New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha
    Me yeh samjhti hun k new traders k leay ziyada leverage kafi nuqsan deh sabit ho skti ha kyun k un k pas leverage ziyada ho gi to emotions mn a k bri bri lots lga dain gay. Bri lots new trades k leay bahut bra khatra ban jati hain so meray hisab say ziyada leverage thek nai new traders k leay. New trader ko chaheay k apnay account ki leverage munsaib rakhi ta k bad mn ziyada nuqsan na ho
    Kinza789 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kinza789 پيغام ديکھيے

    Dear sub se pehlay yeh samajna ho ga kay leverage kaisy nuqsan daita hai. tu ap jab koi be trade open karty hian tu ap ka margin leverage kay hisab se kat jat hai trading main . or free margin b waisy show hota hai. ager ap start main new trader hai capital kam hai tu ap zaida leverage select kar kay apni trade kay sath apny trading account ko be nuqsan day sakty hian esleye koshish karian leverage humesha woh rahkain jitna ap ka experience ho or ap ka capital support kar sakay.
     
    • #3 Collapse

      Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kinza789 پيغام ديکھيے
      Me yeh samjhti hun k new traders k leay ziyada leverage kafi nuqsan deh sabit ho skti ha kyun k un k pas leverage ziyada ho gi to emotions mn a k bri bri lots lga dain gay. Bri lots new trades k leay bahut bra khatra ban jati hain so meray hisab say ziyada leverage thek nai new traders k leay. New trader ko chaheay k apnay account ki leverage munsaib rakhi ta k bad mn ziyada nuqsan na ho
      Big leverage account ka use karna Kisi Ke Liye bhi achcha Nahin Hota Jab traders big leverage use Karke account use karte hain to risk bahut jyada increase ho jata hai isliye account Banakar trading Karen aur share trading Karen isliye traders ko kabhi bhi use Karke account Nahin banana chahie trading bahut jyada dangerous hoti hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kinza789 پيغام ديکھيے
        Me yeh samjhti hun k new traders k leay ziyada leverage kafi nuqsan deh sabit ho skti ha kyun k un k pas leverage ziyada ho gi to emotions mn a k bri bri lots lga dain gay. Bri lots new trades k leay bahut bra khatra ban jati hain so meray hisab say ziyada leverage thek nai new traders k leay. New trader ko chaheay k apnay account ki leverage munsaib rakhi ta k bad mn ziyada nuqsan na ho
        Big leverage ka account use karna new traders aur old traders donon ke liye hey dangerous Hota Hai Jab big leverage ka account close Kiya Jata Hai To Train se Kate rate bahut jyada risky Ho Jaati Hai isliye traders ko chahie Jab Ve trading Karen To Apne account ke leverage ka size small rakhen kabhi bhi leverage ka size big na rakhen aapki trading risky ho jayegi
        • #5 Collapse

          Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

          Leverage main yeh hota hai kay ap jab broker se zaida leverage ki demand karty hain tu us ka matlub yeh hota hai kay ap kam amoaunt mai double amount se zaida ki trade open kar sakty hain. es leye trader jab zaida leverage use karta hai tu us main ap ko usi kadar profit or loss be bhout zaida ho ga kuch pips move be karain gay tu esleye koshish karain zaida leverage na use karain kam leverage use kar kay account ko secure banain.
          • #6 Collapse

            Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

            AssalamoAlaikum Gee janab Ummed hain aap khairiyat se hoien gay. Hume Trading mai Daily 50 posts karni hain yahan replies ko Post consider karte hain aur 5 Thread post karskte hain ye minimum hai Iss se zayda aap jitna kam karen gy utna faida hoga. New users ko loss ka Dar nahi hona chaiye Make sure aap ke quality content mai achi ho auwr aap 200 words min ki aaik post aur thread lagain. Baki allah miyan apko kamayab karen Bhat shukriya !!
             
            • #7 Collapse

              Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

              A.a janab umeed hai aap kahiriyat se hoien gay. Mai apki baat par muqamal tor paragree karta hun. Jo apne baat ki wo aaik tarhan se theek hi hai aur ye sawal ka karna iska jawab bhi mil jata hai aur info ko discuss bhi kia jata hai yahan.
              Khair jahan taak iss platform ki baat hai hame iske rule ko follow karna hai follow karke hmara hi faida hoga. Baqi ap bhi mehnat karen dil saaf rakhian logon ko maaf karen Allah apko zaroor kamyab karye ga Shukriya !!
               
