Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?
    Dosto, mene aksar sab logo ko kahte hue suna hai ke trading mein kamiyab hona hai ya acha result hasil karna hai to apne emotions pe control karna chahiye, aur ye bat bilkul durust hai qk fear aur greed mein hum buhat nuksan karlete hai.

    Per dosto mera sawal ye hai ke akhir emotions pe control kis tarha kia ja sakta hai? Kia ap logo ke pas koe ese khas tip ya tareeka hai jis se hum trading ke duran apne emotions ko control kar sake to please hamare sath share kare..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

    trading mai emotion control krne ke kuch tips hai ager apko her wqt trading krne he hi to sirf demo per laga kr chek krlya kry unka result kaya hai jisske waja se apko practise hojaegy jub apko bhat ache opprtunaty mily sirf real account mai lagae or small lot size se trading kre ager loss howa bhi to bhat kum hoga isslye minimum risk per trade kre yahe tarika hi emotion control ka.
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

      Emotions ko is trah control mein rakha ja sakta hai k chahay aap ko thorra loss b ho jaye lakin aap ne kabhi b money management se nhi hutna jb tk koi achha signal na mily trade nhi lgani aur lot size b chhota use karein
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

        Assalam o Alaekum bhai g,
        Mera to ye khayal ha k jb b ap trading krny baitheen to bilkul fresh minded ho k baithain q k is sy ap ki strength barhti ha r ap ghalt faisla lainy sy bach jaty hain to ma ye kaho ga k bilkul freah mind r fresh ho k baitheen.
        R trade krny sy pehly market ko axhi tarhan analyze karain.
        kisi ny kia khoob kaha ha k "Trade what you see not what you think "
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

          Trading main ap ko emotions ka shikar us waqt hona paray ga.jab ap market ko judgement kar kay ya phir gambling samaj kr es mai trade karain gy tu ap ko loss ka samna be ho ga or ap loss recover karnay kay chakar mai emotional ho kay trade karain gay. ap ko nahi samaj chaly gi kay ap kiya kar rahy hain or ap Mazeed loss karty jain gy or akhir main ap kay pas ap ka account wash ho jana hai. esleye koshish karain apni trading main aisi mistakes na karain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
            Dosto, mene aksar sab logo ko kahte hue suna hai ke trading mein kamiyab hona hai ya acha result hasil karna hai to apne emotions pe control karna chahiye, aur ye bat bilkul durust hai qk fear aur greed mein hum buhat nuksan karlete hai.

            Per dosto mera sawal ye hai ke akhir emotions pe control kis tarha kia ja sakta hai? Kia ap logo ke pas koe ese khas tip ya tareeka hai jis se hum trading ke duran apne emotions ko control kar sake to please hamare sath share kare..
            is karobar mein agar aap kamyabi hasil karna chahte hain to aap ko emotions ko control karna sikhana hi hoga kyunki jab tak aap inko control karna nahin sikhenge aap is bade karobar mein kamyab nahin ho sakte iske liye hamen ek bar trade lagakar ek time table banana chahie aur uske mutabik hi apni trade ko khol kar dekhna chahie Baki time agar ham apne account ko mahfuj rakhna chahte Hain to stop loss aur take profit ka use kar lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
              Dosto, mene aksar sab logo ko kahte hue suna hai ke trading mein kamiyab hona hai ya acha result hasil karna hai to apne emotions pe control karna chahiye, aur ye bat bilkul durust hai qk fear aur greed mein hum buhat nuksan karlete hai.

