forex main loos ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    dear na k forex balky koi b cheeze ho is main loss ki waja iak he hoty hai yani lack of education . simply agr aik banda forex main achy skill rakhta hai to us ko loss nahe ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Aslam o alikum janab mere khayal me forex trading me loss ki bari wajha without knowledge aur experience ke trading start karin aur issi tara iss me greed karna
      • #243 Collapse

        Forex m los ki waja hmare inexperienced hana ha hmare pas proper knowledge and information nae hoty about forex jus ki waja se hsmn real account pa los hu jata ha so hann ple forrx ko learn krna chaye then is pa trade kr k profit gain krna chaye
         
        • #244 Collapse

          forex mein insaan loss jab uthaataa hai jab us kisi bhi aik cheez k baary mein pataa naa ho aur wo us k saamny aa jaaye tou phir aisi soorat mein loss ho saktaa hai
          • #245 Collapse

            forex me loss ki waja jo mujy samaj me ai hay wo ye hay k ham apny capital ko manage nahi kar sakty hey or ham greed par control b nahi kar paty jes ki waja se loss ho jata hay
            • #246 Collapse

              jahan tk mera khayal ha forex me sb se zayda loss us waqt hota ha jb ap over confident ho jate ho aur ap ko asani se profit earn ho jata ha. me ne be bohat acha profit earn kia tha. jis ke waja se mebohat overconfident ho gia aur ziyda risk pr trading ki jis waja se bohat ziyada loss ho gia.
              • #247 Collapse

                forex ma loos experience na honay ki waja or laalch ki waja se hota h. trade k waqt apka mind ma glod usd news zaror honi chiya. or mind fresh b.
                • #248 Collapse

                  g dear mery khyal; me to humay forex me loss as leya hotay ha k hum as ko achy tara say learn nai kartay han or hum trading ko start kar datay han or as tara say humay elm nai hotay ha or hum loss kar jatay han
                   
                  • #249 Collapse

                    forex main loss ki waja ye hoti hy ap lalch main jaty ho ya ap sabr ni kty ap fear feel kr k apni trade loss main he band kr dety ho sabr krny sy he ap best trade kr sakty ho
                    :)
                    • #250 Collapse

                      ge han bhai hmein apne forex trading mein loss es waja se hota he keh hm apne trading mein lalch krte hien aur sb se zaida bri waja loss ka lalch he aur forex trading mein trader jldbaze krta he aur forex trading market ko ache trah se smjhta nhe he aur apne trading mein begher trading experience ke apne trading shoru kr deta he aur apne trading market ke sahih trend ko follow nhe krta he es waja se loss krta he
                       
                      • #251 Collapse

                        bahi forex me sab se zyada loss ki vaja hoti hn money managment aur sl ka na lagana bass ye 2 cheezok o agar ap ne manage krna seekh lia to samaj lo ke ape forex me kamyabi krli :)
                         
                        • #252 Collapse

                          bhai sab se zyada margin losser ka ye hn hota hn vo money managment ko follow ni krtey hn aagr ulti sedekh trade bhi lagato to masla kam h lekin money managment ko follow na kro to kam kharab hn :)
                             
                          • #253 Collapse

                            Aslam o alikoum dear brother forex trading main loss ke sab say bari waja jo mujhy lagti hai wo inexperience hai lalich hai over confidence hai is laiy lalich kam kharab krti hai sara
                             
                            • #254 Collapse

                              hum bht hi jald bazi main trade open close kar letay hain is lie humain loss ka samna karna parta hay agar to hum market daik k anylysis daik k trade open karain close karain to humain zada loss ka samna na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Aslam o laikoum dear brother loss ke waja unexperience hona forex kay taleem teak say na sekhana agr ati hai too zeada profit ke lalich main loss kr daina market ka analysis na krna aur jab zeada move kr rhi hoti hain market tab inter ho jana jis nqsan hota hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X