Forex Trading ki Haqeeqat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading ki Haqeeqat
    bhaio aj is thread me men apko aese 5 points bataunga jo ke apko forex trading karne se pehle soch leni chahiye.
    Pakistan Forex Forum pe kaam karne se pehle in cheezon ko samjh lijiye.
    No 1: forex trading me aane se pehle ap ye jan len ke is field me 80 % log paisa ganwate hen ji han apne bilkul sahi parha he ke 80 percent log paisa ganwate hen or sirf 20 % log paisa kamate hen jis me se 10 % log aage jaake paisa ganwate hen or sirf bach jate hen 10 % jis ko real me paisa kamate hen or uske liye bhut bhut ziada mehnat lagan ki zaroorat hoti he or experts ke mutabiq in 10 % me se bhi 5 % isme tikte hen or haqiqat me forex trading karte hen baki sare jo 95 % hen wo 3 se 6 mahine ke andar andar is kam ko chor dete hen.
    No : 2 ke ye OTC market he over the counter market he matlab un regulated market he isko koi regulate nai kar raha iske peeche koi bara nai jo isko control karta ho kal ko kisi ne apko dhoka dia ya apke paise loot liye gae or wo apko loot ke bhag gaya to ap usko kuch nai kar sakte kiu ke ap kis ke pas jaenge ap usko kuch nai kar sakte ap aesi jagah buisnes kar rahe hen jiska koi mai baap nai he.
    isme saare log bure nai hen na hi sare log ache hen isme dongi log ziada he is liye apko bhut apne aankh kaan khol ke rakhni hen or apne dimag ka sahi istemal karna he or common sense ka ziada istemal karen aesa na ho ke koi kahe apko apke paise double kar denge ap monthly 50 hazar kama sakte ho to yaad rakhiye ye sab advertisement ke tarike hen inse apko sirf or sirf attract kiya jata he or kuch nai.
    haqeeaqat iske bhut ulat he isme bhut mehnat lagti he apko har waqt apni aankhen khol ke rakhni hoti he or ap kis brokers ke sath kaam kar rahe hen ye bhut ziada important he.
    No:3 is field me borrowed money nahi leke aana he yad rakhiye ap ko koi karza wagera leke yaha pe trading shuru nai karni is se ap sirf life me bhut peeche jaenge or ap paisa loss kar denge or qarz wapis nai kar sakenge ho sakta he ap shuru me thora paisa kama len lekin ap aage jake usko loss karne wale hen ap please qarza leke trading na karen jo bhi trading karni he apne bachat ke paiso se karen or zaroorat ke paise bhi yahan na leke aaen or dheere dheere kar ke trading karen jald baazi bilkul bhi na karen.
    No: 4 sahi expectation leke aaen aesa na ho ke apko kisi ne kaha ke ap monthly 7 hazar dollar kama lenge aesa bilkul nai aesa karne ke liye apko bhut ziada mehnat karne ki zaroorat he ye sirf advertisment ke tool hen yaha pe paisa he kiu ke leverage he isme kamaya ja sakta he agar ap detail se kaam ko seekhe or mehnat samjh bhooj ke sath kaam karren to ap kama sakte hen lekin ispe depend na hojaen.
    No: 5 Demo trading account pe kamyab hone ka matlab ye na samjhe ke ap real me bhi aese hi trade kar lenge jaan lijiye ke demo account sirf or sirf ek illusion he ye ek dhoka hota he jo ke apko dia jata he demo account me ap practice karen kaam ko seekhen lekin confidence na hojaen ke ap real money ke sath bhib aese trade kar lenge yaad rakhiye ke demo account me apko bhut ziada balance dia jata he jis se ap khelte hen or loss bhi karte hen profit bhi hasil karte he or paise recover bhi kar lete hen yaad rakhiye us waqt apka balance bhut ziada hota he or ap dhoke me aajate hen haqiqat me apka balance kam hota he or pressure wesa nai hota jesa demo account me hota he ye bilkul aese he jaise bachpan me hume cycle sikhaya jata tha cycle shuru shuru me hume maidan me sikhai jati thi jahan hamara bhai ya baap hume pakar ke aage cycle chlata tha or hum khud aage chala lete the lekin jab hum wohi cycle main road pe leke aate the to phir aese lagta tha ke har gari mujhe thokne aa rahi he ya phr har gari ko hum thokne ja rahe hen to trade me bhi aesa hi he.
    to 5 points yad kar len
    isme 10 % log paisa kama paate hen
    ye unregulated market he
    isme qarza leke trade na karen
    sahi expectation laaen
    demo trade pe paka yaqeen na karen
    or yad rakhe isko apne career ke tor par har giz na len agar ap zindagi se thak chuke he haar chuke hen apki dukan nai chal rai ya financial issues hen ya university ya college ki fees ke paise chahiye ya student kamana chahte hen students yaad rakhen ke jaake apni studies karen or forex trading ko bhool jaen ache se paper den or apni field me expert banen or baki log wapis jaen or apni life ko face karen forex trading se apne ego ko satisfy na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai apny buhat hi achi tricks btain hain in par new trader amal krty hain achy trader ban sakty hain or trading kr ky acha profit ama sakty hain lekin kuch log forex main learning krna zarori nai samajtyor loss kr bethty hain or un ko knowlge bhi ai hota forex main
    • #3 Collapse

