Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?
    Aksar log jaldbazi mein ziyada se ziyada profit hasil kare ke liye, bara risk leke trading karte hai aur apne account zero kar dete hai to mera sawal ye hai ke apne trading account zero karne ke bad kuch seekha aur kia sekha, hamare sath share kariye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

    bhai jan jab sy mera account zero huwa hai to meny to ye seehk hai k aik account per lot kam aor multi ples trades open nh keni chye ager ham lotka kam sy kam istimal kren gy to ham hamr account secure rhy ga.aor is k illawa ager ham lalch sy bachy gay to bhi hamapna account ko loss nh kren gy.
    • #3 Collapse

      Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

      dear friends admi ko account zero kerne kebad admi kam se kam ye sikh jata hai k trading sahi trike se aur thik tarah traidng ko sikh ker kerna chahiye q k trading aik aisa platform hai jo experienc kebeghair nhi hota aur knowledge ki zrorat bhi hota hia dosto
      • #4 Collapse

        Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur jo learn kerta h wo hi as mien earn karta h as lyee ham ko as mien khud k lyee seekhna hota h aur ham ko as mien apne lyee kaam karna hota h jab ham as mien kamyab hote hien tu ham as mien kamyabi hasil kar sakte hien
        as lyee ham ko as mien demo account per practice karna hota h aur ham ko as mien acha kaam karna hota h aur agar hamara account zero ho jata h aur tab b ham seekhte ni hien tu ham kabhi b kamyab trader nahi ban sakte hien.
        • #5 Collapse

          Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

          Dear mujhy forum say bhot hi acha bonus mila thaa laiken ma nay without analysis trading ker kay apnay bonus ko waste ker diya hay aor ab mujhy ye pata chall gaya hay kay bonus bhot hi qeemti huta hay trading kay liye aor kabhi bhi trading without analysis nhi keni cahyi kiun kay analysis kay bagair tarding hamesha loss hi kerwati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

            Mera account kbhi b zero nai hota agar ma ne aik mistake jo ki thi wo na ki hoti. Mera 15 dollars ka account 75 dollar tak growth kar geya tha lekin meri aik mistake ki waja se zero ho geya lekin ma ne apni us Mistake se kafi kuch seekha is liye ma again wo mistake nai kru ga.
            • #7 Collapse

              Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
              Aksar log jaldbazi mein ziyada se ziyada profit hasil kare ke liye, bara risk leke trading karte hai aur apne account zero kar dete hai to mera sawal ye hai ke apne trading account zero karne ke bad kuch seekha aur kia sekha, hamare sath share kariye.
              Agar Main Apni personal baat Karun to main to yah kahunga ke mujhe jyada loss trading Karke commodities per Hota Hai currency pair per kam Karke loss ke chances bahut jyada decrease Ho Jaate Hain Aur Main Sikha hai ki currency pair per kam kiya jaaye commodity per Kam Nahin Karna chahie aur over all form Ke Jo member Hain Mere Khyal Mein Koi Bhi Aisa Nahin hoga jo lost hone ke bad Kuchh sikhata hun
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                Trading account jab ap ka wash ho jaey tu ap kisi ko blame na kejey. Sabar se kam lain or copy pencil lay kay daikhain sub cheezay us mai likhain or daikhain ap kay kiya kiya weak points hai or kon kon c skills ap se missing hai jo ap ko loss ki taraf lay kay jati hai. es tarha ap ko sahi idea ho ga kay ap nay kiya mistake ki hai or us mistake ko ap kaisy khatam kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                  Assalam o alikum, bhai Bhai mera experience kuchh zyada hi talakh raha hai. Bus ek bar mere pass 40 dollars ka bonus tha mere account mein, aur main ny 250 dollars earn kiye. Aur mujhe mazed lalach Aaya aur aur Market ko study Kiya bagair trades open kar di jisky natije mein Mera pura account e wash ho Gaya. Jo keh mere liye ye ek setback tha. Lekin Uske bad main ne Kabhi lalach nahin kiya aur peace of mind ke sath trading karta hun.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                    Je ap ne bohat hi asha question kia ha chun k forex trading aik risky business ha jis ma bohat soch samjh kar k kam karna padta ha, jab mera account wash howa to ma ne is se chand batain seekhi jo ma ap ko batana chahta houn jaisay
                    a) jaldbazi ma trading ni karni, jab tak market ko completely analyse na karain trade open mat karain
                    b) hamesha trend ko follow karna ha, trend k against trade open karnay ka hamesah loss hota ha
                    c) stop loss aur take profit ko lagana mat bholain
                    d) greed se avoid karain
                    e) small lot use karain, 0.01
                    f) multiple trades open ni karna
                    g) over tradings se bhi loss hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                      Mera account kab hua tha jab mere pass experience nahin tha Kyunki Main Thodi Si demo practice ki aur apne account ko start kar diya aur Main Khud Ko Ek Achcha trader Marne Laga Kyunki Main Demo account mein achha profit Hasil kar liya tha lekin Ho Gaya Jab Main live account Mein Aaya To Main Jyada Ishq liya Tu Mera Kaun Baat Ho Gaya FIR mujhe samajh mein Aaya ki trading bahut jyada Mushkil Hai To Main isko aur Achcha experience Kiya aur FIR ab main live account mein accha profit Hasil Kiya Hai To isliye acche experience ke sath hi aap trading Mein Kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                        Assalamualaikum g han dear senior please hmain ap bta sagty hn k ap ny apna balance zero krna k bad kia ku6 sekha or kia ku6 ab hmin ni krna cahay ta k hm os galti ko na dahurin or apna account save rakh sagy or balance ko bhi zero hona sy bcha sagy
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                          Forex trading mai ap ko kafi kuch daikhna parta hai. acha time be or bura time be. ap ko daikhna hoga kay ap ay jo trades ki hai woh ap nay kis kadar achi or galat ki hai. bhout se new trader es waja se account wash kr daity hain woh trading ko just buy ya sale pay click karny ko kehty hain.jab kay us ki learning, practice, analysis woh sub kuch chor daity hain or short cut ki taraf chalay jaty hain jo kay just loss ap ko daita hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                            trading account ko zero karne ka matlab hota hai account watch Jab account voice hota hai to bahut hi jyada Dukh hota hai pareshani Hoti Hai Kyunki yah Hamari mehnat Hoti Hai Itna mehnat karne ke bad Itna kam karne ke bad Ham Apna account banate hain to Agar yah vahan Ho Jaaye to Fir Dukh hota hai na ab Baat yah ho rahi hai ki Humne isase Kya Sikha hai lekin Main To pahle Is Tarah hone Nahin Deti Agar kabhi Ho bhi Jata Hai To Main proper iski Tak jaati Hun Ki Mujhse kaun si Galti Hui Hai account was Hota Hai To Main Apni mistake ko find Karti Hun Ki kaun si Aisi mistake hui hai kahan per main Galti Ki Hai Jiski vajah se mera account zero ho gaya hai to Jab yah sab Karti Hun To tab samajh a Jaati Hai Ki next yah mistake Mein Nahin karni hai Kyunki Mein Nahin chahti Ke Mera Kaun Tohfa show aur zero Ho Jaaye Kyunki Sab Jante Ho ki agar account was Ho Jaaye to Fir Hamen Kitna Jyada mehnat karna padti hai Dobara is account ko banane ke liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne trading account ko zero karne ke bad apne kia seekha?

                              account zero karny ki nubat anay na dain. esleye kay ap kay pas demo account hai. ap us pay zero kar lain koi issue nahi phir waha se start lain or daikhain kon kon c mistake ap regular trading mai karty hain. un ki learning karian. un ko door karain phir ap apni trading mai aghy continue karain or daikhain kis kadar ap ki learning or experience gain ho raha hai or phir ager kisi cheez ki kami hai us ko learn or practice zaror karain

                              Shukriya.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X