Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai
    Dear Forex members

    main nay apny trading career mai aksar market main trend kay against trading ki hai or bhout kam time main bhout acha profit be earn kiya hai lekin us kay leye kiya hai kay main apni trading main indicator ka istama karta ho jo mujey es bat ka signal daity hain kay ab market kis pair ki oversold ho gi hai ap against trend chal kay apna profit hasil kar sakty hain

    ap main se kitny bahi es technical analysis ki technique ko use karty hain zaror share kejey ga

    Shukriya.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

    trend k against kaam karna ajeeb to nai kahen ge albata ye aap ki luck pe b depend karta ha kabi kabi market ulta goomti ha aur bahot ziada move karti ha ise acha profit b hasil ho sakta ha , aur mere khayal me market ka 1 rule ha k market 1 circle me ghoomti ha aur aap ki trade 1 baar lazmi profit karti ha.
    • #3 Collapse

      Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: 1ahsankhan1 پيغام ديکھيے
      trend k against kaam karna ajeeb to nai kahen ge albata ye aap ki luck pe b depend karta ha kabi kabi market ulta goomti ha aur bahot ziada move karti ha ise acha profit b hasil ho sakta ha , aur mere khayal me market ka 1 rule ha k market 1 circle me ghoomti ha aur aap ki trade 1 baar lazmi profit karti ha.
      No dear ap against trend jaty ho tu yeh ap ki luck nahi hai. yeh sub depend karta hai kay ap kaisy us kay against ja rahy hain. ager ap kay analysis or indicator ap ko yeh bata rahy hain kay market kafi oversold ya overbought ho chuki hai tu ap aram se un kay against jain . trend kay against ap trade open karo gay tu ap ko bhout kam time mai kafi zaida pips mil jain gay.
       
      • #4 Collapse

        Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

        G bilkul yeh bhe ak strategy hy keon keh agar ap trend ke againt mtlb agar trend up chal rha hya apne currency sell ke to trend agar uo chal rha hy to zahir hy keh trend neche ko bhe aega to yeh strategy ap chart ko smjh kar he apna sakte hyn. Yeh stretegy kafi risk wale hy aur aksar yeh strategy ak professional trader jisko next chlne wale trend ka andaza ho wohe yeh strategy apna sakta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

          ap apni trading main against trend be jain gay tu ap ko us time faida ho ga jab market oversold ho jaye gi or ya market kafi neechy a jaeygi phir ap waha se buy ya sale karain gay tu ap ko profit honay ka chances zaida hai es kay leye ap apny indicator ka use karain us se ap ko faida yeh ho ga kay ap apni trading ai theek se manage karna seekh sakain gay or achi tarha ap profit ko earn kar sakty hain.
           
          • #6 Collapse

            Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

            G bilkul Aisa bhe hoskta hy against trend bhe ap trade Laga k profits Hasil sakty hn magar bahut kam. Agar ap market ko achi trah analyse kr lety to ap acha Khasa profit Hasil krty hn phr ye trends ki baat nahe rahty phr ap k experience pe ajati hy. A Oman many aisy trader dekhy nae jo es trah bhe profits Hasil kr ln
            • #7 Collapse

              Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

              jub ap trend kay against trading kartay hain tub ap ko profit tu acha mill jata ha par trend kay against trading karne se ap 80% time tak nakam ho jatay hain kyun kay trend kay against jub ap trades open kartay hain tu trend ki continue movement ki waja se ap ko 80% tak trades loss me jati rehti ha or jo 20% trades profit me milti ha un ka bhi ap ko faida nehi hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakher uz zaman پيغام ديکھيے
                G bilkul Aisa bhe hoskta hy against trend bhe ap trade Laga k profits Hasil sakty hn magar bahut kam. Agar ap market ko achi trah analyse kr lety to ap acha Khasa profit Hasil krty hn phr ye trends ki baat nahe rahty phr ap k experience pe ajati hy. A Oman many aisy trader dekhy nae jo es trah bhe profits Hasil kr ln
                ap again ager jana chahty hain tu yeh na daikhain kay market kitna move kar chuki hai tu ap again trend ikhtiyar kar lo ap ko cheye kay ap apny analysis karain. fundamental or technical dunu pay focus karain us kay bad ager ap ko lagta hai tu ap yeh step lain nahi acha feel hota tu ap ko cheye kay trend kay sath sath he phir chalain. yeh sub ap ko apkay analysis batain gay.
                   
                • #9 Collapse

                  Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                  Well I like your idea to work by using indicators but I don't think so a new trader can do this. Os ki main waja ye hay kay new trader thora dara hoa rehta ha kahin loss na ho jae or os me itna confidence b ni hotaa decison lainy ka.
                  ap ko kia lagta ha ye do points kaisy cover kea jean or without fear trading ki jae ?
                  Thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                    Trend k against trading karna aur earning krna to waqai kamal hai magar ye trading k basic concepts k bhi against hai. Trading mein Trend e aap ka friend hota hai aur apko according to the trend e trade open karni hai. Against the trend apki trade apko kuch e profit degi aur ye risky bhi bahut hai. Against the trend apko koi confirmation nahin hogi k trade kahan tk ja skti hai. Isliye mera mashwara yhe hai k according to the tend trade open Karen. Yhe safe way of the Trading hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                      Ji han aapane bilkul theek kaha hai Trend ke against trading karna bhi bahut badi expert hone wali baat hai agar aap ko pata hai ki market ka trend aapki trading ke against Hai fir bhi aap apni trade Laga Lete Hain To yah to yah to bevkuf aadami kar sakta hai ya FIR bahut jyada experience full trailer ka sakta hai agar aap turant Kiya gas Lagate Hain lekin aap ko pata hai Gate rehnde change hone wala hai To fir aapki trade aapko bahut jyada profit de sakti hai aur ho sakta hai ki aapka account bhi double Ho Jaaye to Trend ke against bhi Road rail gate hain lekin use Waqt Lagate Hain Jab unko Pata Ho Koi trend rivers hone wala hai koi hai impact news friend ko change Karne Wali Hai to use Waqt log Trend ke against trade Lagate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                        assalamu alaikum dear members Forex trading mein jab aap kisi bhi commodity aur currency pair ke trend ko properly calculate kar rahi hote hain aur aisi situation mein agar aap iske against jaate Hain to ismein aapke liye problem so sakte hain no doubt Forex trading main agar aap exact levels per retracement level ko click karte hain aur is per market mein inter hokar apne target ki achievement karna chahte hain to aisi situation main aap successful ho sakte hain lekin yah bahut jyada risky bhi ho sakta hai isliye aapko koshish karni chahie ki market ke friend ke against trading karne se avoid Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                          dear Ham Jo Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain hamare pass mein market Mein different strategies Hoti Hai Jiska mat abhi Ham ismein kam kar sakte hain Ham Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To usmein Ham dekhte hain ki Hamen market the actual trend ko find Karke Uske mutabik trade karna Hoti Hai Jab Ham ismein against the trade Lagate Hain To Hamara bahut jyada risky ho sakta hai isliye market ke actual trend ko find karna Jaruri hota hai aur jo Tradus market ke against the trend trade karte hain vah Ek bahut hi Jabardast Raider hote hain aur vah risky traders hote hain lekin vah ismein scalping trading kah Rahe Hote Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadasif1
                            Jee Han bilkul kml nhn bs Kia kahooon.
                            Agr ap trend K against trade krty ho tu apko loss bhi Ho skta hai is liay trade lagany Sy pehly trend ko Zaroor smjh lain phr ja K trade karain is say apko faiada ho GA. Hamesha market K lihaaaz Sy chalin.
                            bhai samajna aisay hai ap ko pta ho kay market kab over sold ya over bought hogi tu phir ap us kay bad apny trend kay against jain tu ap ko profit be ho ga or bhout zaida ho ga ap bhout kam scalping ki tarha zaida pips hasil kar sakain gy or koshsih karian kay jab ap aisa karain tu ap RSI indicator se madad lain yeh ap ko kafi asani day ga market kay trend ko samjnay kay leye or us ko follow kar kay ap sahi time pay es maqsad kay leye achi trade open kar sakty hian.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trend Kay Against Trading Karna be ik Kamal Hai

                              Assalamu alaikum friends mein ummid karta Hun ki tum ham dost khairiyat se honge dost jaisa kya aapane kaha hai ki trend ke against training karna bhi Kamal hai dost mein ek baat yah batana Chahta Hun ki ham trend ke against trading karte hain khushiyan kafi attack aapke pass hi hai yah BA Kamal hai magar main bhi sath kahana chahunga ki hamen trend ki against trading Nahin Karni chahie kyunki Jo market ka trend chal raha ho hamen use ko follow karna chahie agaram market k10 Kiya Gaya chalenge to hamen loss ka samna karna pad sakta hai hamen Kabhi kabar to profit ho jata hai magar hamen loss ka samna karna pad sakta hai aur you'll awesome samna karte hain vah bahut bada loss hota hai isliye hamen is chij se avoid karna chahie aur tanki mutabik Baar karna chahie mehnat Karni chahie experience hasil karna chahie on knowledge gain karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X