Leverage ka bunyadi maqsad or matlab.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Humean insta forex bonus account main leverage 1:50 day raha hai jo k meri nazar main sab say best option hai us main hum zeada trades open nahe ker sagty hian jo k new trader k survival plan hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      leverage ki buniaadi zaroorat ye hi hai jo aap ne kahi lekin kam capital pe bari lot open karna ye sahi nahee hai is liye leverage kam se kam hi hona chaye kiu k kabhi kabhi by mistake bari lot bhi lag jaati hai to aisi soorat main account wash hone ka dar hota hai
      • #18 Collapse

        levrage bunadi toor par wo qarz ha jo broker hamainy deta ha hamari levrages jitni zada ho gi hum utni zada high lots use kar saktay hain mean high levrages ki waja se hamari forex me buy karnay ki sehlaiat barh jati ha
        agr apnay 100$ ka account khola ha or ao nay 100 ki levrages select ki ha to ap ab 10000$ ki buying or selling kar saktay hain market me is me ap ki high lots takriban eurusd me 1 standerd lots ki ho gi
        isi tara agr ap 100$ kay account me 200 ki levrages laity hain to ap ab 20000$ ki buying or selling kar saktay hain or ap eurusd me maximum 2 standerd lots ki trade open kar saktay hain mean is ka yeh ha high levrages high lots use to high risk ho ga ap kay capital par
        isi liey always hamesha 100 ki levrages use karni chahiey
        • #19 Collapse

          Leverage ka aik bohat bara faida yeh hai ke insan apne margin se zeyada ki trading kar sakta hai lekin is ka nuksan yeh bhi hai ke agar ap ko loss hota hai to wo bhi ap ke margin se zeyada hi hota hai is liye leverage ko bohat ahteyat se use karna chahiye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Yes exactly my brother you said very good about the leverage its yours perfect definition about the leverage .Actually hoota bhi ywhi hay jo apnay apni post mai bataya hay k
            Leverage ka kam hoona ya zyada hoona kia hay aur aur kaisa hay

            اب آن لائن

            Working...
            X