Forex main news ki ahmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main news ki ahmiyat

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pak14 پيغام ديکھيے
    my dear Forex trader Forex mein news ki ahmiyt kya hai is Hawale se main aapko Ye kahunga Agar Apke Pas accha experience hai to aap Forex news mein bahut accha profit kar sakte hain
    Yes dear forex business me news ki boht importance hai jab market me news ati hai to market tazi se move krti hai ya forex business ka boht important hisa hai agr market me bari news ay to market zyda tazi se movement krti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main news ki ahmiyat

      News main trading kay leye scalping sub se best hai. ap ko cheye apny pair kay hisab se news ko daikhain or practice karain es se ap ko yeh asani hogi kay ap achi se trade kar lain gay or sath main ap ko koi pareshani nahi aye gi.or ap ko cheye kay zaida pair ki taraf na jain sath main woh he pair tak rahain jo ap ko info hai ap jin pair ko achy se janty ho.
       
      • #18 Collapse

        Re: Forex main news ki ahmiyat

        Fundamental analysis kisi bhi trader k liye bohat ziyda ehmiyat rakhta hai. khass ker daily traders k liye. Koi bhi news impact markets ki halat main barri tabdeeli la sakta hai. Employment rates, GDP Growth, Deals, Speaches or Bari news wgaira market main bari tabdeeli or volatility ka paish khaima sabit ho sakti hain is liye in se aware rehna chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: Forex main news ki ahmiyat

          Jo Trader news ko follow karty hain un ko pata hoga kay zaida zarori news scalping kay leye hoti hai. ap scalping jis kadar achi karain gay tu ap ko news ko follow karna hoga. kuch traders ik he time main bhout sari news ko follow kar rahy hoty hian jo kay galat hai. ap jis pair pay trading karty hain usi ko follow karain or ap ager achi scalping karna chahty hain kuch pairs tak mehdood rahain.
           
          • #20 Collapse

            Re: Forex main news ki ahmiyat

            g bhai jan news es markit ma boha zyada ahmiyat dati ha q ka hamy news ko es markit ma shaml karna huta ha ya hamra fundamenat analysis ma ati han es ma hamy bohat hi mehnat sa kam karna huta ha q ka kai bar ham news pa traed kar sakta han q ka ya markit ka trend ko bi follow karti han but ham asi markit ma news ko follow karna sa hi aik achy trader nai ban sakta es ma hamy khud bi mehnat sa es ma techniolcal analysis ko kamyab karna hu ga markit ma hamy bohat zyada mehnat ki zarort hui ha or markit ma news ki bi bohrat zyada ahmiyat ha jis ma ham trade ma analysis ko bahtr bna sakta han
            • #21 Collapse

              Re: Forex main news ki ahmiyat

              Trading mian jaha tak daikha jaye ap ko acha trend sahi tab mily ga jab ap ko achy se analysis karna a jain gay tu ap kamyab hai. Analysis main ager ap just scalping mai rehty hain tu short term trade ki talash mai rehty hain tu ap kay leye News khas importance rahkti hai tu ap ko cheye kay news ko apny pair kay hisab se chose karain or sath sath update rahain un kay sath tu ap ko pata chal jaye ga ap kay pair ki economy kaisi hai.
                 
              • #22 Collapse

                Re: Forex main news ki ahmiyat

                Forex me news ka bahoth barha kirdar hai is se apka paisa bachega or barhega agar ap ko iska experience hoga news k time kabi trade nai kia kro ye apka behtareennn issa hai apna kam ko age lejane me is ko madenazar rakte hoe ap trade kro
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main news ki ahmiyat

                  Well dear forex trading mein News ki kafi ahmiyat hai. Qk Is mein different countries ki currency ki trading hoti hai aur her currency pe us ki country ke halat ha asar parta hai, is liye jab bhi ap jis bhi pair mein trading karna chahe to us pair related countries ki news ko zarur nazar mein rakhe qk aksra news ki wajha se market apne trend hi change kar leti hai to hamesha news ko nazar mein rakh ke hi trading karni chahiye.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main news ki ahmiyat