              • #8 Collapse

                Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                Assalamu alaikum friends mein ummid khatm ke tamam dost ke liye acche honge jiya dost aapane bilkul sahi kaha hai ki new members ke liye jyada leverage nuksan de hi jyada leverage rakhte Hain to unka account bimar ho sakta hai aur unhen bahut bade nuksan ka samna karna padh sakta hai isliye honi chahie kya apna lot size kam rakhewal average bhi kamre ke bahut number Jaise hote Hain Jo lalach karte hain aur apne lover ko increase kar dete hain aur information hoti haiaur na hi jyada koi experience hota hai aur iski vajah se bolo uska Saman kar baithe Hain isliye main advice karunga aapke Apne emotions aur lalach per control rakhen agar apni lajpor control karenge to tabhi aap kamyabi hasil kar sakte hain aur apni manzil ko check kar sakte hain without lal aaj per control ki hai ab kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                  Slam dear members!
                  Umeed krta hu ap thk hon gy. Pak forex forum pr mehnat kr rhy hon gy. Forum se apny knowledge ko increase krny k sath sath achi achi post kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye hard work kr rhy hon gy.ap na achi bat ke h. New members ko chaye k wo km se km leverage se apni trade start kren. Jtna liverage km ho ga utna account safe ir secure rhy ga. Agr account ma balnce ziada h to ap liverage increase kr skty hn. Liverage increse krny se phly apny knowledge or experience ma izafa kren. Is k bgair ap loss kren gy. Ir ziada liverage ke wja se account wash b ho skta h. Dear step by step kam kren. Jldbazi se bchen. Phr achi trading possible h. Jesy jesy knowledge increase hta jay osi hisab se work krty jayen or earning ma ifafa ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                    Umeed krta hu aap sub khairiyat se honge or forex pr hard work kr rahe honge aapko chahiye ke aap apni posting quality achi kre taake axha bonus mil sake or trade laga kr axha profit haasil kr sake or kaamyaab ho Jaye. Jitni mehnat utna kaamyaab hone ke chances shukria...
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                      massive leverage ka account use karna new traders aur antique investors donon ke liye whats up risky Hota Hai Jab big leverage ka account near Kiya Jata Hai To educate se Kate price bahut jyada risky Ho Jaati Hai isliye traders ko chahie Jab Ve buying and selling Karen To Apne account ke leverage ka size small rakhen kabhi bhi leverage ka size big na rakhen aapki buying and selling unstable ho jayegi
                      Umeed krta hu ap thk hon gy. Pak forex forum pr mehnat kr rhy hon gy. forum se apny expertise ko growth krny okay sath sath achi achi submit kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye difficult paintings kr rhy hon gy.ap na achi bat ke h. New participants ko chaye ok wo km se km leverage se apni alternate start kren. Jtna liverage km ho ga utna account secure ir secure rhy ga. Agr account ma balnce ziada h to ap liverage increase kr skty hn. Liverage increse krny se phly apny expertise or revel in ma izafa kren. Is okay bgair ap loss kren gy. Ir ziada liverage ke wja se account wash b ho skta h. dear step by step kam kren. Jldbazi se bchen. Phr achi trading feasible h. Jesy jesy knowledge growth hta jay osi hisab se work krty jayen or earning ma ifafa ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                        Assalamu Alaikum aap sab khairiyat se Honge Tamam new members se sunayen aur red Karen Hamen shading per Jaate hi foreign big size Laut Nahin Lagani chahie Kyunki Ham use kam per Nahin Hai Hamen abhi kam sikhana aur karna hai isliye Ham jitni e small lots se kam Shuru Karenge Hamare knowledge mein Hamare experience mein jyada ijaafa Hoga aur ham kam ko acche Andaaz Mein karne ke Aahil banenge aur kam ko samajhne ke sath sath Hamare knowledge mein Hamare experience where is after 22 bhi manega note size Agar aapka account accounts kamjor bhi hai tu bhi bahut time tak aur Hamare sakta hai Chahe vah last hi main kyon Na Jaaye kam se kam aapko usse sikhana sikhana to Jarur hi padta hai aur aapke knowledge ka behtarin hisa Vahi hota hai jismein aap kam kar rahe aur Sikh Rahe Hote Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                          New Trader jab es mai aty hain tu un ko nahi pata hota hai kay leverage kitna use karna hai. ap ka money management kaisa hai yeh sub ap ko pehlay seekhna hota hai demo mai reh kar. phir ap ko live account mai asani hoti hai kay es ko sahi se use kar sakay or apni trades ko sahi tarha se maintain rahk kay chal sakay. koshish karain jab ap trade karian us mai ap kay analysis ho us mai ap ka risk level shamil ho kay ap sahi se es ko open or close kar sakain.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                            g han new traders ko ziada leverage use nhi krni chahye new members 1:50 ki leverage kren or expert bannay k bad 1:1000 ki leverage use kr skty hain. ziada leverage say income to ziada hoti hai lekin sath sath loss bhi ziada hota hai . es liye new members agar ziada leverage use kre gy to seniors ki guidance zror len . agar ap seniors ki guidance k bgair hi trading kre gy to kafi nuksan deh sabit ho skta hia.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders k leay ziyada leverage nuqsan deh ha

                              new traders k liye zaida leverage nuqsan deh hai g bilkul new members ke liye zaida leverage nuksan deh hai or aghr wo zaida leverage rakhte Hain to unka account jald wash ho sakta hai or unhen bahut bare nuksan ka samna karna par sakta hai is liye hamy apna lot size kam rakhy or average bhi Jo lalach karte hain aur apne leverge ko increase kar dete hain aur information hoti nai hai zaida koi experience hota nai hai aur iski vajah se loss k samna kerty Hain is liye main advice karunga aapke Apne emotions aur lalach per control rakhen agar ap apne jazbaat control karenge to tabhi aap kamyabi hasil kar sakte hain aur apni manzil ko check kar sakte hain or agar lalach kerty rahy gy tw kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte is waja sy hamisha loss k samna kerna perhy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X