Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    Verifation

    hum apne account mai ek aur account number insta forex ka ku add krte hai , aur es ki verification kaise kr skte hai , agar ap ke Id card mai and monthly utilities bills mai address different ho , tu phr id card k sath aur konsi chez ya doc upload kar skte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      bohat achi r useful information thi yh is se mjhe bht faida hua ha
      • #513 Collapse

        My dear friends yhe thread bohat hi important ha or new traders ke liye yhe thread bohat informative ha. new traders ic ko zaror read karin or ic ko follow karin. mujhe ic thread se bohat kuch learn karne ko mila ha.
        • #514 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

          Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

          Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

          Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

          Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

          Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
          wo kehty hain k wo mil gay jis ki mujy talash ti..... thanks for this help full and such a great share.. thanks again bro
          • #515 Collapse

            Forex trading Market main new traders ko sab se pehle forex ke bare main information leni chahiye or phir ic ke bad demo account open kar ke ic main practice karni chahiye or jab expert ho jain to phir real account main practice karni chahiye.
            • #516 Collapse

              mere bahi app ki yeh treahd bhohat achi hai main ne esko parha or mere knowlage main acha ezafa hua hai or main apka bhoht shukriya ada kerta hon yeh forex bissnuees bhoht se log kerna cahteain hain unko per koi guaid nahi kerte apki yeh inormission bhohat achi ha
               
              • #517 Collapse

                thanks bro boht information hai aapki post main or bohot kuch maloom hua bus start to hogaye hain hum bhi insha Allah we will be rise
                • #518 Collapse

                  g sir app nay ye boht acha kia kay ap nay ye baat hum logon say share ki hum log apka shukarya ada karty hain is thread ko parrh kar mery jaisy jo new ayin hain ya jinhon abhi kuch dino sy forex forum ko jion kia hey un key leye ye boht mufed hey.wo is say boht kuch sekh sakty hain meny apka sara thread parrha hy mujhy iss thread say boht sekhny ko mila hey.
                  • #519 Collapse

                    dear freind bohat hi achi koshish ki hai apne is post se kafi madad hogi basic work main aur log kafi sajh sakte hain agar is pe amal karen bohat hi wazeh samjhaya hai ke har insan samajh sakta hai aur maine apki post save bhi karli hai
                    • #520 Collapse

                      forex bhot assan ha is ka lya apko koi trainging lene ki koi zarroat nahi pare ge ak normal banda jise computer use karne ata ha wo forex ka lya clear ha n wo asani sa software sue kar sakte ha
                       
                      • #521 Collapse

                        forex bhot bhot asan ha or har koi use kar sakta ha foex or is ka software or ap aram sa use kar sakte ho or trading bhot asan ha or ap aram sa har chez samjh jao ga ka forex ma kia kia hota ha
                           
                        • #522 Collapse

                          welll ya forex larkia bhi use kar sakti ha jihe bhar ja ka job karne ki ijazat nahi ha apni family sa or forex unka lya bhot usefull ha or ghar bethe kama sakti ha or sunehrai moka ha unka lya
                           
                          • #523 Collapse

                            guys ap bilkul theek kehrahe ho ap ne jo jo kaha meri trade bhi takreeban osi tarha start hui hai and me khud trade ko samajh gya hoon and me abhi apni strategies ko banaraha hoon and is me mujhe takreeban 2 months hogay hai and ap your this thread is the basic for the newbies
                            • #524 Collapse

                              ji ye ap k points bilkul thek hn kisi b new beggner ko ye rules adopt krny chaye taa k vo aik acha or kamyab trader bn skay is k ilawa or b bht se treeky hn jo k ap ny mention kiye hn is lye ye bht achay points ha . i really admire this thing s.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                analysis kesy sekhyn? ya kis website sy knowldge lain forex ka jo pet ho?

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X