Trend line kaisay draw ki jaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex trading main hour one k chart main ham trend line ko draw kar saktay hain.is tarah hamain pata chal sakta hai k amarket up jay gi ya ab market k down janay k chances hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      there are so many indicator to find the Forex market trend but you can draw your own chart trend for drawing this trend you should know about the support and resistance if you understand about that you can draw ????????
      • #183 Collapse

        very helpful post hai for beginners jo trade krna chahtay hein.. keep it up!!
        • #184 Collapse

          bhai mary trend line k bary ma mjy bilkul b nahe pata tha ye trend line kia hoti ha .ap ny buhat hi achi tarah samjaya ha .ab trend line k bary ma pata chal gaya ha .is sy hum jasy any walo k knowledge ma izafa hua ho ga ap isi tarah information sahre karty rahy
          • #185 Collapse

            Assalam O Alaikum, bhai jan aap ki sabhi posts bohat informative hoti hain aur inn posts ko parrah ker hamaray knowledge main bhi bohat achha izafa hota hai. Aap ne trend line ke baray main bhi newbies ke liay ek achha thread bna diya hai.
            • #186 Collapse

              mery bahi ma is me new hun is liy mujy is chiz ka to pata nai ha is liy meri sinor membar se requst ha ke ke mujy is ke bary me kuch bataen ta ke mujy is ke bary me kuch pata chal sake is liy plzzz help me
              • #187 Collapse

                my dear friends mujhe forex main trend line ke bare main maloom nai tha ke yhe trend line kia hoti ha. ic thread se mujhe trend line ke bare main pata chal gia ha. trend line se forex mian trading kar ke profit earn karne main kafi help milti ha.
                • #188 Collapse

                  ji brother jasise ap ne upper end pe trend line draw ki hai aise hi agr ap lower end pe b trend line draw ker k ek channel bna len to apko usme bht c long or short trades dekhhne ko milen g or sath agr ap RSI or stochastic indicator use kerte hain to ap samajh saken ge k trend kahan break out dene ki position me hai
                   
                  • #189 Collapse

                    yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                    • #190 Collapse

                      Dear aap nay newbi kay liya aik achi thread di hay quen kay agar aap indicator use nahi kar rahay ho to aap apnay liya khud bi trend line laga saktay ho or iss ka acha asar profit par parta hay quen kay agar market aap kay lihaz say gai to laykin agar ulti hogai to phir iss ka ulta asar bi hota hay jiss tarha say iss wakat gbp/jpy ka horaha hay.
                      • #191 Collapse

                        Brother, is thread may newbies ko information di hay sirf drawing trend line k hawalay say, agar may is may mazeed indicators shamil kar dayta to shayed yeh easy thread complicated ho jati aur phir new traders ko samajh na ati, indicator k combinations bhi batao ga new threads may aur ap k view bhi lo ga bhai, ap bay fikar raho, aur channel k lye channel line alag hay, yeh sirf simple trend lines hain.
                         
                        • #192 Collapse

                          Finding trend line and moving averages only M15 is the best choice and we can open trade in positive direction always. H1 is best but gradually slow and difficult to open trade in H1.
                          • #193 Collapse

                            Meray trading friend boht he achay way main trend line mt4 k oper draw kernay ka procedure print screen lay k samjhaeya hy jes ko hum apni mt4 k oper bhe ise tarha draw ker sagty hain
                            • #194 Collapse

                              Bohat he zabardast information share ki hey ap ne is thread main. Trendline ka use bohat he zabardast hey aur in k use se kafi profit earn kia ja sakta hey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                information to kafi achi hai ais se kafi logon ko faida hoga jinko line draw kerne ka nahi pata. ais tarah practice kerne se he hum seekh sakte hain. ais method ko pehle demo account pe azmana chahiye rozana takreban 6 ghante time lagana chahiye aiski practice main. jab experience ho jai to phir aisko live account bana ke uspe azmana chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X