Number of softweres to keep in touch with market trends

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yer mene abhi tak to koi aesa software nahi dekha ke jo market ka trend btaye. lekin news se pata chal jata he ke market ka trend kya ho ga. ya phir jo expert trader signal provide krte hien wo bta skte hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      hi dost.pehly demo account open kar lain or practice karain.us kay bad apna real account login karny kay liey account number or password lagain or trading server select karny kay baad issy login kar lain.
         
      • #93 Collapse

        asslam o alikum brother... all is going to be good as well as just about all is going to be good as well as just about all is going to be good also it had been excellent as well as just about all require the procedure as wel now
           
        • #94 Collapse

          heloo aap jitni ziada expectations hongi is market say, utni he ziada nakaami k chances hongay, may yeh nahi keh raha keh ap expect na karo, may to yeh keh raha ho keh ap bohat ziada umeed mat lagao is market say, keh ap bohat hi
           
          • #95 Collapse

            inter net par kafi saray ssoftware hain .mobile k related bhi hain.and computer k related bhi hain.trading computer pakarin tu ziadh behtar result day gai.
            • #96 Collapse

              brother indicator bahot say hai our softwear b but agar ap sahi say learning kisi ko nahi karo gay tu sub fazool hai ap k liyeh is liyeh learning karo gay tu must success hog ay agar learning nahi karo gay tu may be you success success honay k liyeh learning must hoti ha who koi b indicator ho
              • #97 Collapse

                agar sahi tarhan samjho gy tu main bus yehi kahonga humain aany valy trend k bary main pta chlta hy but main ya b khna chahun ga k mary bhai kisi b indecator ka ruselt 100% nai hy sab hi aany valy trend k bary main andazan hi btaty hian ta k hamari trade lose ki taraf na ja pai
                • #98 Collapse

                  main bhi ye kahna chahth hon ga man nay bhi kisi indecator ka reuslt 100% nahi hay any waly trents ka bary main andaza hi btanh in ye sab usy wat hota hay jab app kay pass knowledge na ho
                  • #99 Collapse

                    marketing kartay waqt traders bahut saray softwere ko tuch kar rahay hoatay hain kaheen maket kay up and down ko daikha jata hay to kaheen indicator say instructions le ja rahe hoati hain
                    • #100 Collapse

                      Bhai mai apko btana chahoo ga k internet mai different sites mai esay indicators available hai jinmay say kuch Buy krnay prtay hai or kuch free hotay hai lakin mere mutabik trader ko kbi b indicators pr 100% depend ho kr trading nhi krni chahiye Q k sometime indicators b missing kr detay hai jinsay trader ko loss ho skta hai.Apni technical ya phir Fundamental analysing ko b use krna chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: OMI پيغام ديکھيے
                        Friends main ye puchna chata hun k internet pe kon kon se aisay softwares available hain jin se ap market trends ka pta laga sakty hn . or in sab main se best konsa hy. or konsi cheez us softwere ko unique banati hy.
                        Dear main new user hn or main ny toh abhi tak meta trader 4 hi use kiya yehi best hiaq k is main kafi easy charts hn jis sy hmy easily anylysis kr skty hn k market kis tarha chal rhe hai
                        • #102 Collapse

                          forex k to be inteha softwares hain har broker ka apna relative software hota hai. aiske liye indicators bhi hain ap unka use ker sakte hain aur different websites se bhi trends search ker sakte hain insta forex bhi indicators deta hai jis se ap faida hasil ker sakte hain. demo account bana k wahan practice karen aur training hasil karen.
                          • #103 Collapse

                            G haan brother girex k sth kafi robot our software in touch hain our mera experience hy k app kisi aik main special ho jaty hain to ache earning app ker sagty hain our profit bna sagty hain
                            • #104 Collapse

                              Mt4 trading platform hai mobile trading platform hai web terminal hai ya instaforex ki ya forum ki site say bhe priceses diekh k ap trade manage ker sagty hian
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Number of softweres to keep in touch with market trends

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: mujhi پيغام ديکھيے
                                forex k to be inteha softwares hain har broker ka apna relative software hota hai. aiske liye indicators bhi hain ap unka use ker sakte hain aur different websites se bhi trends search ker sakte hain insta forex bhi indicators deta hai jis se ap faida hasil ker sakte hain. demo account bana k wahan practice karen aur training hasil karen.
                                Ap ko kisi be software ki zarorat nahi hoti hai es kay leye.Just ap ko meta trader 4 ya 5 ko use karna hota hai. es kay undar he sub tools hai jis ki madad sy ap apny chart ki setting, indicators etc ko use karty hain or ya phir ab website apny broker ki open kar kay web trading be kar sakty hain. bus es kay alawa ap ko kisi be tarha ka software nahi cheye. ap jab meta trader ko achi tarha seekh jain gy tu ap ko us sy acha faida or earning be hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X