Dosto, aik strategy yeh bhi hay keh resistance par sell aur support par buy lagana, is kaam k lye hum logo ko yeh maloom hona chahiyay keh support aur resistance konsi price par hain aur kis time frame par ap trade kar rahay hain.
For example, agar ap M15 par trade kar rahay hain to us may support aur resistance change hoti rehti hay, lakin agar ap k pass koi aisa indicator ho jo ap ko support aur indicator ka bata sakay to ap us ki madad say acha khasa kama saktay hain, yeh strategy 60 to 70% kaam karti hay, lakin agar market aggressive ho to yeh bohat loss bhi day sakti hay, agar ap koi aisa pair trade kar rahay ho jis ka spread ziada hay, jaisa keh gold, to phir ap ko M30 aur H1 time frame use karna chahiyay.
Internet par bohat saray indicators available hain jo support aur resistance ko show kartay hain, lakin aik indicator ap ko ap k meta trader may hi mil jaye ga jo ap ko kaafi had tak k support aur resistance ka bata day ga, aur wo hay fractals.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим