Dosto, is thread may ap ko yeh batana chahta ho keh trend line kaisay use ki jati hay, sath may pictures bhi attach karnay ki koshish karo ga. trendlines do (2) kisam ki hoti hain aur baqi normal lines hoti hain, jaisa k is picture may wazeh hay.
Dosto hum in may say sirf do trendlines aur horizontal line use kartay hain apnay analysis k lye, aur vertical line kam az kam may use nahi karta. :cool:
Hum horizontal lines ko use kartay hain Support prices aur resistance prices ka idea laganay k lye. jaisa k ap is picture may dekh saktay hain.
Is k elawa hum diagonal trendline aur angler trendline bhi use kartay hain aur yehi actual trendline hay jaisa keh picture may dikhaya hay.
Trendline draw karnay k lye hum swing high aur swing low ko use kartay hain, aur khas tor par pins to pin draw kartay hain, aur aisa aksar hota hay k market trend lines par touch kar k wapis return ho jati hay, to is say hamay kaafi had tak help mil jati hay market k trend ko samajhnay may aur analysis karnay may.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим