Forex mein money management ktni zaruri ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein money management ktni zaruri ha?
    Firex me bhi money management itni hi zruri ha jitni normel life mein.money management bhi 1 tool ki trha istemal hoti ha agr ap k pass koi aur strategy ni bhi ha aur ap ko money management ati ha tu aap loose se bach skty haen.misal k tor pe ap 10 entries lagaty ha aur ap in ki risk to reward ratio1:3 rakhty ha tu agr 10 mein se 4 entris bhi ap k haq mein jaen tu ap phr bhi profite mein rehty ha.tu ye haen money management k kamal js ko istemal mein laa k bht faida utha skty haen hamain money management ko apni trading ka hisa bnana chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex main money management ko ap already bohat ache tariqe se explain kar chuke hian, Money management ko follow karte hain agr to hum long time ke liye trading kar skte hain agr money management ko follow nae karte hain to hum ko bohat zyda loss hone ki hai ku ke Forex main money management ko follow karte hue successful hote hian.
    • #3 Collapse

      Bhai apne bohot hi achey tarikey se samjhaya hey aur waqai apki bat bilkul theek hey money management aik bohot hi power full strategy hey aur agar hum money management ko achi trha se follow kartey hein to woh chahe forex ya chahe koi bhi business platform ho hum agar us mein achi trha se money management ko follow kartey hein to phir hum us business par apna hold kar lete hein aur kabhi bhi fail nahin hotey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Forex me agar ap loss free trading karna chahte hain to ap ko forex me money management karni bohat hi zaroori hai kyun ke money management ki madad se hi ap forex trading me acha profit earn kar sakte hain nai to ap ko loss se koi nahi bacha sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

          G friend s bohat acha question ha forex ma bi money bohat zayada kerdar ha jitana ka hamare zendage money management ka hona ha forex ma money management ka hona chahiya
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300 پيغام ديکھيے
            Forex me agar ap loss free trading karna chahte hain to ap ko forex me money management karni bohat hi zaroori hai kyun ke money management ki madad se hi ap forex trading me acha profit earn kar sakte hain nai to ap ko loss se koi nahi bacha sakta hai.
            Money management ka ap ko mazeed bata do k jab ap ky pas capital hota hai tu ap ko idea hona cheye k jo ap trade karain gy us ki lot size kiya hoga or kitni lot size zaida se zaida or kam se kam use kart sakty hian esleye ap ko trading jitni b achi aye lekin money management nahi aye gi tu ap ki trading ka faida nahi.
             
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: muna00 پيغام ديکھيے
              Firex me bhi money management itni hi zruri ha jitni normel life mein.money management bhi 1 tool ki trha istemal hoti ha agr ap k pass koi aur strategy ni bhi ha aur ap ko money management ati ha tu aap loose se bach skty haen.misal k tor pe ap 10 entries lagaty ha aur ap in ki risk to reward ratio1:3 rakhty ha tu agr 10 mein se 4 entris bhi ap k haq mein jaen tu ap phr bhi profite mein rehty ha.tu ye haen money management k kamal js ko istemal mein laa k bht faida utha skty haen hamain money management ko apni trading ka hisa bnana chahiye

