forex main loos ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
    kaya koi muje bata sakta hain ka forex trade main sub sa main waja loos ki hain people ko sub sa zayda loos kis waja sa ho raha hain aur ap ko loos kis waja sa huwa hain
    forex mein loss ki waja knowledge he keon hum log forex ko easy samjty he or invest ker key profit kamana chahey he per aysa nahe ho sakta hamein es ko learn kerna perta he ager hun es ko learn ker lein tu hum acha profit kama sakty he nahe tu hum kabi es mien success nahe hasil ker sakty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      forex main loss ki wja ap par khud par depend krta hai k apko is mai kitna loss hoga ya nai
      • #198 Collapse

        Dear forex main jald bazi sa kaam ni lena chahye ..agar forex mai jald bazi sa kaam liya jay to business main acha khasaa loss ho skta ha....or market rate daikh lena chahye....market main loss hony ki main waja market ki rating pa bhi depend krta ha
        • #199 Collapse

          Dear Forex main lose karnay ki waja ye hai k ap nay koi plane nahi bnaya hota agar ap nay plane bnaya ho to ap ko kabi bi lose na ho or aik waja had se ziyada trade karna or galat time par trade karna or ziyada lot uthana bi hai or agar lose say bachna hai to news time main trade se parhaze.
          • #200 Collapse

            You have to observe the market trend, which pair is profitable then decide to trade on that pair, it will take time, but you will analyse yourself that the targeted pair will give you earning and profit upon your experience and skills, which you will use on it.
            • #201 Collapse

              forex main aj tak jitnain b traders nain maar khai hai un kinaaik he waja hai k wo baghair practice and experience k trading ker rahay hotay hain.
              • #202 Collapse

                loss ki ak hi waja ho sakti he jab ap ko trading k rule and regulatiin ka pata nhe ho ge ager ao ko pate ho ga to ap ko tab hi faide ho ge
                • #203 Collapse

                  forex trading business mein loss ki bohat sari wajohat hain. aap kay greedy pan ki wajah se bi aap ko loss ho sakta hai. ya phir aapka forex trading business kay bare mein un known hona. ya bina kuch sochay samje trade laga dena.
                  • #204 Collapse

                    Dear forex may loss ki waja sirf 2 hane aik to ya hay kay hamaray paas equity kam hoti hay or dosri waja ya hay kay ham market ko analzsis nahi kar saktay. agar hamaray paas backup hay to hame market ko pakar saktay hane double entry laga kar laykin agar nahi hay to entry bachana muskil hota hay.
                    • #205 Collapse

                      forex main logo ko lose tabb hota ha jabb wo greedy ho jaty hain aur ziyda pipes hasil karna ki kosisk karty hain to un ko lose ho jata ha agar ap greedy ho aur ap ko chaaia k saab sa pahly to ap apni investment ko defend karna sekko aur q k agar ap apni money ko defend kar lo to ap kamyab ho
                      • #206 Collapse

                        Waise too pata nahi mere khyal se loos nhi hoti likn agr hoti he too apni hi galti k waja se jaise mene bht galtia ki he or bht dair bad smjh ai
                        • #207 Collapse

                          Forex ik risky business hay.. Is men loss ki kai wajohat hen.. Is men hamen greed ki wajah say bhi loss hota hay.. Agar ham yahan emotions kay sath trading karen phir bhi hamen loss hota hay.. Yahan knowledge kii kami ki wajaha say bhi loss hota hay..
                          • #208 Collapse

                            meray dost ye to app ko pata hoona chahye hay k aap kahan mistak kartay hoo too app ko lose hoota hay aur kaha app sahi trad kartay hoo to app ko profit hoota hay
                            • #209 Collapse

                              ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                bhai jaan forex main lose ki sab se bat=ri waja ye hai ke hum baghair market velue dekhey bagair invest kar detey hain jis se hamain lose ho jata hai is ke ilawa fresh mind ke bagair bhi trading na mumkin hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X