Trend line kaisay draw ki jaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    well brother ap nay aik achi information share ki hay.i hope main bhi isay sahi tarha laganay main kamyab ho jaon ga.is useful post ka bohot bohot shukriya.wasay mjhay ye puchna tha kay trend line say hamain confirm pata chal sakta hay market condition ka?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g han bilkul agar hum forex main trend line ko achi trha se samjh jatey hain aur isko achi trha se draw karna seekh lete hain jis trha apne samjhaya to phir hum forex main achi trha sey work kar saktey hain aur achi income hasil kar saktey hain.
       
      • #48 Collapse

        Trend line naam sy hi zahir hai k yeh market main currency, metal ya kisi bhi trading commodity ka trend show krny k liye hoti hai aur ap isko analyze kr k apny liye future main trading strategy ko acha bna sakty ho. isliye main apsy yahi kahonga market analysis zaruri hona chahye takay apko trading main acha aboor ho.
        • #49 Collapse

          sir aap ny trend line ky baray meen thread pesh kya hy es ko pur kur kafi saamjh aai hy meen es ko mazeed sekhnay ky lye resistant oor support ko bhi samjhna chahta hoon, agar aap es baray meen kuch wazhat sy lakheen gy tu mashkoor hoon ga.
           
          • #50 Collapse

            dost buhaat achi cheese samjahi app na lakin meray khyal main hum iss ki jaga aik indicator alligator ko use kar yahi kam bari ahsaani se kar saktay hain aur wo buhaat wazahaat bi karta ha trend line aur trader uss ko bahsaani use kar saktay hain uss ko samajna bi easy ha
            • #51 Collapse

              trend line ko draw karne ka tarika ye hay ke aap koi se bhi do high lay kar wos per aik line draw karen aur isi taran do low lay kar dosri traend line draw karen ye aap ki do trend line hoti hai lakinn is main ye khayal rakhen ke ye aik dosre se agae ja kar milen
              • #52 Collapse

                bhai aap ki information kafi pasand aai hai mujhe mene trend line kafi dafa draw ki hai or me karta rehta hun , is se mujhe bohat help milti hai and market ki direction ka bhi andaza lagta rehta hai ke ab market kis direction me jany wali hai ...
                • #53 Collapse

                  Meta Trader 4 me trend line aik tool hai jiski madad se aap kisi bhi trend ko easily mark kar kay future ki prediction kar sakty hain. Trend linke ko draw karny kay liay aap menu bar me File>Lines>Trend line me ja kar ya direct trend line kay tool ki madad se is line chart me mouse pointer kay madad se trend kay higher or lower points pe rakh kar mark kar sakty hain.
                  • #54 Collapse

                    Two types ki trend lines hoti hein aik to simple ap mt4 se trend line select karin or apply kar dein second numb pe aik euqidistant trend line bhi hoti he jis ko pa last two high ya low point pe fix karin or 2nd line ko apni desire postion pe rakhin.
                     
                    • #55 Collapse

                      according to my experience trend line draw krna itna mushkil nahi hota aap ny just trend ko daikhnja hota hey or trend line ko starting say traw krna hey agar trend up hey to sab say down wali candle k sab say low point say draw krni hey or us say next to b candle high low laga k gai hey us sab low k sath mila daina hey..
                      • #56 Collapse

                        App ne achi post ki hay per is ko karne wale mere khiyal main new trader hi ho ge jo is ko phile bar kare ge is liye main yeh hi kaho ga ke app ko is main kam karna phile bar bar sikhna ho ga aur yeh app ko demo per kar ke is ka idea demo per trade laga kar apply karna ho ga phir app ko loss nahi ho ga aur app komkoi bhi galti app o loss nahi de ge .
                           
                        • #57 Collapse

                          tarding ka bar ma hamy aysa kagta ha kah agra hamy as ko acji sa join karna hota ha kyo ka yah ka chi lagta ha ahmy as ma kam karna layta yah ak bohot achi kam kar sakta ha.
                          • #58 Collapse

                            Your thread is very helpful for evey trader who join the business of forex. I have learnt much from your thread. You always post a very imformative and helpful threads thank very very much.
                            • #59 Collapse

                              trend line basically market ke trend ko show krti hai aur is ko ap swing high se swing low tak draw krte hai for bearish trend aur for bullish hum swing low se swing tk draw krte hai is se hame help milti hai market ki direction ko identify krne mein ap, ko is ka istemal ya har wo trader jo trading mein technical analysis use krta hai zaror ap ko is ki zarorat hoti hai kafi dafa aisa hota hai market trend line ko break krti hai jis se hame idea hota hai market ab reverse hone wali hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Ap trend line ehsay draw kar sakty hein ap koi ehsay two points dakhein un pe line draw karin ap dakhein gay k market osi range mein rahy gi, ap equidistant channel ko use karin ap two point pe draw karin and then aik line ko aik point pe lagain ap ko maloom ho jay ga k market kis range mein move kar rahi he.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X