Meta trader may profile kia hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Thanks alot dear aap ny market chart ko samjhany ki ju achi misal di hy us sy mujhy tu kafi help melygi. Q k sometime samjh he nhe aat ak market ka trend kia chal raha y hy. Q k chart ma kafi lines huti hain or jb aap MT4 ko open krty hu or apny pair ko dekhty hu tu aap ko kafi time lgta hy market trend ko samjhy man. mgr ju aap ny btaya hy us sy kafi asani hujaygi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee janab meta trader mey profile wo hota hey key jab aap account create kartey hey thab aap ko usi mete traders key care waley mail mey login id or password bej detey hey or us mey aap ki profitle ban jati hey
      • #33 Collapse

        ap n sahi information dy ha lekin us k hisab s thek nahi ha ap koi b use karo koi farq nahi parta ha bus pa k pas trading ka acha experince hona chahiya ager wo ha ap k pas tu ap is m kamyab ha ager experince nahi ha tu ap ko loss ho ga
        • #34 Collapse

          profile ka matlab hota hai hmari personal information jo k hum is me put kartay hain.lekin hame is ki koi zrorat nahi hoti hai k hum isay fill kare hame sirf yehi kar lena chahye k hum apna accout login kare bus.
          • #35 Collapse

            thanx dear jo apny profile k baray mein bata ker hamari information berhai hai mujhy is ka pehly pata na tha mein ab isay yaqeenan ek ba zarur bcheck kerun gee yahan per or bhe bht say traders hain jin ko meta trader mein kai baton ka nahi pta apny un ki bhe ek tarah sy help ki hai
            • #36 Collapse

              Iska benefit unhi logon ko hoga jo different pairs me trading kar rhy hon gay mery hisab se tu aap ne information bohat achi di hai magar single pair traders kay liay koi interesting chez nahi hai GBP/USD ya EUR/USD me jo aik hi wakt me aik hi pair kay sath trading kar rhy hain or apni favourite currency pair ko change nahi karty un kay liay ye zaruri nahi hai baki logon kay liay achi or informative chez hai.
              • #37 Collapse

                Friends meta traders sey hum apney profit ki currency ko pairs me change kartey hy or isi ki madad se hum apne profit ki value ko barhatey hy.
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                  Iska benefit unhi logon ko hoga jo different pairs me trading kar rhy hon gay mery hisab se tu aap ne information bohat achi di hai magar single pair traders kay liay koi interesting chez nahi hai GBP/USD ya EUR/USD me jo aik hi wakt me aik hi pair kay sath trading kar rhy hain or apni favourite currency pair ko change nahi karty un kay liay ye zaruri nahi hai baki logon kay liay achi or informative chez hai.
                  Brother, ap nay bilkul theek kaha, new trader k lye is may aisa kuch nahi hay, lakin jo log professional trader bannay ka aim rakhtay hain un ko to yeh seekhna he paray ga na, aur yeh aik achi cheez hay, bhalay say traders is ko use na karain, lakin seekh to lain, agay chal kar kaam aye ga.
                   
                  • #39 Collapse

                    dear ,mujhe ye dekh kar bari khoshi hoi k Pakistan mai Forex trading ki logo ko kitni knowledge hai or yahn k log is forum k through sub ko forex trading ki malomat pohncha rahe hai.ye ek acha sign hai pakistan ki forex k leye.
                    • #40 Collapse

                      meta trader ,e profile se ap apna account login ker skte he demoaccount creat ker skte he or kafy info he jo in se le skte he so work hard and earn more and more from this buisniss this will be the good for u
                      • #41 Collapse

                        Ap nay bhut he achi post ki hai charts ko aik profile main save karny kay bary main aur agar ap iss kay baary main kuch aur information dy den k iss sy kiya faida ho ga tu yeh new traders kay liye ziada helpfull ho jaye gi.
                        • #42 Collapse

                          my dear brother ap ne bht achi tips the is k bara ma mare knowledge nhi tha ap ki is tips per ma amal karwn ga or forex ma ak professional trader banan chata hun or ma is per bht hard working karne ki koshs b kar raha hun or ma apne jase senior dostn ki tips ko ma gor se dahkta hun mj ko bht faida hota hy
                          • #43 Collapse

                            meta trader ek software hota hai jis mein hum trading kartay hain different pairs pay is mein bohat saray pairs hotay hain ap apni marzi ka kise bhe pair pey kaam kar saktay hain aur is se earning kar saktay ain asani se .
                            • #44 Collapse

                              very nice information sir ap bi kehty hun gy bus tareef hi kar ky jan churaty hain opar kia karen neebies aur kia post kary except thanks kay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                my dear ap ny bohat achi thread post ki hai forex trading mai new trader k lia ziada sy ziada learning hi ziada earning ka zaria banta hai forex trading business mai hamy ziada sy ziada learning karni chahiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning kar skay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X