how to Take First Learning Step in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    first step learning hai and forex ko kafi log part time or full time letay hain so yeh aap par dpeend karta hai aap ko forex mein anay sy phlay aap ko is business ko learn karna parta hai aur demo account par is ki practice karna karna parta hai that is great legal business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      ji bhai jaan ap bilkul theek kah rahe hain keun ke forex main pahla step pak fourm hai pahle ap ko us pe learn karna parta hai jab hum sawal samajh jate hain tu hum sucessful ho jate hain.
      • #423 Collapse

        forex trading ko learn karnay k liye zarori hai ky ap iskay online toutrials jo b avalible hon unko dekhein nd practice karein is ky ilwa agr ap kisi aysay banday ko jantay hon jo already trading kar raha ho toh us sy help lein woh apko better tips nd suggetion dy ga
        • #424 Collapse

          Main apnau doston ko yeh bata doon keh agar aap nay kuch learn karna hay to aap ko demo account main practice karrain aap ko oss main her tarah ka ilm hasil ho ga demo acconut main aap tammam indicators ko apply kar kay aap un kay result ko seekh saktay hain aap mukhtalif option ko use kar kay learn kar saktay hain
          • #425 Collapse

            achi information aap ny di hy, mery kial sy jo first time Forex ko join krta hy to ussy chaie k wo pely Forex ki learning kary or minimum 3 month tak demo ko use kry ager wo market ko achi tarah samaj jahy to ussy live account main trading krni chie, Forex main kam krna hard nai hy just thora experience chaie hota hy.
             
            • #426 Collapse

              g bahi jan app ney sahi likha hey key forex ek learn to earn business hai.or app ney ye baat bhi achi kahi hey key aksar say zaida logon key mind main yahi sawal hoga key itna bada business hay itni badi market hay is ko kon chlaa raha hoga yani key mery jaisey jo new hain un key mind mian ye sal ho sakta
              • #427 Collapse

                Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k how to Take First Learning Step in Forex Trading to mai is baray main youn kahoonga k bohot sai tareekon sai first step lai sktay hain
                • #428 Collapse

                  bohat achi post ki hai aap ne yi bat apki sahi hai k trading seekny se pehlay hamray pas tori malomat honi chahiye hamay pata hona chahiye k forex kya hai iska matlab kya tab hamay agay barna chahiye..
                  • #429 Collapse

                    Demo account bnae n practice karein baqi yahan sb ny bht achi trha explain kiya hua a...esi batein hmy logo k experience sy hi pta lgti hain...or is lehaz sy ye forum,bht acha a...har trha sy sb log apko guide krty hain...and is sy hmra bht faida hta hai
                     
                    • #430 Collapse

                      bhai mere andaze se tou is field me ane wala har shaks pehle yehe search karta hai k waht is Forex? or isme hum apni jaga kaise bana sakte hai iski tamam details ko thora thora kar k har koi samjhna start karta hai phir he agay barhta hai isi forum me usey ahista ahista sab sawalon k jawab mil jate hai
                      • #431 Collapse

                        sab se pehlay to is baat ki yaqeen dhehani ker lain k ap ka account mojud ho aor ap instaforex ka account use ker rahay hon us k bad phir ap ki trading start kernay k liye ap k account main paison ka hona zaruri hay, agar ap online trading main naye aye hain to ap demo account bhi use ker saktay hain, demo account ka faida ye ho ga k ap k account main automatically paisay aa jayin gay jo zaya nhi hongay.
                        • #432 Collapse

                          My dear friends yhe thread bohat achi ha. main ne ic thread par har reply ko read kiya ha mujhe bohat khushi ha ke forex forum par forex ke bare main bohat information milti ha. is thread se new traders bohat faida le sakte hain.
                          • #433 Collapse

                            Buisness hai itni bari market Ko Samajhnay k liye or Sekhnay K liye pehla Step kaisay or kya lenaa chahiyee... dosto Sab Say pehlay Ap Ko Isi Forum Main he Search Karna paray Ga k What IS Forex?? jaisay he Ap ko is sawal ka jawaab milaa orr samajh Aa gyaa Tab Samajh lain K Ap nay learning Main pehla possitive Step rakh diyaa hai..jab Ap Ko ye Samajh Aa jaye Ga k what is Forex tou Ap Ko is question say related buhat Saray branch questions bhi Samajh aa jayen Gy
                            • #434 Collapse

                              aap ki trade bohat achi hai first step k liye ye janna zaroori hai forex kia hai aor konse factors forex pe impact daalte hain aor indicators ko samajhna bhi bohat zaroori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                G han pehlay ap forex k baray main study karain k ye hey kia. Then technical training lain and then trading start karain. Bohat maza aye ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X