Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?
    Ap ki nazer men forex ko log join kerny or chorny men jaldi q kerty hein??? is k pechy kon kon si wajohat ho sakti hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading koi chota business nahi hai isko samjhny k leay ham ko boht sara time darkaar hota hai ju log isko chor daity hain wo log issmai galti ye karty hain k unko forex k bary mai pta nahi hota aur wo ankhain band kar k bgair kisi logic k kam karty hain aur besabri k sath kam karty hain aur na he iss mai proper rules ko apply karty hain jiski wja say unko bar bar loss hota hai aur wo ye khty hain k boht he bura business hai aur chor daity hain mger asa krna boht he galt hai app kisi mai kam mai par jain tu usko chorna nahi chheay bs rules aur regulation k sath kam krna chheay phir he app usmai success ho sakty hain,.
    • #3 Collapse

      Dear har shaks yahn sirf aur sirf lalach ki waja se aata hai aur wo lalach zyda se zyda profit earn karne ki hoti hai jab ap es business ko smjho gy seekho gy tu ap ko acha idea ho jaye ga k ap ne kese es business mai acha kam karna hai aur ap kese aik waqt mai acha earn kar skte ho lehaza ap ko chorna nhn chaiye bal k ap ko mehnat karni chaiye aur behtreen earning karni chaiye...
      • #4 Collapse

        forex trading ko join karnay ke waja yahe hai kay achay say acha insan earning kar sakay or chornay ke waja yahe hai kay insan sekhay beghair trade karta hai or har trade main loss karta hai or dil bardashta hokar isay chor deta hai trading bachon ka khail nahen.
        • #5 Collapse

          forex trading ko join rich banny kay liey kartay hain
          zada tar loog forex me learning or diciple ki bajaey ambition kay sath atay hain or samjty hain hum jo b trade lagaey ga profit jaey gi
          jub un ko loss par loss hota ha to wo bohat zada mayoos ho jaty hain
          or samjty hain kay ab wo kabi b trading nehi kar sakty
          asal waja yeh ha kay unhoo nay forex ko learn hi nehi kia hota ha
          • #6 Collapse

            Dear friends forex ko log is liya chor dety hey k o insta forex k sat hum jub attached karty hey tu insta forex ko money yani bouns send nahi ho raha is liya log forex ko chor dety kabi kabi account verify nahi ho raha
            • #7 Collapse

              sir , mery nazar mn aksar log jo bhe hy wo sb sy pehly is ko join kartey hnyy earnnn k lyee is k bad in ko km experrience hotA nhn hy or phr wo trading start kartey hy is ka bad in loss ata hy or wo ko profit badal nhnn sktey tu phr wo loss aney ki wajah sy is ko boht start karney ka bad chor datey..
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                ji ha ap na thk question kea h forex ak asa online all word busnes h jo bhot famous h es lh js admi ko pta chlta k forex ak asa busnes h jsy join krny k bd profit mlta h wo bi gr bty bgr kse timing limit k jb chy 24 hours ma jb tam mly kj dr km krty h or kfe monafa mlta es lh log bhot km krty jlde or experience na hony ki vja sa jlde km krna shro krdty bgr education k to achi posts ni kr paty or ni pta hota market kb nafy ma jre kb noksan ma km krty rhty km experience ki vja sa los hota rhta js vja sa jld forex ko chor dty
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                  my best friend apny bhut hi achi bat ki hai man ap ki bat sy agree karta hu my friend forex ko log is liy jaldi choor dyty hai kun k log is main greed karty hai or is ko seekh k nai karty jis ki waja sy on ko loss hota hai or wo is ko choor jaty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                    Forex trading mai jab trader new atay hain tu woh souchty hain k bus jaldi se profit kama lain or jis ki waja se akhir mai woh loss kar jaty hain . es ki proper learning ya training nahi karty hain woh.esleye un ko yeh business thek nahi lagta chor jaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                      forex mein log interest is liye lety hain k yeh sb sy fast way hai earning ka or withdraw ka. yeh jis ko aa jata hai us ki life badal jati hai. lekin bgair kisi knowledge k trade kr k log invest krna shuru kr dety hain or is sy un ko loss hota hai or interest khatam ho jata hai k yeh hmary bas ka kaam nahi. is liye is ko smjhny ki bjaye woh haar maan lety hain or forex ko chor dety hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                        Forex trading ko tu join he kiya jai chornay ki waja tu kuch b nahi hai filhal. Forex ik business hai es ko jab tak ap sahi samaj ky karain gay tu ap ko loss kam or profit zaida mily ga. jo log es ko chor daity hain un ki waja kam learning or experience hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                          Bhai meri nazar mein to is mein apko zada loss hota hain to ap is mein tab ja kar ap forex ko leave karte hain apko is mein demio par zada kam karna chahye aur is mein apko ihtiyt se kam arna chahye tab ja kar ap is mein earn klars akte hain is mein apko zada greed nahi karna chahye auer is mein apka account wash ho jana hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                            Forex main Trader jab trading se door jaty hai tu un ki apni mistake be es mai involve hoti hai. Mistake es tarha involve hoti hain k Woh apni trading ko theek tarha se na time daity hain or na he es mai experience ko importance daity hian. Wo es mai short cut find karty hian or last mai un ko jab loss hota hai tu chor jaty hain . jab k jo acha trader hai woh es ko kabi nahi choray ga. woh es ko mazeed deeply learn kary ga apni strategy banaye ga or phir experience k bad he live account mai trading kar k apni earning ko continue kary ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                              Mere khayal se logo ko lagta hai kay forex trading start karte hi bager kisi mehnat kiye had se ziyada pese earn karne lagenge, isi wajha se her koe suni sunai bato main aake jalbazi main join kar leta hai magar tarding start karne kay bad un ka ye bharam toot jati hai to wo log jo mehnat karna nhi chahte wo jaldi main trading leave kar jate hai.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X