Forex Resistance and support
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Resistance and support
    Resistance aur support ka tasawur Forex technical tajzia ki bunyad banata hai. Dono terms ko asan lafzo main is tarha samjhaya ja sakta hai ke Resistance price ki wo level hoti hai jaha buhat sare log Forex currency pairs ko sell karte hai aur support is ke bilkul ulta hota hai, support area pe buhat sare log currency pairs ko buy karte hai.


    Click image for larger version

Name:	a.png
Views:	24
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12462743
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Resistance and support

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
    Resistance aur support ka tasawur Forex technical tajzia ki bunyad banata hai. Dono terms ko asan lafzo main is tarha samjhaya ja sakta hai ke Resistance price ki wo level hoti hai jaha buhat sare log Forex currency pairs ko sell karte hai aur support is ke bilkul ulta hota hai, support area pe buhat sare log currency pairs ko buy karte hai.


    [ATTACH=CONFIG]7305[/ATTACH]
    Absolutely right kisi b trade m entry lainay say pehlay market ko observe krna bay had zarori hay aur observation m support aur resistance level ko daikh k hi trading ki jati hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex Resistance and support

      Jab tak ap support or resistance sy ap trend find kar laity hian tu ap ko pata chalta hai kay ap ko kis price pay support or resistance find karny ko milta hai. jab tak yeh price achi pay support or resistance find ho jata hai tu woh ap kay leye kafi profit wala kam ho sakta hai.ap apny indictor ki madad sy support or resistance ko find karian es sy ap ko faida yeh hoga kay ap trend line ki madad sy trade ko open ya close karty hian.

      اب آن لائن

      Working...
      X