              ap nay bilkul sahi kaha money management he aik kameyab trade ke zamanat hai ap ko koi bhi strategy us waqat tak profit nahen day sakti jab tak ap proper money management istemal nahen kartay. Koi bhi forex strategy tab tak baykar hai jab tak us main proper money management na ho. Lehaza main tamam naye traders ko kahan chahta hon kay isay kabhi bhi ignore mat karain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: muna00 پيغام ديکھيے
                Firex me bhi money management itni hi zruri ha jitni normel life mein.money management bhi 1 tool ki trha istemal hoti ha agr ap k pass koi aur strategy ni bhi ha aur ap ko money management ati ha tu aap loose se bach skty haen.misal k tor pe ap 10 entries lagaty ha aur ap in ki risk to reward ratio1:3 rakhty ha tu agr 10 mein se 4 entris bhi ap k haq mein jaen tu ap phr bhi profite mein rehty ha.tu ye haen money management k kamal js ko istemal mein laa k bht faida utha skty haen hamain money management ko apni trading ka hisa bnana chahiye
                Exactly, money management trading ka sab se ehem hisa h, apni money management ko strictly follow karne se hi hum constant profit earning kar sakte h.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                  Bhai apne bohot hi achey tarikey se samjhaya hey aur waqai apki bat bilkul theek hey money management aik bohot hi power full strategy hey aur agar hum money management ko achi trha se follow kartey hein to woh chahe forex ya chahe koi bhi business platform ho hum agar us mein achi trha se money management ko follow kartey hein to phir hum us business par apna hold kar lete hein aur kabhi bhi fail nahin hotey hein.
                  ap be jis tarha smajay geya hai es ko demo pay check kar sakty hain apni trading skills ko behtar karny k sath sath es ka demo pay ap ko jab experience ho jaye ga tu ap ko pata chal jaye ga k trade kaisy ki jati hai or capital k mutabiq kis tarha ap ko money management ki jati hai.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300 پيغام ديکھيے
                    Forex me agar ap loss free trading karna chahte hain to ap ko forex me money management karni bohat hi zaroori hai kyun ke money management ki madad se hi ap forex trading me acha profit earn kar sakte hain nai to ap ko loss se koi nahi bacha sakta hai.

                    Money management ko agar ap trading ka back bone kahe ge to galat nhi hoga. Ek achi money management and trading plane, ek kamiyab trader ki nishani hai.
                    Last edited by ; 14-03-2019, 08:17 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
                      Money management ko agar ap trading ka back bone kahe ge to galat nhi hoga. Ek achi money management and trading plane, ek kamiyab trader ki nishani hai.
                      well money management ko mai ap k leye define kar do . aisa trading system jis mai ap ko andaza ho jata hai kitni amount ki lot ap k capital k leye suitable hai or ap ka account dangerous condition mai nahi aey ga.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300 پيغام ديکھيے
                        Forex me agar ap loss free trading karna chahte hain to ap ko forex me money management karni bohat hi zaroori hai kyun ke money management ki madad se hi ap forex trading me acha profit earn kar sakte hain nai to ap ko loss se koi nahi bacha sakta hai.
                        Yes dear forex business me money management ko follow krna zarori hai agr ap money management ko follow krty hai to ap ko loss ni ho ga money management ko follow krty huwy ap money earn kr skty hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                          Forex main money management itni he zarori hy jitni normol life main.money management aik tool ki tara use hoti hy agar aapk pas koi aor stragity nhn hy to aap big loss sy bach saktay hain.money management trading ki back bone hy..
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                            apko sahi se analysis use karna a jain ap acha profit tab he earn kar sakty hain jab ap ko pata ho kay us ki money management kaisy karni hai kitny percent apny account main risk pay rahk kay ap nay earn karna hai or kaisy apni trade kay earning se kitna profit se cpaital ko increase karna hai or kitny capital se apni trading main withdrawal karwa sakty hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein money management ktni zaruri ha?

                              g bahi jan jis tara hamy zinda rahna ka liya pani ki zarort huti ha es tara hamy apna account ko safe karna ka liya money ko manage karna bi bohat ahmiyat rakhta ha hamy asi markit ma kam karna ka liya bohat zyada strugle karni huti ha markit ma achi mehnat sa kam karna huta ha es ma hamy mehnat ko ana zamn bna na huta ha jab hamra pas aik achi money mangment hu gi to ham forex ma aik achi kamyabi ko bi gain kar sakta han acha profit or trading karna ka liya hamy es ka hisab sa markit ma kam karna hu ga apni money ki mangment ka bohat zyada khyal rakhna hu ga taky apna account ko safe rakha jay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X