forex main loos ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    salam bhai jee forex mein loss ki bari waja laaluch hai is ko app chor dain tu app loss se bach saktay hain saber se kaam lain yaah app kay liye acha hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Assalam u alikum friend, forex me loss ki main wajah greed hai kyn k yhan iss forex k biusness me aane k baad har koi raaton raat ameer banna chahta hai or trading bina sochy samajhy laach me krty huy wo loss me chalay jaty hain, bas humain lalach ko side pe rakhty huy trading krni chahye yhi ehim wajah hai loss ki :)
      • #183 Collapse

        jab koi trader bagher analyse kiye hi apni trade open kar deta hai to us ko loss ho jata hai. Aisa kabhi nahi karna chahiye.
        • #184 Collapse

          Forex main loss ki wagha bay dehani or knowledge ki kami hy trade kerny sy phaly trade pe gor kern or mahreen sy mashwara zarooor kern shukerya.
          • #185 Collapse

            hello bhai jaan forex par sab say ziada bari waja loss ki aap ki plaanning ka na hona ya phir aap ki planning ka thek na hona sab say bari wja dbantya ha i aap ka loss ki ..Hmain chahye kai hm trading karnay say pahlay jo analysis ki ha us ka mutabik plaaning kar ka traget bnai oor usi ko achieve kar ka trade ko close kar dai ..AP ko zaroor prfit ho ga
            • #186 Collapse

              forex mai loss ki wja hmri apni galtiya b hoti hai jo hum krty hain jo hum krty hain
              • #187 Collapse

                dear loss ki sb sy badi waja i thnk k experince aur practice ki kiumi ki waja sy hoa hay laga ko learning aur full information hoti nai aur forex me trading kenry aty hen to loss k cahnces badh jaty hen mery khyal sy yai waja ho ssaqti hay
                • #188 Collapse

                  Forex business me Los ki sub se bari waja hamara lalach hota he ke hum lalach me bari trade laga detay hain or jab wo trade Los me jati he tu afsos kartay hain.
                  • #189 Collapse

                    bhai jan jab ap bagra terning k forx per kam ker t han or galt tarding kert han esy ap loss ho ta ap ko chai0ye k ap palll terning ker or per tarding ker per ap loss nehi ho ga
                     
                    • #190 Collapse

                      yaar mai tu abhi aik nya user ho aur forex ko es month k end mai join kia hai aur filhal abhi comments hi kar raha ho aur trading abhi tak start nahe ki hai es liye loss ki waja mai nahe bata sakta.
                      • #191 Collapse

                        Forex business me loss hone ke boht se reason he, jese ke ap ne bari lot se trade open kari halake ap ke pass investment bhi low thi, without market analysis ke trade karna, over confidence me trade karna, emotion and greedy ko follow karna is traha ke boht se reason hote he jis ke wajah se trade ko loss ho jata he.
                        • #192 Collapse

                          bhai jab ap tarding thke nehi kerty to ap ko lo0ss nehi ho ta ap ko pall terning kerny chai or per tarding kerny chuai
                           
                          • #193 Collapse

                            dear people ko lose un ka over-confidence ke waja sa hota hai or agr wo work ka sath learning karna chood dein tab bhe unhen lose ho sakta hai zyada lose over-confidence ke wajea sa hota hai.
                            • #194 Collapse

                              Dear ge meray khyal me forex market me loss ke wajhaa ye hai ke aap over trading karte ho ya aap forex me over confedence hojate ho to lihaza aap forex me trading karne ke liye aap ka mind saf hona chaye tub aap forex market me loss nahi karo ge aur aik baat ye hai ke aap forex me kum earning karo ge to aap ko kabhi bhe loss nahi ho ga aur aap forex me profit kama saktay ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                due to lack of knowledge not better decision and going to wrong way while trading is on .. it is the cause of loos so be awear to all kind of information when you are trding

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X