Trading kay duran apne emotions pe kese control kare?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mery dost forex trading business ek risky business ha jes my ap ko loss b hota ha lukin jub ap ko loss ho to ap ko apny emotions ko control karna cahy nhe to ap ko jaldbazi my aur zahda loss b ho sakta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading me hume trading ke doran apne jazbat ko qabi me rakna ho ga thande jazbat ke sath hum trading kre ge to jalde kamyab ho gay
      • #33 Collapse

        Mere khayal main har banday ki apni apni nature hoti hai. Koi ek dam hi tension main aa jata hai aur koi mushkil halaat main bhi tension nahi leta aur calm rehta hai. Bas humein har haal main market ke trend ko dekh kar trade karna chaiye.
        • #34 Collapse

          Forex ko jab hum achi trha se learn kar lete hain to phir hamen is business ka complete pata chal jata hey keh is business main kiya faida he aur kiya nuqsaan hey to phir hum is business main apne emotions ko easily control kar saktey hain.
           
          • #35 Collapse

            forex mein apne emotions ko control karna bohat mushkil hota hai lekin is mein jo control karle wohi kamiyaab hai jab lalachi ho kar karen ge to phir loss hi hoga
            • #36 Collapse

              Well mujhe nahi lagta k emotions ko control krna kisi k liyeh bhi itna asan hoga kyun k emotions apko sochne samajhne ka moka nahi dete or jab ap sambhalte hai to bohat dair ho chuki hoti hai. Lekin agar ap leverage level or lot size kam rakhen to kuch bat ban sakti hai.
              • #37 Collapse

                its experience with me that last week i was trading with usd/jpy the market was steadily go down and i was at lose of 12 dollar after i was being patient and after a time it will come upward i wil make a profit..... so patience is so necessary for trading..
                • #38 Collapse

                  ab me es able ho gya hun kay forex me jub orders lge hue hon oor tore bhe profit me hno to me jldi close krta hun q k wahn par mujy dar hota hy k kahen yeh small bhe kho na dun, so me greediness ko control kr skta hun.
                  • #39 Collapse

                    ye such hai k jb hum trade ko open kartay hain to hame foran lagta hai k hum nay ghalat faisla kya hai lekin agar hum full confidence say trade kare to hame bhot sa profit bhot kam wakat me mil sakta hai.
                    • #40 Collapse

                      We can control the emotions very easily for controlling the emotions we should remain patience and keep our mind cool and relax during the trade then we can win the forex trading and can earning lots of money and get the success at all.
                      • #41 Collapse

                        hahaha ya har koi apny andaz me kar sakta ha during trading ap ka lay bhot muskil hot ha emotion ko control karna par emotion ko control kary gy to ap easly trade kar saky gy our profit earn kar saky gy
                        • #42 Collapse

                          Trading krty huay apny agr apni emotions per control nhe kya tu phr apko kafi loss ka samna krna par sakta hai isliye meray khayal main yeh boht ehm hota hai k aap apny emotions ko control main rakhyn tu, aur issk liye apny zehn main betha layn k main jab bhi trade krni hia normal krni hai na tu lalach aur na hi jald bazi krna hai
                          • #43 Collapse

                            emotions ko control karne ka sab se best tarika forex ko ziada se ziada learn karna hey aur jab hum forex ko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum already apne emotions ko bhi easily control kar saktey hain.
                             
                            • #44 Collapse

                              specialy forex main greed ko or emotin ko rok na bohot moskil hain.. agar apa yea control kar sakthi hai tho apko bohot faida hon gi. apko strigt trading karna parega apko apna money management hona cahiyea. risk lane parn ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                trading k time emtions ko control karna bohut hi mushkil kaam hai magar time aur wxperience k saath app is art ko sakh jatey hain aur phir app duraney trading emotional nahi hota jitna app trading karogsy utna hi app emotion ko control karna seekhogay..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X