Dear Forex Members
Jab hum apni trading main indicators ko use karty hain tu es ka matlub hai hum kamyabi ki taraf ja rahi hain. jaha market mai ap ko itny indicators milain gy waha ap ko MCAD ki importance ko daikhna hoga.
MCAD ki khas bat yeh hai es mai jab red line green ko cross kary gi tu market bearish hona shoro ho jati hai. bearish tab hogi q kay in lines kay mutabiq market over bought ho chuki hai tu
Ab woh return ki taraf jaye gi.esi tarha jab green line jab red ko cross kary gi tu market bullish hogi. yeh ap ko baqi es ki values ko set kar kay ap nay es ki practice kar kay use karna hai
hart main ap daikh skaty hain. kaisy lines cross honay ky bad market behave karti hai. esi tarha ap achi earning kar sakain gy.