                    Forex market ma Word news, forex ki news market pe bohat ziadah effect karti hain jis ki wajah se market bohat taizi se move karti ha, market kahi dafa kitnay pips up ya down chali jati ha is lye forex trading ma forex news ki ahmyat ko ignore ni kia ja sakta ha, ham market ko news ki base analyse kartay hain jis ko fundamental analysis kaha jata ha, is lye kisi bhi trading strategy ma fundamental analysis ki bhoat ziadah ahmyat ha, ap totally technical tools pe depend ni kar saktay hain,
                    == market bohat taiz move karti ha
                    == kahi dafa to market news ki wajah se trend hi change kar leti ha
                    == news k waqt entry ma avoid karain, ni to pending order sell limit ya buy limit ko use karain
                    Example: CPI, Employment rates, Unemployment rates, House rent, Core CPI , BO.. Speeches
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main news ki ahmiyat

                      Forex main newz ki bahut jyada ahmiyat h news se hamen market ke bare mein knowledge milta hai ki market ke ups down kya hai market ke bare mein jaanne ke liye hamen news sunna padta hai forex mein news ki bahut jyada near hai agar aap news ko follow Kar ke trading karenge to aap kamyab honge...... shukriyàaaaa ☺️
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main news ki ahmiyat

                        Jo trader scalping ya bhout short term trading karty hian un kay leye zaori hai kay woh News trading kiya karian. es trading ka yeh faida hotahai ap high impact ki news ko us kay release honay se pehlay teyar karna shoro kar dain tu bad mai ap ko yeh faida ho ga jab woh news release hogi tu ap asani se us ka trend ko maloom kar kay sclaping kar kay bhout kam time mai ik acha handsome profit kar sakty hain. bus es key leye ap ko apny fundamental analysis ko strong karna hoga. jis kadar ap acha karain gay us kadar ap ko acha result be mily ga.
                           
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main news ki ahmiyat

                          dear friend trading main news bohat ahmiyat ki hamil hai jab bhi international level par koi bara muhada hota hai koi confrance hoti hai to is ki wjha se trading par effect parta our trading main news ati hai jis pair ki news ati hai us ki market ma halchal mach jati hai our makret bohat taizi se yak tarfa ya phr do tarfa trade karti hai jis kiwjah se bohat sate traders ko loss an dprofit bhi milta ha lekin agar ham new ko smjhen our phr is par trader kare to hamen is ka acha benefit mil sakta ha our agar aap new traders hain to koshish karen k news time trade na karen our bss trading ko news time main smjhne ki koshish kare our apna experience increase karen
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main news ki ahmiyat

                            G bilkul forex trading main news ko buhat important samjha jata hai kyun news hamain kesi mulk ke halat o wakiyat ke bare agah rakhti hain is trah hamain trading karne main asani hoti hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main news ki ahmiyat

                              Assalamu Alaikum dear friend jaisa ki AAP sab jante Hain forex trading business mein itni ahmiyat hai ki agar aap forex trading businessman use ko follow nahin karte to news current nahin karta main news current karne ka experience nahin ho sakta trade open karte hue isase aapko last hoga kaun divas hoga aur news aur Hamen chahie jaam news ko follow karke trading Karen jisse mein bahut hi jyada fayda hoga aur hamen bhi achcha milega
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main news ki ahmiyat

                                Well bro, \forex market pe News ka bara effect hota hai, qk is mein mukhtalif mulko ki currency pe trading hoti hai to her mulk ke economy halat ka asar market pe nazar ata hai, jab bhi koe high impact news release hoti hai to us ki wajha se market apni direction bhi change deti hai. Is liye hume trading karte time news k=pe nazar rakhni hogi aur agar ap ko news samajh nhi ati hai to us waqt ap trading mat kare.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X