False break out kia hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear yeh jo ap nain information provide ki hai bohat achi hai ager new traders yeh jaan lyaian to un k liyeh yeh behtar ho gaa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Jesa k kisi bhe piar ki app support our resistant nikalty hain our app daily waly chart ko observe kerty hain to aik candle support k down main ja k uper aa k close ho usay false break out khety hain
      • #78 Collapse

        Bhaai g aap saab se ziada knowldge hai mujhe lagta hai our yaha par new members ziada hai mere jaise isiye kis ko ziada nahi pata bhaai is bare me bhaai
        • #79 Collapse

          bhai mujhe to sirf scalping samajh main aati hai ye long term ya short term to attak hi jaati hai is liye mujhe scalping pasand hai
          • #80 Collapse

            G bhai ap bilkul theek kh rhay hai or umeed hai mostly mombers ko is strategy say kafi kuch learn krnay ko b milay ga.Mostly fake Breakouts us time b dekhnay ko miltay hai jb kisi b country say related Intrest rate ya phir GBP Annouce hoti hai or NFP pay b esa hi dekhnay ko milta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #81 Collapse

              main waisy to forex main kafi dair se kam kra raha ho per jo batain ap na batain hai un ko pahly main na zyda ghoor se nahe check kia to next main un cheezo ko bahater andaz main daikho ga taky acha result ayin
              • #82 Collapse

                asalam o alikum bhai kia hal hain ab ke omeed hai nsab thek honge or loss se mehfoz honge or ab apke sawal ka answer jab b break out hota hai ya koi sa b patren banta hai os ki conformation ka b tareeqa hota hai jis se ap malom kar sakte hain ke jo patrn bna hai wo truye hai ya fall agar confrm na ho to fail ho jata hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #83 Collapse

                  false breakout basically market mai traders ko trap kerne ke liye hota hai.is mai traders ko trap kerliya jata hai aur phir market wohe trend continue kerne lagte hai aur loss ho jata hai isleye false breakout ko samjhne ke koish kerahe.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X