demo account aur real account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Forex trading mein demo account forex trading ki learning k liye banyia jata hy aur demo account par hum practice kar k hum forex trading ki achi learning kar sakty han kiok demo account ki trading risk free hoti hy aur demo account par capital bhi ziada hota hy is liye demo account par profit aur real account mein loss ho jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Forex trading mein demo account forex trading ki learning k liye hy aur demo account par trading kiok risk free hoti hy aur real par hum apni investment karty han aur demo account par investment nhi karty han is liye profit hota hy aur real account par risk hota hy is liye loss ho jata hy
      • #243 Collapse

        no dear asi koi bat ni hai belke demo aur real dono aik he trah se kam kertay hain ap ko demo main profit aur real main loss is lie hota ho ga k ap real main greed kerte hoon gay aur demo main na to greed he hota hai aur na he fear is k ilawa demo main capital big hota hai jis ki wjah se demo main hum ziada profit earn ker jate hain ager hamare pass real main b ziada balance ho aur hamare pass forex ka perfect knowledge ho to hum real account se b achi earning ker sektay hain.
        • #244 Collapse

          es ki bari waja ye hai k ap log demo par high amount ki account open karty ho. jo k loss may bht kam hi jata hai. ap log ko ye karna chaiy k jitna ap real may invest karna chaity ho utha hi amount ka demo account open kar k trading karo phr ap logo ko pata chaly ga. k loss hota hai ya profit
          • #245 Collapse

            ap nay zaroor koi mistake ki hogi aysa nh hota kh jo trade ap demo men lagao wo profit mein jaye or wohe trade mein real mein loss mein market ka up down hogaya hoga
            • #246 Collapse

              Demo account buhat hi acha method he k ap loss se bach kar trading karin aur money bhi earn kar lein es lei apko chahye k demo ko theeek toor pe use kar k profit hasil karin aur sath sath learning bhi karin experience bhi lein aur apni strategies ko check bhi karin yahan pe loss es lei nahi hota he k ap lalach aur fear se hat kar trading karte hin emotional trading loss ki aik bari wajah banti he.
              • #247 Collapse

                Demo account main hum confidence key sath trading kartey hain aur dosrey demo account main traders big equity use krtey hain, is leye loss sey bachay rehtay hain. Jabkeh real account main hamari real amount involve hoti hy aur hamarey pas small equity hoti hy, is leye hum is ko safe nahi rakh saktey aur loss kar bethtey hain.
                • #248 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
                  demo account main jab be trade ki jaye to profat earn ho jayta hain but jayse he real main trade karta ho muje loos ho jayta hain demo main easy sa profat ho jayta hain but real main nahi hota hain aysa kyon hota hain kaya koi bata sakta hain?
                  mere bhai demo acount aur real acount dono hi forex per aik jesy hoty hein lekin demo acount par hamein balance thousands doller mein milta hai isliye ham us par bari trade open kar k ziyada se ziyada profit earn kar sakty hein lekin real acount mein hamein thory balance se start karna parta hai jis se profit kam hota hai
                  • #249 Collapse

                    demo account aur real account donon trading mein istemal krna hr trader ke lie zarore hien demo account mein trader ko experience hasil krna he aur trader ko demo account mein daily acha wqt dena chahe aur apne trading ke ache practice krne hote he aur real account mein trader ko experience se acha profit hasil krna hota he phr trading mein success hasil hote he
                    • #250 Collapse

                      Demo account par trading mein profit is liye hota hy kiok demo account aik tu learning k liye hota hy aur demo account par trading risk free hoti hy aur ap baghair risk se trading kartay han is liye bhi profit ho sakta hy aur demo account par capital bhi ziada hota hy is liye bhi profit ho sakta hy aur real account mein sab se ehm tu loss ka dar hota hy js se lose hota hy aur capital bhi kam hota hy
                      • #251 Collapse

                        bhai demo account and real account dono same to same copy to copy same hn bass osme koi khas difference ni hota hn bass feeling ka difference htoa hn jo ke apko khud set krni hoti hn mind se :)
                        • #252 Collapse

                          G aysa is liye hota hy k demo account par ap trading kar k forex trading business ki learning hasil kar saktay han aur demo account par capital bhi ziada hota hy aur demo account par ap risk free trading kartay han is liye demo account par loss nhi hota aur jab real account par trading kartay han tu aik tu capital kam hota hy aur dosra loss k dar ki waja se loss ho jata hy
                          • #253 Collapse

                            Demo account or real account aik hi software se run hote hain yani dono ke tools aik hi trha ke hote hain lekin real account me ap ki real money involve hoti hai lekin demo account me apki money virtual money hoti hai.
                            • #254 Collapse

                              Demo account and real account aik hi software se operate kiye jate hain is me sirf itna hai ke demo account me ap ki real money involve nahi hoti hai aur real account me ap ki real money involve hoti hai aur ap ka profit and loss bhi real hi hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                just ap ke sath hi ni bohat se logo ke sath esa hota hai ke unain demo account main to acha profit ho jata hia but real account main loss kar dete hain mere khyal se is ki bari waja jo hai wo management hai hum demo main sahi traa se practice karte hain ku ke humain pata hota ke hum ne is se lena dena to kuch hai ne but real main humain pta hota ha ke hum ne sab niklwa lena hai to hum greed karte hain jis se loss hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X