demo account aur real account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    demo aur real account main farq sirf investment ka hota hai real account main hum khud invest karty hain jab ka demo main broker fake money rakhta hai jo ka trading ka liye use hota hai. demo same like real hota hai is main profit loss sab hota hai lakin sirf fake money ya hum is ko sirf ractice liye use karty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      mere payaar bhai ma is forum pe or forex pe new hon liken mere experience sey ap jab demo account pe trading karte ho to ap k mind free ho k trading karte jis sey ap ko kis tarha k bhe problem nhe hote h han per jab ap apna invest k hoye amount sey trading karte ho to ap ko daar hote hai k ye kahe mere amount loss ma zaya na ho jaye
       
      • #183 Collapse

        saalam bhai jee app forex mein kaamkarna chahhtayhin tu appko chahyia kaay app ephlaay forex kaay demoaccount mein kaamkrin yaah app kaay liye acha hai appko is mein mehnaat karna ho ge is kaay begair app forex mein kaamyaab nahi ho saktay
           
        • #184 Collapse

          account chahyee demo ho yaa real forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
          • #185 Collapse

            Brother mai apko btanan chahoo ga k demo account mai tuni hi amount k sath trader ko trading krni chahiye jitni trader ko real account mai trading k liye available ho.Q k agr demo account mai zyada balance k sath trading ki jaye or wohi balance agr trader ko real account mai na milay to trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #186 Collapse

              demo account pe profit ziyada keun hota hai aur real mein kaam keun hota hai hai,is ki waja ye hai keh demo mein humare pass capital ziayda hota hai aur hum bari bari trade loagate hein aur profit ziyada hota hai,aur real mein capital kam hone ki waja say hum bari trade nahi kar skte,is liye kam profit hota hai hai,aur aik waja ye bhi hoti hai demo mein humein koi risk ya loss nahi hote jis ki waja sayn hum easy ho k trade karte hein,real mein hum dar kar trde karte hein,is liye loss ho he jata hai,
              • #187 Collapse

                Demo account aur real account mein but fark by kiok demo mein bonus buht ziada hota hy ap sarf demo par practice kar k experience hasil Karen aur real account mein trading market ko dekh kar Karen
                • #188 Collapse

                  saalam bhai jee app forex mein kaam karna chahtahin tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam akrin yaah app kaay liye acha hai appko is mein saber se kaam karna ho ga aur laaluch se dur rehna ho ga
                   
                  • #189 Collapse

                    Demo account ka no doubt bht xada faida hta a n meray khayal mai Yahn,sb ny bht acha explain kiya hai...ye esi batein hmy logo k experience sy e pta chalti hain...n ye forum,is lehaz sy bht acha hai k sb ko bht acha guide kiya jata hai
                    • #190 Collapse

                      My dear brother assalam,o,alaikum mere khayal se to aap bilkul theek kehrhe hain demo account aur real account k baare mai
                      • #191 Collapse

                        real account par kam karny sy phely humy demo par practice or learning karni parti hai agar hum bagair practice or learning ky real account par kam kary gy to humy na kam ki samjhe ay gi na hi hum koi achi earning kar pay gy
                        • #192 Collapse

                          g bhai ap k kahna thek hai demo account pe jab ap trading karte ho to ap fresh mind hote ho or forex market pe trading bhe confidence sey lagta ho per jab ap apni pasia dalta ho account ma or real account ko use karte ho ap k mind fresh nhe hota or ap k dil ma daar bhe hote loss hai is waja sey ap profit earn nhe kar sakhte forex sey
                          • #193 Collapse

                            Demo account me trading karne me aksar logon ko profit hota he is ki waja asal me ye he ke demo me hamara capital bohot ziada hota he jab ke real me capital chota hota he is liay real me profit karna asan nahi he.
                            • #194 Collapse

                              Demo account or real account main sirf paiso ka farq hai demo account main apko kafi i think 50000 thousand tak fake money diye jate hai jo apko seekhne k liye hote hai isse bohat bohat faida or seekhne ko mil jata hai or real account main app jab jate hai jab app demo pe khoob pracitce karlete hai then waha jakear real trading karte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                baei in short woard ap ya keh sakty hain k demo account per ap nay pratices karna hot ha k trde ka trden kie ha es main kyse oar kab change hoti ha or realm an aop ko loss oar profit hot aha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X