Dear Friends
Double Bottom chart ik asan chart pattern hai or es se ap ko asani se anay wala market ka trend samaj aye ga. ap image main daikh sakty hain jab market ka bottom 1 line ban jati hai or same us k bad woh usi bottom line ko touch karta hai jaisa k picture mai ap daikh sakty hain es ka matlub hai market nay ab apna trend change kiya hai or market buy hogi sale nahi hogi mazeed. yeh asan tareqa hai trend samajny ka .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим