forex trading mein 1:888 ya 1:1000 kia hoti hay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mein 1:888 ya 1:1000 kia hoti hay??
    salaam dosto mein aap say yeh pochna chahta hon kay forex trading mein 1:888 ya 1:1000 kia hoti hay kyun k me ny dekha hay k har broker ki different hoti hy???
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam O Alaikum, bhai jan yeh sabhi leverage hoti hain aur inn ka direct wasta aap ke account se hota hai. Leverage jitni ziada hoti hai aap kam capital se bhi ziada trades laga sktay hain aur leverage jitni kam ho gi aap ki trades kam lag saken gi.
    • #3 Collapse

      dosto yeh thread mein nay post ki aur aap ke comments se bahut info mili mein yeh tu smajh gia hon ke isko leverage kehte hain lekin mujhy yeh pochna hay k leverage ziada lgani chahiey ya kum???
       
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: naeem13 پيغام ديکھيے
        dosto yeh thread mein nay post ki aur aap ke comments se bahut info mili mein yeh tu smajh gia hon ke isko leverage kehte hain lekin mujhy yeh pochna hay k leverage ziada lgani chahiey ya kum???
        assalam o alaikum. bhai g hamain leverage ziada lagani chahiay is say agar ap ka account balance kam bhi ho to ham leverage ziada honay ki wajha say ziada profit ho ga
        • #5 Collapse

          Jnab forex trading mai isay leverage boltay hai jo k forex market mai koi b trade place krnay mai trader ko support krti hai or trader trade place kr pata hai or jitni thori leverage k sath trading krtay hai utna hi zyada margin b required hota hai trade place krnay k liye lakin jitni zyada leverage hoti hai utna hi zyada margin b required hota hai trading krnay k liye.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            dear ye leverage size hota hay jab app account open karty hey to leverage size app select karty hey high leverage size rak kar hi app ko faida ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              broker k sath jab ap trade ko shoron kerney lagty hein to wo ap ko mukhtlif kism k leverage deta hai jesa k 1:1000 1:500 1:50 ap apni trade k mutabiq leverage ko chose kerty hein ye ap k account
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naeem13 پيغام ديکھيے
                salaam dosto mein aap say yeh pochna chahta hon kay forex trading mein 1:888 ya 1:1000 kia hoti hay kyun k me ny dekha hay k har broker ki different hoti hy???
                mere piyare bhai ye jo aap forex trading mein 1:888 ya 1:1000 k digits dekhty hein isko leaverage kehty hein ye aik kisam ka loan hota hai jo broker aap ko provide karta hai is se aap kam investment se ziyada se ziyada kamaa sakty hein jab aap insta forex mein acount open krengy to tab ap k acount ki basic leaverage 1:50 hi hogi us se ziyada aap ko allow nahi hogi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  ye to app nay kisi bhe pair ki aik iss ki bid or ask value likhe hy ye khuch broker mian thora bohat different hoti hy but jo base currency ye jes ko hum ask value khety hain wo sab main same hoti hain uper wali different khuch bhe ho sagti hain koi k spread ka difference hota hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X