Analysis ki 3 ahem aqsam hoti hai. Technical, Fundamental aur Sentimental analysis.
1. Fundamental analysis social, economic aur political factors ka tajzia shaamil hota hai jo kisi currency ki demand aur supply ko mutasir karti hai.
2. Technical analysis mein chart aur history ko parh ke price movement ka mutaliya shaamil hai.
3. Jab kay teesri qisam Sentimental Analysis hai jo traders ke makhsoos pair ke baray mein jazbaat par munhasir hai. Sentimental Analysis main emotions matter karte hai.
Forex trading in teeno analysis pe depend karta hai aur hum in teeno analysis ko ache se samajhne kay bad hi trading main kamiyabi hasil kar sake ge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим