Mistakes that we repeat on a demo account.!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: greatuser پيغام ديکھيے
    yr demo account ka purpose hi yehi hota hai k hum apni mistakes sy seekhen so iss baat sy na preshan hon ap mai sy koi bhi k ap mistakes bht zada kr rhy hain kiu k a hum apni mistakes sy hi seekhty hain aur yeh hamari traning ka hi eik part hoti hai toh apni saari mistakesa demo mai hi khatam kr den
    Yes.. i can say that If we learn properly foreign currency trading we must practice a great deal in demo trading account before you start in real acct, to be experienced. Without practicing in your demo we can't earn bundle easily in that site
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      apka mashwara to acha hai . mera khayal hai k demo account pe bohat bari raqam se trade nahi kerni chahiye becoz uska koi faida nahi hota apko chahiye k utni raqam se trade start karen jitni ap real account main invest kerna chahte hon takay apko uska faida bhi ho aur andaza bhi ho jaiga k real main itna profit ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Yes hum ager mistake py mistake kerty rahean gy to pher humeri success mushkil say mushkil ho jaey ge so over come karean our learning py tawaja daen to ache income ho ge
        • #19 Collapse

          G forex trading mein hum demo account par practice k liye jo trading karty han us ko real samjh kar karna cahaiye tab hi hum demo account par practice se kuch learning hasil kar sakty han kiok agr hum jasa ap ne kaha hy is traha ki practice karen gay tu is ka kuch faida nhi ho ga ye time wast hi ho ga
          • #20 Collapse

            g han ham mistakes ko demo account me repeat kar k b learning kar sakty hey magar mery khayal me to demo account me b apny mistakes ko repeat nahi karna chaye
            • #21 Collapse

              Aslam o alikum janab mere khayal me bahai ne boht hi achi information share ke ham jo be mistake karin in ko note karin iss se ham boht kuch seekh kar future me ham export ho sakte hain
              • #22 Collapse

                G haan bhaai g aap nee saahi kahaa haai bhaai g hame apni mistakes paar qabo pana chahye bhaai g isi mee hamara faidaa hogaa bhaai ggg
                • #23 Collapse

                  Agree brother on your suggestions, these are main mistakes which we made in Forex. If we learn demo as a real then we can take good profit from market. Every trader must try to remove these mistakes.
                  • #24 Collapse

                    the mistakes are
                    over confident aboutt the trading
                    not contrl the emotion
                    not give much time
                    not taked interest in the trading
                    • #25 Collapse

                      wow achi mistake shere ki bahot sikhnyy ko milaa han g bhai iss sy bachnyy k liy ham ko iss parr ziada sey ziada mehnat ki zarorat hai tab iss sy bacha ja skta hai
                      • #26 Collapse

                        Bohat c mistakes ki wja say trader ko trading mai loss ho jata hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai lakin agr kisi mistake ki wja say trader ko loss ho jaye to mere khyal say trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #27 Collapse

                          dear forex mai loss sirf aur sirf ap ki mitake ki waja se hota hy agar ap chahte ho k es business mai ap ko loss na ho tu ap mistakes na karo aur agar ap karte b ho tu on ko seekho ta k phr se loss na ho...
                          • #28 Collapse

                            ji bilkul app sahi khe rahey hy hum aksar ye galtiyaann krtey hy aur phr loss ko face krtey hy lehaza humein chayein k hum in galtiyoo se dur rahey aur zaida se zaida focus apny kam ko aur bhetar tarekey se samjhney ki karey tou is tarha hum km mistakes karey gy :)
                            • #29 Collapse

                              Main aap sey agree karta hoon. Jab market ka trend aap ki samjh sey bahir ho to aap trading na karain aur wait krain. jab aap market key trend ko samjh jayen to trades laga lain. In conditions main aik sey ziada pairs main kam na karain aur aik hi pair ki update lain aur phir us key mutabiq lots laga dain. Jab market complex ho to trades rok dain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: traderpur پيغام ديکھيے
                                Assalam o Alaikum Dosto.

                                Ma ap sy kuch asi mistakes share krna chata hn jau k ham demo ma krty hain aur bar bar krty hain khas taur py jab hm trading ma bilkul naye hoty hain.

                                koi b pair choose krna aur trade krna

                                kisi b time trade krna

                                aik sath bohat sari trades open krna

                                position size ka khayal na rakhna. yani agar account misaal k taur py 3000$ ka hy tau 0.25%, 0.50% ya 1% tk ko risk krnay ki bjaye boht bari lot open krna. jasy 100,000$ ki. hala k agar market 30 pips against jati hy tau 300$ ka nuqsan hota hy jis ka matlab hy k 10% equity ya capital ka loss krna.

                                pips ki earning ki bjaye profit ko dakhna.


                                bohat sari strategies ko aik sath apply krna. etc.


                                aap ic bary ma kya kehty hain.??
                                jee mere bhai main is group mein new hun aur aap ne jo information share ki hai is se mujhe bohot fayida hua hai aur yaqeenan baqi sab ko bhi is ka zaroor fayida hona hai demo acounts mein hamein profit aur loss ki koi fikar nahi hoti isliye ham aik sath hi bohot sari trades open kar dety hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X