20 dullar sey trading karna sakhee hai kay nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai agar hum si sa sai tarika sa kam karna cchahata ha to huma is ka liya zayda invest karna hu ga taka hum is sa sai tor pa kama ska is sa faida hasil kar ska lakin agar hamara pas paisa nahi ah to huma yah karna chhaaiya ka huma thora thora kar ka mehnat kar ka zayda banana chahiya hum chta volume ki lagai tarde
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      20 $ say agar aap trading karain gay too i think kai aap ko bht kam lot par kam karna ho ga oor ho sakta hai kai aap ka paas margin hi na hoo trading karnay ka liya soo app ko minimum i think ka 100$ say aap ko trading star karni chahya ku kai is main aap ko margin bhi kafi ziada mil gai ga oor aap ziada backup day kar trading krain gat too loss hona ka chance bi kam hoo ga
      • #48 Collapse

        Assalam-o-Alaikum, Dear forex trading / darya mein dakhal honay say pehaly hum baray muhtat tareeqay say pehaly baray muhtat ho kay paon rakhaty isi tarah forex mein business karnay mein pehaly kam say kam amount say kam start karna chahy.
        • #49 Collapse

          Trade ak dollar sy b ki ja sakti ar ar us sy 200 dollar tak kama sakta ha banta bus trading k concepts clear hony chahiyen
          • #50 Collapse

            fx ak bohat cah business hai jis sy ham acha kam hai jis sy ham acha earn kar skaty han fx ak bohat cah business hai jis ys ham acha earn kar sakty han
            • #51 Collapse

              bhai jaan jahan tk mera khyal hy woph ye hy k iss me humri account me doollrs jitny zada hon gy utne he zada trading hum kr sken gy or aap 20$ py krna cah rahy ho tau ye risk he hy .
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: heartbreak پيغام ديکھيے
                friends may samaj ta hun kay ek dullar sey trading karna best hai kay nahi hum ko 20 doller par kon sey lot size use karni chay bhai g :p
                Dear me b forex me new ho lakin ap 20 dollars say earning kar saktay he is k lia zarori ni k ap k account me ziada bonus ho lakin 20 dollars say trading ki starting is bat per depend karti he k ap ka experience kitna he agr ap ka experience ziada ho ga to ap asani say 20 dollars say trading kar sakte he
                • #53 Collapse

                  agar aap kay capital main 10 dollar hain to bhe aap iss trading main trading kar saktay hain laikin iss main aap ko barray ehtiat say trading karnay ki zaroorat hoati hay aap ko iss main low volume say trading karnay ki zaroorat hay
                  • #54 Collapse

                    G bhe sahb. Ap ak real mature trader sy is ka sahe ans ly sakty hain. Mary khyal ma twenty dollars pa .01 percent k hasb sy ap trade lagyn ta k ap margin call sy bechy rahn. Ur apne trade ko under observation rakhan. Trade sy phly zorori indicators lazmi dakh lan. Ur agr trade opposite chli ja re ho to pending order ke tarf chly jahn.
                    • #55 Collapse

                      Trading to aap aik dollar sey bhi kar saktey hain lekan aap apni amount ko safe nahi rakh sakain gey. Is leye aik suitable amount ka hona buhat zaroori hy. Agar aap key pas 20 dollar hain to aap is sey bhi trading kar saktey hain lekan aap ko small volum of lots rakhni ho gi, jaisey keh aap 0.02 ki lots use karain, lekan yeh bhi risky ho sakti hy.
                      • #56 Collapse

                        mere khayal me apko trading kum se kum bonus se start krni chahiye apo trading 10$ se start krni chahiye q ke apko nhi pta ke loss hoga ya profit.
                        • #57 Collapse

                          Yes main nay 20 usd say trading ki hai our abhe kae dafa easa experience hoa hai but masla ye hai k account iss main stable nahe rheta hai koin k risk reward zeada hota hai our market agar throi c bhe humeray against jati hai to humera account wash ho jata hai to best ho ga 100 usd say agar start leaya jaey
                          • #58 Collapse

                            Brother ap 20$ pa poch rhee ho mn kahon g k ap 100$ pa b 0.01 lot use kro ta k nuksaan na ho ya he sab se best way ha war a loss ho jae ga ...
                            • #59 Collapse

                              Forex trading mein ap 5$ se bhi trading kar sakty han kiok forex trading mein koi limit nhi likn agr ap 20$ se trading karen gay tu is se ap profit bhi kam ho ga aur agr loss hwa tu ap ka account jaldi wash ho jaye ga is liye forex trading mein jetni ziada investment karen gay utna hi ziada profit earn kar sakty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Dear friend me forex me newbie ho lakin mere khial me 20 dollar say trading karna boht risky he g is say boht jald hamara account wash ho jay ga dear is liye ham kam az kam 50 dollars say trading karni chahe g ta k hamara account jaldi wash na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X