother, bohat achi information ap ny share ki ha, main forex main two year say kam kar raha hun ,or mt4 kay use tak main nay sekh liy ha, or ab main analysis sekh reha hun :eek:or loss bhi ho chuka hai ,start main .ab thori earning bhi ho jati ha monthly, main aap sy totally agree karta hon g./////////
           
          • #575 Collapse

            aslam.o.alikum, ap ny bhut he ashi information di ha, jo new trader han on k ley buht faida mand hy, man bhi is information pr amil kron ga thanks////////////////
               
            • #576 Collapse

              dost, ap ko sab sy pehlay demo account main kam kar k trading ko achi trhan sy sekhna ha, or is k bad pakistan forex forum main kam kar k bonus jama karna ha, or pher trading karni ha.////////////////:eek:
                 
              • #577 Collapse

                g bhi , Nice, Very informative post thank you:eek:////////////////////
                   
                • #578 Collapse

                  peyary , Kaafi time dey ap ny atni information share karnay K liye,
                  Ap ka experience bol reha ha ye information yaqeenan fresh persons k leye bht faida mnd rahay ga./////////////////////
                   
                  • #579 Collapse

                    yaar bilkul trading business mein aap step by step hi seekh saktain hain or ye hi kamyabi ka tareeqa hai ismein ilsiye forex mein aaapko chaiye pahly demo account mein achi tara se paractice karo or phir ismein real acount karo or ap achi earning phir easily kar saktain hain ismein se baqi bai ne jo post ki hai itni lambi ye buhat acha hai or new traders ke liay kafi faida mand cheezain hai aisi threads se kafi faida uthaya ja sakta hai thank you yaar asi post karny ke liay
                    • #580 Collapse

                      Very nice information.. Hame sub kuch seek kar hi kaam start krna chahye.. par seekny me waqt lagta hai..
                      • #581 Collapse

                        Gud info. Some imp points to remember. 1) Learn indicators to get full confidence in ur trading. If you r not familiar with it, i will help u in this regard. 2) Focus on news:)
                        • #582 Collapse

                          i think ap na is post main forex trade ko start karne ka laye sub kuch detail sa batyea hain main ap ki post ko like kayea hain new mamber ap ki is post sa kafi fayda ho ga ap na kafi mahnat ki hain thanks
                          • #583 Collapse

                            dear brother forex business ko step wise krnay se ap kafi is mein paisay kama sakty hain demo accout pr practice krain aur fundamental analysis and technical analysis krain
                            • #584 Collapse

                              salam brother , nice thread bro , i read and learn all the points of your thread , bht shukria apka k ap nay apna experience share kia , is say say new traders ko bht seekhnay ko milay ga , aur wo achi trades kar sakay gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Pahla kaam to yeh karo keh apna mind bana lo, wo is tarha say keh yeh jaldi rich bannay ki scheme nahi hay, dosra yeh hay keh jo amount bhi ap invest kar rahay ho ya bonus say kama rahay ho wo ap loss karnay ka hosla rakho gay, start may ap forex par bilkul bhe dependent nahi raho gay, pahlay learning karo gay aur phir earning karo gay.

                                Dosra kaam yeh karo gay keh proper plan banao gay, jaisa keh kitni lot size kholna hay, market ko focus karna hay, capital k hisab say money management karna hay, risk ko janchna hay, munasib strategy banana hay, daily target ko set karna hay wagaira.

                                Teesra kaam yeh karna hay keh agar loss ho jaye to foran say dosri trade nahi lagana hay, sirf wait karna hay munasib timing ka, baaz dafa new traders aik sath kafi trades khol laytay hain, aur unko yeh nahi pata hota keh aik sath ziada trades kholnay say kitna nuksaan ho sakta hay. Market agar against jati hay to emotional ho kar mazeed trades khol laytay hain, to yeh nuksaan dayta hay, umeed hay keh ap logo ki samajh may ajaye ga k kis tarha say emotion ap ko loss pohancha sakti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X