Pairs kitni kisam k hotay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pairs kitni kisam k hotay hain?
    Dosto ap logo nay kabhi socha keh pairs kitni kisam k hotay hain jo trading k lye available hotay hain? jab ap apnay meta trader may jatay ho to ap ko jo pairs nazar atay hain wo ibtidai hotay hain, agar ap ko saray instruments dekhna ho jin ki madad say ap trade kar saktay ho to us k lye ap market watch par jao, aur wha par right click karo, jo options aye gay un may say show all par click karo, saray pairs samnay ajaye gay. jaisa keh picture may dikhaya hay.

    Click image for larger version

Name:	showall.JPG
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12461298

    is say ap k pairs ki list mazeed barh jaye gi, jaisa keh picture may dikhaya gaya hay, is k baad ap market watch may anay walay saray pairs ko dekh sako gay, aur un may say apni marzi k pairs par trade kar sako gay. in pairs ko instaforex nay category may convert kia hua hay, ap bhi dekhain k kin categories may select kia hua hay. In may major pairs, minor pairs, major crosses ko categorize kia hua hay.

    Click image for larger version

Name:	pair list.JPG
Views:	1
Size:	17.7 کلوبائٹ
ID:	12461299

    Is may saray pairs ki categories shamil hain. lakin aik kisam is list may shamil nahi hay aur wo kisam hay exotic pairs ki, yeh wo pairs hotay hain jin ka spread bohat wide hota hay, phir bhi volatile hotay hain. Agar may ghalat ho, to please apnay comments dain. Thanks.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Salam friends, A exotic currency defintion
    A Foreign exchange term for a thinly traded currency. Exotic currency are lack market depth and at trades at low volume. Trading exotic currency can be expensive because of the high spread rate of bid and ask,
    • #3 Collapse

      pairs kitne kisam k hote hen yeh to maloom nahi... but thx for all seniors to share this knowledge with us....
      • #4 Collapse

        Asalm-o-alikum.
        dear friends mare khyal sy pairs 5 kism k hotyn hn un ki list manda zal ha.
        1-EURUSD
        2-GBPUSD
        3-USDJPY
        4-EURCHF
        5-EURJPY.
        • #5 Collapse

          ji janab pairs toh bht hain forex main lekin mian jis pair par trade karta hoo wo ye hain EURUSD GBPUSD USDJPY EURJPY IN 4RU pairs main me trading karta hoo kyun k mujhe in ki samj hain aur gold main karta hoo
          • #6 Collapse

            Thank you very much Sir For Sharing A Fantastic knowledge...Sir pairs ko itnaa Zyadaa Deep Main Abhi tak nahin Samajh sakaa thaa... Aap nay Buhat achay Say samajhaa diyaa..its mean that forex Trading main Trading K liye buhat bara Ground milta hai
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              dear yanhan par bohat sy pairs hain jis ma app apni marzi sy trading start kar sakty hain filhall yanhan par 5 ,6 pairs kam kar rahy hain jo kafi achy hain magar un ma sab sy acha profity aik hi pairs dy raha hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibnaqvi
                trading ki duniya may kisi bhi currency ko pair kaha jata hai or pair bht tarha ke hote hain jesay ke currency in sab ko trader pair khete hain or is par work karne hi profit gain karte hain
                EURUSD
                GBPUSD
                EURJPY
                USDJPY
                EURCHF
                اصل پيغام ارسال کردہ از: choudhary پيغام ديکھيے
                Asalm-o-alikum.
                dear friends mare khyal sy pairs 5 kism k hotyn hn un ki list manda zal ha.
                1-EURUSD
                2-GBPUSD
                3-USDJPY
                4-EURCHF
                5-EURJPY.
                Kia ap sab log is thread ko parhay baghair reply day rahay ho? kia ap logo ko nazar nahi a raha k kitnay saaf aur wazeh urdu may mai nay define kia hay apni first post ko, ap log sirf title parh kar comment kiay ja rahay ho, kuch to mehnat kar lo, ap logo k lye hi to itna kuch urdu may likh raha ho, lesson samajh kar hi parh lo.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: oahid
                friend I am a new comer of online trading please explain details....
                Dear mujhay lagta hay ap bohat jald ban honay walay ho.
                   
                • #9 Collapse

                  dear my all friendz pair to bohat tara k hotay hai en main mukhatlif muktalif countries k hotay hai supose".
                  euro/usd
                  GBP/usd
                  Euro/JPY
                  Euro/Chf
                  en main se euro/usd par trading kafi slow hoti hai or us main hamay ek damm se zayada loss nai ho sakta .
                  • #10 Collapse

                    app ko Forex market main buhat zada currency pair milte hay aur app ko hr pair ki study karne main kafi time lag sakta hay per app ko har aik currency pair ke bare main apta ho take jab bhi app ko kisi pair ki news ya is ke trend ka pata chale tu app ko s main kam karne main tension na ho .
                    • #11 Collapse

                      there are lot of pairs to trade with but it is advice able that any new traders should only focus on just that major pairs which those pairs that are pair with the us dollar
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Dosto ap logo nay kabhi socha keh pairs kitni kisam k hotay hain jo trading k lye available hotay hain? jab ap apnay meta trader may jatay ho to ap ko jo pairs nazar atay hain wo ibtidai hotay hain, agar ap ko saray instruments dekhna ho jin ki madad say ap trade kar saktay ho to us k lye ap market watch par jao, aur wha par right click karo, jo options aye gay un may say show all par click karo, saray pairs samnay ajaye gay. jaisa keh picture may dikhaya hay.

                        [ATTACH=CONFIG]130[/ATTACH]

                        is say ap k pairs ki list mazeed barh jaye gi, jaisa keh picture may dikhaya gaya hay, is k baad ap market watch may anay walay saray pairs ko dekh sako gay, aur un may say apni marzi k pairs par trade kar sako gay. in pairs ko instaforex nay category may convert kia hua hay, ap bhi dekhain k kin categories may select kia hua hay. In may major pairs, minor pairs, major crosses ko categorize kia hua hay.

                        [ATTACH=CONFIG]131[/ATTACH]

                        Is may saray pairs ki categories shamil hain. lakin aik kisam is list may shamil nahi hay aur wo kisam hay exotic pairs ki, yeh wo pairs hotay hain jin ka spread bohat wide hota hay, phir bhi volatile hotay hain. Agar may ghalat ho, to please apnay comments dain. Thanks.
                        dear forex mai bohot si types k paires hotay hain ,dear mai ne khud to kabi pairs pay kam nai kiya par mujhay in k baray mai thori bohot jankari hai ,forex mai zyada tar log in pairs pay kam kartay hain EURUSD GBPUSD USDJPY EURJPY.
                        • #13 Collapse

                          abdullah sir ap ne bohat nice information share ki hau new traders k leay aur dosra koi b trader hai wo apni invest k mutabiq us pair pe trading karta hai ziada tar trader EURO AUR USD Pe trading karty hain us k ilwa experincesd trader silver aur Gold k pair pe tradinh karaty hain magar us k leay apko ziada investment chahehay hota hai
                          • #14 Collapse

                            g bhai jan forex k mt4 trading plateform me pairs ki boaht kisam hen g forex me in pairs ko ziada lane k lie ak jo trika ap ne likha ha g wo b best ha g forex learning bohat ahm ha ap bohat acha guide kr rahe ho g new bie ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear i woul like to tell you that there a lot of currency pairs in forex trading in which you can trade and i think that we all need to be an expert trader so that we all can gain more and more earning and can gain a lot of profit from forex

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X