Trend line kaisay draw ki jaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear in forex there are many indicator that can help you to identify the trend of the market and one of them is trend line which can be plot manually or automatically depending on the indicator and also you can use simple MA
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Trend line choty time frames pe bhi create ki ja sakti hai. main 15 time frame pe aksar trend lines draw ker k is k sath portable technical indicator use kerta hu. mukamal tor per to main trend line pe relay nhe kerta lakin is ko follow ker apni trades implement kerta hu. or trend line k start k bad bhi hum apni position se profit gain ker sakty hain. trend line just like a support aur resistance level ki tarha hi working karta hai mera nahin khayal k in main zayda koi difference hota hai aur future ki trend line to koi bhi generate nahin karsakta kiyon k trend line to banti hi history per hai, jis ko trend line generate karna aati hai us ko trade karna bohat easy hojata hai.
      • #33 Collapse

        Kuch time app ko kuch indicator bhi is tarha ka trend pata dete hay per app ko market sell ka buy ka khud se bata rehi huti hay is liye pap ko trend ine aur indicator ko 100% nahi lena chahye aur app ki aik choti se galtia pp ko zada loss de sakti hay aur app account loss main a sakta hay .
           
        • #34 Collapse

          Ap nay Trend line ko buhat behtar Andaaz main Samjhyaa,Agar hum candle to candle Trend line Draw Kartay hain orr wo hamaain market K Down honay Ka bataa Rahi hai or Singnal ya indicator Sale karnay Ki indicatation Dy Rahay hon tou Aisi sorat main Kya Karna Chahiye?
           
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #35 Collapse

            trading line ko draw karna agar ap janty ha to ap kar lo lakin ya kam to indicatior se ho sakta ha our wo to market trend par depend karta ha
            • #36 Collapse

              what a wonderfull thread kiya bat hey apne to bohot hi achey tarikey sey samjhaya hey bhai aur i think agar hamarey pas aisey trader mojood hain is forum par to hum bohot hi jaldi forex ko learn kar saktey hain.
               
              • #37 Collapse

                Well agar trend line uper ki taraf draw krni hai to niche k tamam lows ko ek dosre se match krlen or agar niche ki taraf draw krni hai to sare highs ko ek sath mach krlen. Trend line tools k liyeh ap charts k upper tool box hota hai jis main / tarhan ka sign hota hai yehi trend line tool hota hai.
                • #38 Collapse

                  g bhi ap ne baht usefull post kei h aur main n ase kafi smjha aur is pr kafi dieer dekhta rha baqi jb trade krain g to patta chale ga keh trend kitna mjfeed sabit ho gi.
                  • #39 Collapse

                    boohat useful information aap nay share ki hai.agar hum technical analysis ki help say kaam karty hain to hum is business main scalping bhi kar sakty hain or long trades main bhi ye helpful hai.
                    • #40 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxtrader پيغام ديکھيے
                      Well agar trend line uper ki taraf draw krni hai to niche k tamam lows ko ek dosre se match krlen or agar niche ki taraf draw krni hai to sare highs ko ek sath mach krlen. Trend line tools k liyeh ap charts k upper tool box hota hai jis main / tarhan ka sign hota hai yehi trend line tool hota hai.
                      Ap nay sahi farmaya, aisa he hota hay, lakin higher time frame may, lower time frame may yeh trick kaam nahi karay gi, aur higher time frame may trend line ko laga kar phir ap lower time frame may ja kar check kar saktay hain
                         
                      • #41 Collapse

                        bsically tend line is for advanced trader how use to trade on more timing periods other than those who do scalping.but definately it can secure you from loss.
                        • #42 Collapse

                          there are many indicator to understand the trend of market and manually it can be drawn by taking moving average method....
                          • #43 Collapse

                            forex main trading kraty waqat humain bohat se aisay tols miltay hain jis ki wja se humain market k trend ka pata chalta hai un main se aik RSI ka b toll hai jis se humain up and down ka pat achalta hai aur aap ne jo drwa line yahn sahre ki hai main is ko b apni tarding main zaror use kar k faida hasil karnay ki koshihs karoun ge
                            • #44 Collapse

                              Kaafi helpfull information share ki hai apne , mujhe iss se pehle in sab ka pta nahe tha but apne kaafi achi tarha isko btaya hai main b new user ko forex per mujhe b abhi isko learn krna hai aur iss k bary main aur b bohat kuch sekhna hai yeh kaafi behtari ki tarf lee kr jye gi new user ko aur kafi helpfull information hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Bhai post to buht achi ki hay aisi aur bhi post kiya kary sub ko isa sa faida hoga aur har new member is sa sekhy gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X