stop loss profit aur take profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    stop loss and take profit compulsory hain trading kay duraan inka use har haal mei karna chaiye kyun kay jab hum inka use karain gay tou hamari trading secure rahay gi hum online na bhi hon tou ye work karain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      cheez hai es main apko apki merzi k mutabik profit ya loss hota hai ye b bohat e faiday mand option hai humay trading k sath sath es ko be join karna chahiye.those are peoples regular base use the TP & SL there profit is high & loss is very low because the TP & SL save trhe trader in the every ways. So we are use the TP & SL on the regular base.
      • #48 Collapse

        g han ap stoplosslagane ky waha se zeyada noksan se bech saktey hen .oar takeprofit lagane ke wagh se jo apko faeyda ho choka hota he woh zaya neheen hota.........................
        • #49 Collapse

          stop loss or take profit dono hi is market me buhat ahmiyat ke hamil hen stop loss hum apna loss fix karne ke lie use karte hen or take profit hum apna profit fix karne ke lie use karte hen.
          • #50 Collapse

            stop loss or take profit ka used bht he acha ha kum k yeah save trade deta ha or limited loss deta ha ap jb order execute kro tou buy kro gae tou size k sath option ho ga wahan ja kr apne maximum 10 pips kro 2no man take profit or stop loss or lga 2 ap ka lag jaye ga :)
            TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
            • #51 Collapse

              stop loss or take profit trading main dono buhat kam atay hai.ap in ka use demo account main ker kay dakh sakty ho.stop loss apko is business main zayada loss say bacha sakta hay.or take profit hamain is business main 1 acha profit dila sakta hay.main to ya souchta ho kay ager is business main ya dono na hotay.to is business ko kerna kitna mushkil hota..
              • #52 Collapse

                Forex trading stop loss and take profit ap trade open karnay kay bad bhi set kar sakty hai or open say phaly bhi normally stop loss 30 pips per set hota hai.And take profit 50 pips per set kia jata hai.Sab ki apni apni strategy hoti hai..
                 
                • #53 Collapse

                  Dear jab hum koi trade set karte hen o usme hamen T/P Aur S/L k option milte hen usme hum apne trade k hissab se setting kar sakte hen
                  • #54 Collapse

                    stop loss and take profit are very useful tools for us in Forex trading market .its is an automated system .sometimes we are not able to stay for long time on Forex market .during that time we can use those tools for our safe trading .
                    • #55 Collapse

                      ap apna profit increase ker sekty hen aur esi se ap apna losse ko kum ker sekty hen,q k pakistan main loght ki bari problem hoti hain aur 2sri baat ye k hum stop loss aur take profit khbi b chnage kar sakty hain
                      • #56 Collapse

                        bhai stop loss and take profit aik aisa tool hay jis ki help say ap loss ko minimize ker skty hain aur agr ap ka capita low hay to ap trade main sl ka taregt set ekr dain is tarh ap ki trade jub target py ponchy gi to auto close ho jaye gi ap ka loss zyada nai ho aur isi trah tp ka target bhe use ker skty hain
                        • #57 Collapse

                          bhai ap ke liye fikar fur karne wali baat hoti ke ap agar stop loss ya to phir take profit lagate hain ,ye ham waheen se lagate hain jahan pe order's sell ya buy karte hain.
                          • #58 Collapse

                            iss k liay ap ko forex market k baray main knowlegde gain krna ho ga , jis sy ap ko idea ho ga aur iss k elawa ap ko experities ko learn b krna hy, is ssy aap ko idea ho jay ga k kaisy startegy maintain ki jati hain forex main trade krty wqt.
                            • #59 Collapse

                              Dear mere khiay say forex may stop loss and take profit bohat achi cheeze hain kiyu kay is tara karne say hume hi faida ho ga hum apni marzi say stop loss ko set kar sakte hain jis say hume km loss ho ga nad profit ziyada ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: okr703 پيغام ديکھيے
                                mein forex work mein newbie ho to mjhe ye jan nana hai ke hum stop loss aur take profit kese set kar sakte hai trade lgate waqat..
                                jab bhi koi trade kholna chaho to us may bhi pahlay say select kar saktay ho, chahay pending ho ya instant execution, agar aik trade khol chukay ho us par bhi set kar saktay ho, agar pahlay say khula hay to us k lye trade par double click karo, aur us may instant execution k neechay modify ka option ho ga, wha par jao, to tm ko do buttons nazar aye gay, aik red aur dosra blue, red stop loss k lye aur blue take profits k lye, us may pips bhi likhi ho gi, red button press karo gay to jitni pips neechay likhi hogi us par stop loss ki line ajaye gi, aur isi tarha say blue ki bhi, lakin jab tak k neechay wala lamba button press nahi karo gay, na stop loss active ho ga aur na take profits.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X