Stop out kia hota hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    stop loss wo cheze ha jab ap trade open karty ha to agar market aik dam neg me chaly jy to tp hy kam ata ha jis se ap ka loss kam ho jayta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes dear jab aap kay account mein balance tading kay nakafi ho to aap ka ccount stop out per ho ga..is ka faida ye hai k hamein hamein balance se zayada nuqsan nahi hota aur hamara account minus mein nahi jata.
      • #33 Collapse

        forex trading is a very profitable business and so every trader should treat it like a real business especially for those who are working in this forum to earn bonus because the bonus is just like real money
        • #34 Collapse

          app ne jis currency pair main trade ki hay is main app ko agher alge ke app ko zada loss ho jye ge tu app ko is main stop loss su ekarna huta ay aur jaba pp ka point hi ho jye ga tu app ki trade khud hi clsed ho jye ge aur app ko is loss ki waja se account safe rehe ga aur app ko aik time ka loss ho ga aur phir app ko hik trade karne ka muqa mil jye ga .
             
          • #35 Collapse

            Salam Dear Friends, aap ko ager ap koi trading kertay hou tou farz kero ke apkay pas 10$ hain 4 ki ap trade kertay hou tou apky pas margin hai 2 pips ka ager apki rade main apko 2 pips ka loss hojata hia tou apko trade stop out hojay gee.
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
              Stop out ka matlab yeh hay keh ap k account may jo amount pari hay wo trade ko jari rakhnay k lye na kaafi hay, aur agar market ap k khilaf chali jati hay to majboran broker ap ki trades band kar dayta hay, is forceful trade closure ko stop out kehtay hain. Is ka aik faida hay, aur wo yeh keh ap apnay amount say ziada loss nahi karay gay.
              dear dekhen forex par kam kanay k liye kkuch rulz or regulations ko follow karna parta hai jo member rules ko follow karnay mai kotahi karta hai to majburan brokers ko us member ko stopout karna parta hai
              • #37 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: bcsomi
                ye hota hai k iss sya ham ko loss to hota ahi lakin iss say ham ko kam loss hota ahi is sliye ye bohat he faida hota ahi
                اصل پيغام ارسال کردہ از: safeer520
                To avoid this situation always use to take stop loss at 2% or 3% of your investment in a single trade. Because if you go towards heavy loss then it will become difficult to recover. It is better to invest in other pairs besides to lose whole investment in single pair.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: khadim786
                slaam bro me ap ko btana chahta hu k stop out mean jb aap ko busines me me loos hony lgy to us ko rokny k lye hm apni trading ko bnd kr dety hy
                اصل پيغام ارسال کردہ از: ehsan-elahi
                stop out wo limit hai jahan pe aap ki trade close ho jati hai. stop out us waqat utilize kiya jata hai jab is bat ka khatra ho k market aap k kilaf ja sakhti hai.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: khadim786
                slaam aall the friends mee aap ko btan achata ho kee jb aap lose krny lgty hee to aap lose sy batchny ke liyee jo tarika use krty hee wo stop out khalata hy apna khayaal rakhna
                Ap sab logo nay stop loss ka bataya hay, stop out is say different hay, zara ap log first post ko parhnay ki zehmat kar lain gay to ap ko faida ho jaye ga, sirf comments pass karnay say ap log kuch nahi seekho gay.
                   
                • #38 Collapse

                  Nice information brother. I am agree with you. Stop out is a so important topic. Thanks to share it with us. Happy trading.
                  • #39 Collapse

                    App ko is ka use karna chahye kun ke kahi app se koi trade galat lag jye tu app ko is ka use karna ata ho aur app is ko apni ahar trade main use kare take app ko koi bhi trade zada loss main jane se bacha sakta hay yeh stop loss aur app ko dosri trade ke liye balance bach jye ga aur app ko account ke wash hune ki tension nahi ho ge .
                       
                    • #40 Collapse

                      Jab koi market app ke haq main na ho aur app ko zada se zada loss hi huta jye tu app ko jo market bad milta hay ya app ki sari trade ko software khud hi band kar de is ko forex mian market off ka name dete hay jo ke kisi bhi new trade ke liye kafi masle wali baat hay is liye is ko slow aur kam lot size se shuro kare .
                         
                      • #41 Collapse

                        Thankx brother apne bohot hi achi post share ki hey aur main khud bhi is barey main nahin janti thi aur ab kafi acha knoweldge ho gaya he is barey main.
                         
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Stop out ka matlab yeh hay keh ap k account may jo amount pari hay wo trade ko jari rakhnay k lye na kaafi hay, aur agar market ap k khilaf chali jati hay to majboran broker ap ki trades band kar dayta hay, is forceful trade closure ko stop out kehtay hain. Is ka aik faida hay, aur wo yeh keh ap apnay amount say ziada loss nahi karay gay.

                          Sir Stopout Ap nay Buhat Achi Tarah Say samjhaya... Sir main Samajhta hon K Aisa Tab hota hai jab Trader Kam capital K Sath Zyada volume main trading Karta,Sir main pochna chahta hon K Ap Apnay Amount say zyada loss KArnay Ka kya Matlab hai???
                           
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                            Sir Stopout Ap nay Buhat Achi Tarah Say samjhaya... Sir main Samajhta hon K Aisa Tab hota hai jab Trader Kam capital K Sath Zyada volume main trading Karta,Sir main pochna chahta hon K Ap Apnay Amount say zyada loss KArnay Ka kya Matlab hai???
                            Teen char jagha is baat ka jawab day chuka ho, phir bhe ap ko bata do keh market jab bhi spike karti hay to us time may agar ap loss may hotay ho to ap ka account blow up hota hay aur sath may ap ka balance bhe minus ho jata hay, aisa kahi par bhe ho sakta hay, jaisa keh ap margin call face kar rahay ho, aur aik dam say market 5 ya 10 pips ka spike mar dayti hay, us sorat may capital to gaya, sath may balance bhe minus ho jata hay, jis ki waja say jab ap us account may deposit karo gay to pahlay ap ka negative balance cover hoga aur phir baqi amount invest hoga. Kuch broker is minus ko khud say settle kar daytay hain aur kuch nahi kartay.
                               
                            • #44 Collapse

                              Jee stop out ka yahi matlab hota hai lekin aam tor se yeh term expert adivsors main use hoti hai jab ap backtesting krte hain kisi bhi strategy ki to ne dekha hoga k result shoro main to upper jate hain or end main 0 par ajata hai woh is liyeh kyun k testing kisi time duration k hisab se hota hai to agar woh duration khatam hojati hai to tamam open trades close hojate hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                stop out forex trader ma technique ha jo trader ki capital ko us ka loss sa ziada nacheeecha nahi jana dati,matlab ap ka account kabi b negative ma nae gae ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X