Market ka trend kaisy pata lagta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka trend kaisy pata lagta hai?
    Dear waisy to bahot sary indicator hai jin se hum market ka trend check kr sakty hai magar ap ye batye k hum chart ko sirf dekh k kaisy bata sakty hain k market ka trend kai hai aor kaha se market ka trend end hona hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
    Dear waisy to bahot sary indicator hai jin se hum market ka trend check kr sakty hai magar ap ye batye k hum chart ko sirf dekh k kaisy bata sakty hain k market ka trend kai hai aor kaha se market ka trend end hona hai??
    Market ke friend ko jane ke liye Hame Kafi Jism ko dekhna padta hai isme market ki news aur Market ke baare mein jitni bhi knowledge maujood Hoti Hai Sabko watch karna padta hai agar Hum market ko thik tarike se baat nahi karte to Humma KitKat rent par analyses nahi kar sakte
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Market ke Trend ka pata Lagane Ke Liye Hum two types k analyse perform Karte Hain first technical analysis aur second fundamental analysis In Dono Ki help Se Hum market main trend ko verify karne ki koshish Karte Hain long term trend find karne ke liye trendline ka use karte hain jaise Hai market Apne trendline Ko break karti hai wo bahut long term order lagaane ke liye bahut best rehta hai aur short term trading karni ho to a fundamental analyse ko use karte hain
      • #4 Collapse

        aslam o alikoum dear brother phly too news ko daikhna chahaiy kay wo kai bata rhi hain es kay bad aap chart ko daikh kr ya candle ko daikh kr kay wo kai bata rhi hai
        • #5 Collapse

          market kay trend ko pata chakany kay liey bohat zaada technical anaysis karna parta ha
          reason yeh baaz okat market aik chota se trend banati ha jisay fakey trend b kaha jata ha wo banany kay bad reverse ho jati ha
          in se dangour chezo say bachnay kay liey market kay trend ko 2 factor kay sath anaysis kia jata ha
          fundamental anaylysis me sirf interest news ko dekha jata ha kay jub trend full up ya down tha aik dam news ayi or os nay itni bari candle banaey kay 4 se 6 choti candle os me a gai to waha se engulfing bana kar trend change ho jata ha jaisy hi trend is me change hota ha to trend ka pat chal jata ha kay market up jaey gi ya down
          dosra tatika moving averages ka ha 100 or 200 expoo moving ko laga kar normally trend ka pata chalaey ja sakta ha
          trend malom karnay ja third tarika yeh ha kay market high high or lower low bana kar chalti ha
          • #6 Collapse

            Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

            dear hum forex market ka trend check kerne k lie koi b indicator use ker sektay hain jis se humain pta chalta hay k marekt k trend kia hay main to bollenger band ko use kerta hoon aur moving everage ko use kerta hoon aur jan se wo close hoti hay to market ka trend change hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

              Assalamu Alaikum agar aap Forex trading market Mein trwnd ka pata karna chahte hain to iske liye Jab aap metatrader 4 istemal Karen the karte hain to aapko different tools aur indicators available Hote Hain Jo Koi aapko market moment ke bare mein ek acchi information provide karte hain aap intools aur indicators ke zariye market ki ek acchi understanding Le sakte hain aur aap trend ko bhi bahut aasani ke sath identify kar sakte hain aapke pass in tools for indicators ko istemal karne ka Agar knowledge hai to aap ek successful trader Ban sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

                jab ap analysis karain gy tu ap ko pata chaly ga kay trend line kaha tak ja sakti hai or kitna bearish hoga. yeh sub ap ko pata chalta hai kay ap ko kaha tak es mai trade karna easy tab hota hai jab ap market mai analysis karain. or ap ki analysis se he ap ko trend pata chaly ga phir ap ko pareshani nahi hogi kay ap nay kaha se market mai in or out hona hai. asal point he yeh hot hain jo indicator or technical analysis kay bina adhory hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

                  Assalam o alikum dear forex member price ki kisi simat main harkat ko trans kehtay Hain price humasha bain say dain jalti hai price teen sortoun main chalti hai trend oper ko hai
                  Price nechay ko hai
                  Trend side ko hai kon say currency joray trade karnay chahiye.market kay hujam aur taizi ki munasib say majer ki trading behtar rehti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

                    assalamu alaikum kya hal hai dost army karta hun Santosh khairiyat se honge aur apna work complete karenge ji han main bhi bilkul theek hun aapke sath hi bar kar raha hun to koshish kijiye kya forex trading ke dauran Panna market khana nahin karne jitni jyada market banaa nahin karte rahenge nahinkoshish Kya Karen subah ke time market Koi na nice karne itni jyada market nahin pata chalegastudy tricks hoti hai in AP nahin karke aap acche nahin kar sakte hain karta hun kya aap sab bahut trending market check karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer-ch پيغام ديکھيے
                      dear hum forex market ka trend check kerne k lie koi b indicator use ker sektay hain jis se humain pta chalta hay k marekt k trend kia hay main to bollenger band ko use kerta hoon aur moving everage ko use kerta hoon aur jan se wo close hoti hay to market ka trend change hota hay.
                      Dear ap bolingerband ka indicator use karian ya koi be use karian. bus woh indicator ap ko sahi use karna ata ho. ap kay pair kay hisab sy kon c values us mai set hoti hai woh ap nay set karni hai es tarha ap us indicator ko sahi sy add kar lain gy or us ko sahi sy use karna be ap ko a jaye ga. esleye indicators ki values ko zaror add karian or phir un ko kaisy use karna hai yeh ap ko setup kudh karna hai. zaida indicator ki jaga kam sy kam indicator ka istamal karain gy tu ap un ka sahi use karna seekh jain gy.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

                        friend ko jane ke liye Hame Kafi Jism ko dekhna padta hai isme market ki news aur Market ke baare mein jitni bhi knowledge maujoodfind karne ke liye trendline ka use karte hain jaise Hai market Apne trendline Ko break karti hai wo bahut long term order trend kia hay main to bollenger band ko use kerta hoon aur moving everage ko use kerta hoon aur jan se wo close hoti hay to market ka trend change hota hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ka trend kaisy pata lagta hai?

                          market ka trend pata karny kay leye zarori hai kay ap ko technical or fundamental analysis karna ata ho. ap jab technical analysis karain gy tu ap ko support or resistance ki value mil jati hai jis ki madad sy ap trend line ko draw kar kay pata chala sakty hain kay ap ki trade kaha tak ja sakti hai.esleye koshish karain apni trade ko behtar karny kay leye ap fundamental analysis or technical analysis dunu ko compare kar lain or ap ko sahi trend ka pata chal jaye ga.
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X