forex main loos ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    forex ma loss ki buhoot sarri wajah ahi lakkin sab sa barri ye hai k hum trade laga k pataince nai rahkte or humm loss ker jatyy hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      jo dost ess kam ko sekh kr nhe krty woo zeada loss krty hain main to y khana chahta hu kay ess kam ko sekh kr kai jaiy demoo say zeada practical kai jaiy aur market ka analysis kai jaiy aur laich na ke jaiy tab he aap loss say bach sakty hain
       
      • #258 Collapse

        Dear forex trading main loss ke waja forex kay kam ko teak say na sekhna un experience aur zeada lalich ke wajaa say bhi loss hota hai aur jab ap trading krty hain too ap nay emotion ko control nhe krty
         
        • #259 Collapse

          Asalm o alikoum dear brother daikhain forex trading main loss is waja say hota hai kay aap teak say demoo per practical nhe krty aur Market ke moving daikhay bagair inter ho jaty hain to loss he hota hai
             
          • #260 Collapse

            Forex business main loss ki sub c bari waja experience ka na hona hai q k logo ko business m itni knowledge ni hoti jiski wja c kafi Loo's hota hai business m juld baazi ni kerni chaiye blky kafi soch smjh c km Lena chaiye
            • #261 Collapse

              forex mein loss ke waja hmare apne ghltein hote hein hmein apne trading mein koi ghlte nhe krne he aur apne trading mein greed aur emotions ka istemal nhe krna he aur hmein apne trading mein money management ache krne he aur hemin apne trading mein low risk se apne trading krne hote he phr loss nhe hota he
                 
              • #262 Collapse

                Aslam o alikoum dear forex trading main jo log kam krty hain wo y chahtay hain kay wo aik rat main he ameer ban jaiy es tarh wo loss kr laity hain
                   
                • #263 Collapse

                  loss ke main waja lalch he aur trader jb bhe trading krte hien in ko lalch zaida hote he aur trading mein ziada profit jlde hasil krne ke lie high risky trading krte hien aur trading market ko ache trah se smjhte nhe hien aur forex trading mein mistakes ziada krte hien market ke sahih tareeqon ko follow nhe krte hein aur apne trading mein emotional trading krte hien to in wajohat se trader ko trading mein loss ka khtra ziada hota he to trader in ko trading mein khtm kre aur apne trading mein ache tareeqe trading ke istemal kre aur apne planing se apne trading krein to kabhe loss nhe hota he
                   
                  • #264 Collapse

                    Aslam o alikoum dear brother jab tak aap forex trading main zeada say zeada sekh nhe laity tab tak aap es kam main profit hasil nhe kr sakty es laiy es kam ko phly sekh lain
                       
                    • #265 Collapse

                      Aslam o alikoum dear aap nay bikul teak kaha hai lalich log zeada profit main loss kr daity hain
                       
                      • #266 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
                        kaya koi muje bata sakta hain ka forex trade main sub sa main waja loos ki hain people ko sub sa zayda loos kis waja sa ho raha hain aur ap ko loos kis waja sa huwa hain
                        Forex trading main traders ko loss is liye hota hai q k traders bna trading ko smjhay or janay trade krty hain jis ki wja sy unko kam krna nahi ata or unko loss ho jata hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #267 Collapse

                          bhia mere nazdeeq loss ko sab se bari vaja j hn vo hn le log lalch bohat krtey hn logo ko ko start me faida hota hn then over confidene me a kr sab loss kr detey hna nd 2nd vaja education ka na hona hn isse bih loss hota hn :)
                           
                          • #268 Collapse

                            forex me loss ki sub se bari eaja ha kay loog forex ko learn nehi karty hain or ambition kay sath forex me entry dety hain kay hum forex itna earn kar lay gay 2 month me mera capital 10 gunna ho jaey ga
                            experience or knowledge na honay ki waja se wo tokay kay sath trading kartay hain or luck par sari umaday laga kar bethh jatay hain
                            isi waja se 95% forex me loss kartay hain
                            • #269 Collapse

                              My dear brother Forex Mehlon Ki Main Baja Yeh Hai Ke Hum Ek Tola large Karte Hain aur Doosra Hum Na analyse karte hain aur Naam Archi ki movement ko dekhte hain is baje se bhi hum Laut kar Jate Hain Kyunki Hum Apne emotion pe control nahi karte
                              ALWAYS BE HAPPY
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                ji forex trading me loss ki waja markeet ki la elmi hona yani k ap jb trading lagao to ap ko markeet ka elam hona chahiye k markeet kis hisab c chal rahi ha ham markeet ko dakhe bagheer trading laga daty han ji waja se ham ko loss hota ha bat ha experience ki to trading me kai dafa experience wale bhi loss me chale jaty han jb ap trading lagao to hazir dimagh ho kar bathon phir ap ko nuksan ni ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X