              Per dosto mera sawal ye hai ke akhir emotions pe control kis tarha kia ja sakta hai? Kia ap logo ke pas koe ese khas tip ya tareeka hai jis se hum trading ke duran apne emotions ko control kar sake to please hamare sath share kare..
              Is Karobar mein agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to aap ko emotions ko control karna sikhana hi hoga Kyunki jab tak aap Inko control karna Nahin sikhenge aap is Bade Karobar Mein Kamyab Nahin ho sakte iske liye Hamen Ek Bar trade lagakar ek time table banana chahie aur uske mutabik hi apni trade ko Khol kar dekhna chahie Baki time Agar Ham Apne account ko mahfuj Rakhna Chahte Hain to stop loss aur take profit ka use kar lena chahie yah bahut jaruri hai
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                Jab ap preparation achi karain gay tu ap ko emotional honay ki zarorat nahi paray gi. yeh jaan lain kay jab ap trade karty hain tu ap ki mistake ki waja se ap ko emotional ho kay galat trade karna parti hai. ap jab theek se apni teyari karain gay mistake ko repeat nahi karain gy ap confidence main achi trade karain gay or ap ko achy se us ka result mily ga. or emotional be nahi hona paray ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                  Forex trading business mai traders ko sub say eham cheez jiss ko control kerna seekhna hota hai woh emotions hain. Traders ko apnay emotions ko control kernay kay liye demo trading account mai achi practice kerni chaiye. Emotions dono he sooratoo mai trader pay attack kertay hain chahay profit ho ya loss ho. Traders ko jab bhi aisa feel ho kay wo emotional ho rahey hain aur unn say mistakes ho rahi hain tou unhain kuch dair kay liye trading say quit ker laina chaiye aur sirf market mai big time frames mai movements ki study shuru ker laini chaiye ya phir trading terminal kay tools ko parhna chaiye kiyu kay iss Tarah emotional honay ki wajah say koi ghalti nahi hogi aur learning bhi improve ho jaey gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                    Dear insan forex trading mein expert bhi ho jata hai lekin Forex trading mein patience or emotions ko control karna sab sy muskhil kam hai. Mai kafi tarding ki hai jab bhi mery emotions involve hoty hein tab hi mera nuqsan hota hai. so mai boht appreciate karta hn un logon ko jin k pass pateince or unky emotions control hein. or wo apny emotions ko bikul bhi trading mein involve hony nae daity.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                      Dear trading ak bahut acha online business hai us main ham ko apna emotions ko control kr ka he trading krni chaya kiun ka forex trading main ham ko apna emotions control main rakhna chaya forex trading main jab ham khud pai control rakhta han aur patience ka sath kam krta han tu ham ko kamyabi sa koi nea rok sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
                        Dosto, mene aksar sab logo ko kahte hue suna hai ke trading mein kamiyab hona hai ya acha result hasil karna hai to apne emotions pe control karna chahiye, aur ye bat bilkul durust hai qk fear aur greed mein hum buhat nuksan karlete hai.

                        Per dosto mera sawal ye hai ke akhir emotions pe control kis tarha kia ja sakta hai? Kia ap logo ke pas koe ese khas tip ya tareeka hai jis se hum trading ke duran apne emotions ko control kar sake to please hamare sath share kare..
                        Apne emotions ko control karne ke liye Hamen professional trader Ki Tarah think karna hoga Agar Hamara mind professional Nahin Hoga To Ham Achcha Kam Nahin kar sakte aur na hi kabhi bhi Hamari thinking change Hogi
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                          trading krty wqt ap emotions ko tbi control mn rakh skty hen jb apki trades loss mn km r profit mn km hongi yeh tbi ho skta h jb trade open krny sy pehly market ko analyse kren gy r sai point sy trade open kren gy to emotions ko control mn rakhy ja skty hen isk ilawa jtna zyada experience hoga trading krna utna zyada easy ho jay ga'.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                            jab ap trading mein emotional hoty hn to ap ghalat deal krty hn. jb k ap ko chahye k ap forex trading mein emotional hony k bajaye zara ghor ko fikar sy trading krien. ta k ap ko loss na ho. jab ap wrong deal krty hn to ap ko loss ho jay ga. ap pehly market ka trend dekhein k market ka trend up down ya side hy phr trade lagaein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karte waqt emotions ko kis tarha control karna chahiye?

                              dear emotional ap tub hotay hain jub ap kay mind me greed ata ha or ap kay mind me zeyda profit hasil karne ka lalach hota ha or ap is waja se bhi emotional hotay hain jub ap ko loss ho jaey or ap ko jaldi loss recover karna ho tu ap big lots ka use karke loss karwa letay hain
                              dear agr ap rules ko follow kartay huey discipline kay sath trading kartay hain tu ap Apne emotion ko khatam kar sakte hain jub ap rules ko follow karay gay tu ap money management kay mutabik trading kartay hain tu ap kam lots size ka use kartay hain or ap kay mind me greed or zeyda profit ka lalach khatam ho jata ha kyuke ap money management rules ko follow kartay huey trading kartay hain is tarah ap ko loss bhi nehi ho ga or ap emotional bhi nehi ho gay loss recover karne kay liey bhi lots ka use karke

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X