Stop out kia hota hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g ha bilkul ye b bohat acha tool ha jis k waja s hum bohat ziyada loss bach sakty ha is liya humy chahiya k hum is m trading kam lot k rakhy t k hamry trade lambi chaly or humy acah profet dy saky is tarha humy loss nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mazprofx پيغام ديکھيے
      g ha bilkul ye b bohat acha tool ha jis k waja s hum bohat ziyada loss bach sakty ha is liya humy chahiya k hum is m trading kam lot k rakhy t k hamry trade lambi chaly or humy acah profet dy saky is tarha humy loss nahi ho ga
      Bhai ap nay pahli wali post pori parhnay ki zahmat he gawara nahi ki, warna ap ko pata chalta k stop out hota kia hay, ap log to bus comments karna jantay hain, parhna likhna to jantay he nahi hain.
         
      • #78 Collapse

        hamary account me leverage kam hony ki waja se stop out level or margin call aati hai agar hum apny account ki leverage kam kar dain tu is se hamara account wash hony se bach jata hai or hum bachi hoi amount se mazeed trading kar sakty hain. Is option ko stop out kehty han or ye amooman unhi logon ko pata hai jo kam leverage waaly accounts use karty hain
        • #79 Collapse

          jab hum trading karty hen to trade open krty hoay broker hum ko stop out ke quantity daita hey instaforex main hum ko stop out 10% diya jata hey mian agar hmari trades loss main chali jati hen to us main phir agar ziayda loss hojata hey to hmari trades 10% remaining amount par jaa kar khud he close ho jati henn.,. mean agar 1000$ equity hey or 900$ ka loss chall rha hey to trades close ho jati hen or 10% amount remain reh jati hey..
           
          • #80 Collapse

            G haan.essa hoota hai kay broker khud he trades close kar daita hai.mery ik account main essa hua tha.account boohat loss main tha to broker nay trades close kar di thein.ab main stop loss use karta hun or is waja say stop out ka khatra nahin rehta.
            • #81 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
              hamary account me leverage kam hony ki waja se stop out level or margin call aati hai agar hum apny account ki leverage kam kar dain tu is se hamara account wash hony se bach jata hai or hum bachi hoi amount se mazeed trading kar sakty hain. Is option ko stop out kehty han or ye amooman unhi logon ko pata hai jo kam leverage waaly accounts use karty hain
              Brother, ap ki baat may mazeed addition karna chahta ho may, wo yeh keh jab ap ka leverage kam hota hay to margin big ho jata hay, aur jab margin big hota hay to phir ap ka margin level bhe kam ho jata hay, aur market k ziada against janay par margin k ziada honay ki waja say stop out hota hay, aur yeh automatic hota hay, broker ap ki trades ko forcefully band kar dayta hay, is may ap k pass equity to hoti hay, lakin phir bhe stop out ho jata hay. Yeh bonus account may to faida mand hay, lakin personal account may itna faidamand nahi hay.
               
              • #82 Collapse

                Stop loss lagane say hum big loss say bach jate hain. Aksar jab market humari trade kay opposite ja rahi hoti hai to hum stop loss use karte hian. Yani hum jitna chahen aik trade main say loss or profit lain. Hum trade ko bound kar daite hain kay itna profit or loss pay trade auto close ho jaye.
                • #83 Collapse

                  jb hame marjen call ati hai to is ka matlb hota hai hamaray account me balence hamari trade say kum ho chuka hai.ye kaam asan nai hai yaha balance maintain rakhna he barhi baat hai.
                  • #84 Collapse

                    faida

                    hum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
                    • #85 Collapse

                      jee haq stop out kkernay ka matlab yi hay kay ap kay account may paisay khatam hay aur ap trade keertay hain to jo broker hotay hain wo app ki trade ko stop ker saktay hain us ka yi faida hota hay kay ap zyada nuqsan say bach jatay hain
                      • #86 Collapse

                        bhai apkay sab thread buhay achay hoty hai.or main apkay sabhi threads ko read zaror kerta hoon.kue kay apkay threads ki madad say maray knowledge main ezafa hota hay.or mujay buhat batao ka pata chalta hay.jin ka mujay trading main pata hona zarori hona cahiya.mujay apkay is thread say ya pata cahla kay stop out kaya hota hay..
                        • #87 Collapse

                          jub ap k account me raqam na ho to ap trade ky cpmmand de to ye show hota he is lye ap money mange ker k chle jo k bht acha ho ga ap klaye or work bhe kre ga so work hard and earn more and more from this buisnsiiss
                          • #88 Collapse

                            dear jab ap forex ma trade kar raha hote ho or ap ki trade loss ma ja rehi hoti he or ap or trade lagna ki koshs kart ho phr wo order nhi lagta hy or stop out aa jata hy its mean ap ka balance ma itni capasti nhi hy k or order laga saka or phale to ap loss ma hote he or order se ap ko roka jata hy mare kahyal se to ye bht acha hy stop out
                            • #89 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Stop out ka matlab yeh hay keh ap k account may jo amount pari hay wo trade ko jari rakhnay k lye na kaafi hay, aur agar market ap k khilaf chali jati hay to majboran broker ap ki trades band kar dayta hay, is forceful trade closure ko stop out kehtay hain. Is ka aik faida hay, aur wo yeh keh ap apnay amount say ziada loss nahi karay gay.
                              Sir Stopout koi bhi Trader nahin Dekhnaa chahtaa,meray Sath REcently Aisa huaa k Meray Account Main sirf 6$ reh Gye...It is Called Stopout k broker nay Meri open trade Eek khas time par khod he Close Kar Di orr faida ye hua k meray Capital ka bilkul Mamoli Sa hissaa bach gyaa... Sir yahan main Ap Say ye pochna Chahtaa hon K Abhi mera capital 6USD hai Agar Is month Mera Capital barhay ga Tou pehlay Wala loss is Capital Sy Minus ho Ga???
                               
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Yeh tab ho ga jab app ki leverage kam ho ge aur app ke pass investment bhi kam ho ge aur app ne trade kafi zada lot size ki use ki ho aur app ko market ke tend ka bhi pata na ho aur app ko loss ho jye tu app ko broker ki tafar se stop out use ho jata hay .jo app ke liye acha hota hay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X