      dear forex trading ko karte hoye muje 5 saal se zyda ka karsa ho gya hai mai tu yehi kahon ga k muje aj din ta koi fraud nhn hua aur na he mere sath kisi aur dost ya member k sath kabi koi fraud nhn hua ap jab tak es bueinss ko seekho gy nhn ap ko kabi b es mai acha faida hasil nhn ho sake ga soo ap ko acha earn karna ho ga...
      • #4 Collapse

        Bhai ap ne bohat hi achi post ki hai ap ne jo points share kiye hain bohat hi informative hain lekin aik saada c bat yeh hai ke low volume ki trading karen aur long term trading karen to ap forex me loss se bach sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading ki Haqeeqat

          ji bhi ap na thk question kea h forex treding ak bhot hi successful online busnea h js ma koe dhoka ni hota ya hmry klh part time busnes ki tra h jsy js vkt bi time mly wo posts kry or gr bty psy kmae ya jo log beroz gar hoty un klh bhot bre goodness h es lh jo esy join krta chorny ko dl ni krta
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading ki Haqeeqat

            Jaha ap ko itney online business or jobs daikhny ko milay gi waha pay online business pay aik nam Forex ka be hai lekin Forex ik aisa business hai jis mai koi Fraud nai hai. ap ki earning ho ap ka deposit ho ya withdrawal ho woh ap ko 100% Surety k sath ap k show ho ga or ap ko time pay mily ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading ki Haqeeqat

              yes my bst friend apny bhut hi achi thread ki hai man ap ki thread sy agree karta hu is main waqy 95% log paisy gawaty hai lykin ye on ki apni ghalti hoti hai wo is ko seekh k karty nai is main greed karty hai rato rat ameer bany khawab dykhty hai agr hum is ko achi trah study kar k kary to is main hum kamiab ho sakty hai mery bahi aisi koi bat nai hai dunia ka koi bhi kam san nai hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading ki Haqeeqat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                bhai apny buhat hi achi tricks btain hain in par new trader amal krty hain achy trader ban sakty hain or trading kr ky acha profit ama sakty hain lekin kuch log forex main learning krna zarori nai samajtyor loss kr bethty hain or un ko knowlge bhi ai hota forex main
                Yes dear jo new log hai in ko chahiy ka phly wo forex business ka bry me knowledge hasil kry tb wo forex business me kam kry agr koi forex business me baghir experience ka kam kry ga to is ko profit ki bajiay nukhsan hi ho ga forex business ko krny se phly learning zarori hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading ki Haqeeqat

                  bhai apny buhat hi achi tricks btain hain in par new trader amal krty hain achy trader ban sakty hain or trading kr ky acha profit ama sakty hain lekin kuch log forex main learning krna zarori nai samajtyor loss kr bethty hain or un ko knowlge bhi ai hota forex main
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading ki Haqeeqat

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                    bhai apny buhat hi achi tricks btain hain in par new trader amal krty hain achy trader ban sakty hain or trading kr ky acha profit ama sakty hain lekin kuch log forex main learning krna zarori nai samajtyor loss kr bethty hain or un ko knowlge bhi ai hota forex main
                    Dear ap yeh samaj lain jitni marzi knowledge jama kar lain ya jitna marzi es ko judge kar lain yeh samaj us time he aye gi jab tak knowledge ko kudh practically use nahi karty hain. jab es ka sahi use karain gy tu ap ko samaj aye gi kay ap nay kaha entry laini hai kaha exit laina hai or kaisy apni trade ko easily ap manage kar sakty hain kay jab ap kitrade open hog tu ap ko pareshani ka samna na karna pary.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading ki Haqeeqat

                      forex ki haqeeqat .

                      freinds mn app ki bat se sehmat ni hun forex koi froud ni hi ye akk digtial market hi jisy koi b chiz hum shop se ly k sell krty han ye b ak asi hi marke hi yahn hum buy ya sell kr k erarnig krty hn sidy lafzon mn forex market ak asa busnis hi jo krna bhaut asan hi but es k nuqsan bhut se han forx ko learn kar k kam krin gy to app ko maza ay ga ager ni to loss ho ga profit loss ak alg bat hi froud ak alg chez hi dosto es lye mn khata app forx men dil laga k kam krin air apny air dosron k tajzion se kch sikhy air froex market ki tarf ayen .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X