usd/ euro and gold?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear ma na trading ki hai ma na gold or usd ko itnazeda goor nhi kia hai
    or mery khyal sa aesa nhi hai
    eurusd ki aap bat kr rhy hIn uss ki apna hisab sa eur k sath usd ka
    or gold ka sirf usd k sath hota hai
    and han aap ki bat thek hai
    agr aao sirf usd ko dekhy then
    aap keh sakty hain ye baat thek hai jo aap naki hai
    gold ma trade wesy buht he risky hain and newtrader ko uss sa door rehna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      i am new in the Forex trading business and i have not have enough knowledge to discuss this post but i read all the replies and most of the people and the members of the forum say that this is not true that if the USD goes bull then the Gold will go bearish so we should learn about this more.
      • #18 Collapse

        forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen aurkoish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai loss se bachen.
        • #19 Collapse

          Asslam-O-Alaikum Dears, yeh zrori nh hai k euro/usd aur gold aps mn directly proportional hain. Dono k apny ups and downs hain. So first of all observe the demo accunt and markets value then start your own Bussiness at Pakistan forex forum.
          • #20 Collapse

            han ye ap ki bat thek hai k jab gold ki qeemat increase hoti hai to us k sath usd ki qeemat decrease ho jati hai aur ye market main hota rahta hai.
             
            • #21 Collapse

              dear friend mere khayal se app thik keh rahe hain jab forex trading mein gold ki kimat up jati hai to usd ki kimat down jati. gold or eur ki kimat same move karti hai
              • #22 Collapse

                hain ye bat app nay sahi khi hai k usd ki kemat increase hoti he to gold ki kemat decrease hojati he aur ager gold ki kemat increase hoti hai to usd ki decreased hoti he
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  han g easiy bat hai sahe ka jab usd ki price change hoty hai to gold ki keemat main b firq ata hai per mery experience k mutabik yah chanage usy time nahe hoty long run main hoty . at same time nahe hoty

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X